Hockey candlestick pattern:
Market mn hockey stick chart pattern ik bhut he important chart pattern hota ha yeh b market ko analysis krne k liye use Kia jata hai. Yeh chart pattern market ki position ko confirm krny mn traders ko achy tariky sy support krta hai. Trader market mn handle inflation distance parts identify karne ke liye market Mein majood hockey stick chart Baton ka istemal kar sakte hain Kyunki yah chat Patron in ke bare mein complete information provide karta hai uske andar flat lines Hoti Hai Jiski wajah se traders market ki growth ko samajh sakte hain ke Maar Peet ki growth slow movement kar rahi hai ya FIR uski speed bahut ziada high hai
Explanation:
Jb aap hockey stick market pattern ko study kr rhy hote hain To aesi situation mn market thodi der side movement mn apni movement ko complete kr rhi hoti hai aur us k bad suddenly market mn Koi B news aati hai aur Market Mein bahut ziada ho Jaati Hai Jiski basis per market strong bullish trend Mein Apni movement complete karti hai aisi situation bhi market me aapko yah hockey stick Baton available kar sakta hai aur aapko is related complete study Karte Nahin Hoti Hai no doubt Iske bad market sometime apni retracement complete karti hai aur aapko aesi situation baby short-term basis per Kuch acchi trade krne ke liye mil sakti hai.
Simplification of hockey stick pattern.
Trading mn kuch pair or commodities asy hoty hain jin ki price ma kbhi increase nazar ni aty or trader en ki history ko b observe kr k check kar ley to inki price sudden increase nazar ni ata. But phr achanak ik asi news.ati hai ya asi situation develop hoti hai k ye pair ya commodity sudden up move kar jati hai. So trader ko es up move ka benefit utana chahe or es ma small lot sy buy ki trade ko open karna chahe. Asa karny sy trader ka account b safe rehta hai or usko profit b itna big hota hai jo trader kbi expect ni karta. Trader ko asi situations par big lot ko use karny sy perhez karna chahe. Kiu k market ki position ka pata ni chlta or trader ka account big loss ma es sy pans sakta hai. Trader k lae ye he best hai k wo asi trades ko open kary jo esk liye beneficial to ho but account ki saftey ki zamanat b hon.
Trading market mein humne timeframes ko use karna hai aur market mein Android technology bhi use Karen aur ham analysts ko bhi follow Karen Jo hamare liye trading analysis Kiya karte Hain freely websites per bhi share karte hain unko just fayda ya hota hai ki jab ham review karte Hain to unko use view ki vajah se kuchh send amount mil jaati hai Jo ke collectively 1 big amount ban jaati hai. trading ke liye tips and tricks strategies use Karke ham acche professional trader man jaaye to hamare liye output Lena easy ho jata hai profit increase kar sakte hain aur isko mixing bhi banaa sakte hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим