Rectangle Chart Pattern:

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Rectangle Chart Pattern:
    Assalamualaikum I hope you all are fine and doing well on forex trading. Aj ki post mein ap ko rectangle chart pattern key bary mein knowledge share krun gi.




    Rectangle Chart Pattern:

    Dear forex member rectangle chart pattern forex market mein trend ke gap ke khasoseyaat ko indicate karta hey jes kay tahat price matwazi support or resistance kay darmean aik taraf movement karte hey forex market mein pattern aam tor par majodah trend ke asal direction ke taraf jar rakhnay say pehlay forex market ein trend kay stable ke nomaindge karta hai

    Formation of this pattern:

    Dear forex member upper ya lower band kay darmean mein close honay wale confirmation candle stick pattern kay khatmay ko identify kartay hein or forex market mein jare trend kay breakout kay khatamay ke taraf eshara karte hey forex market mein trader ko hamesha overall chart ka khatama karnay kay ley or analysis karnay kay ley mokhtalef kesam ke tabdeleon say agah kea jata hey jo forex market mein baray macro pattern say wazah karta hai.

    Bullish & Bearish:

    Dear forex member yeh forex market mein aik continuation pattern jo keh up trend kay andar majod hota hey jes kay tahat trader long position mein enter honay kay ley daikhatay hein jab price mein support break kar jate hey or breakout kay andar close ho jate hai.Dear forex member aik continuation pattern jo keh nechay kay trend mein zahair hota hey jes kay tahat price support say break honay kay ley or breakout zone kay andar close honay kay ley or trader short position mein enter hotay nazar atay hain.


    Click image for larger version

Name:	grade7-bearish-rectangle-after.png
Views:	5
Size:	15.3 کلوبائٹ
ID:	12598180




    Working with this pattern:

    Dear forex member rectangle kay andar high or lows ko shamel kar kay support or resistance ko kaim karna chihay trader ke asal direction par breakout ka intazar karna chihay rectangle ke onchai ke pemaish kar kay rectangle pattern ko onchai kay opar rakhna chihay support or resistance ko paish karna chihay trader breakout say price ka target paish kar saktay hain market Jab range mein move mat kar rahi hoti hai to use time Hamen market Mein yah pattern Najar a Rahi Hote Hain Ham is market mein kisi bhi time pattern Ko Dekhkar trade kar sakte hain Hamen is market Mein ranging market ko trade karne ke liye ek rectangle banaa leni chahie Jiske andar market Agar break out Karti Hai To Ham usmein trade Laga sakte hain.



    Click image for larger version

Name:	rectangle-trading-strategy.png
Views:	4
Size:	101.1 کلوبائٹ
ID:	12598182
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Rectangle Chart Pattern:

    Aslamoalekum members. Mujhy umeed hay ap sab kheryt say hon gay. Apka trading session acha ja raha hoga. Aj ka topic hamara discussion Rectangular chart pattern k bary hay. Dekhty hain k yeh kia hay r kesy information deta hay


    Rectangular chart pattern

    Rectangular chart pattern wh hota hai jab kimat matawai support r mazahmati satah se munsalikk Hoti hai Ek rectangular khariddaron aur frockt kanandgan ke darmiyan istikam Ya adan faisle ki mudat ko zahir karta hai kyunki wh Bari Bari ghonson ko pheenkate hain lekin inmein se Kisi per bhi galbaa Nahin hota hai kimat block se pahle Kai bar support aur resistance ko test karegi vahan se kimat ka rujhan break out ki semat ho sakta hai chahe wh upar ki taraf ho ya niche ki tarafe ki tachniqui tajziya mein kimat ke pattern hasil kiye gaye hain jinhen takniki tajzia Ka baap samjha jata hai aur Edward r Megi bhi jinhone likha hai ki bahut se log is mauzon per Bible ko samajhte Hain

    basis of pattern

    Tachniqui tajziya ka yeh dor is waqt say makhoz hota hay jab graph paper pr chart hath say rakhy jaty thy . Or yahan tak k sada moving average ko hath say ya bari dhaki ading machine k istamalsay barqarar rakhna parta hay. Jaded tachniqui tajziye ki bajye Jo ishary pr inhasar karta hay jsy moving average kehty hain r convergence divergence b kehty hain. Tachniqui tajziya karo nay yeh farz kia hay k apko waqt bhar main duharaty hain. Pattern ki shanakht ka matlab pattern ki.paishin goi krna hay or ki ki munfa ki tejarat karna hag. Keemat k bht sag namony adad o shumar pr mubni hain.
    Click image for larger version

Name:	grade7-rectangle.png
Views:	2
Size:	3.2 کلوبائٹ
ID:	12458076

    اب آن لائن

    Working...
    X