WHAT IS PIN Bar CANDLESTICK PATTERN IN FOREX TRADING?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    WHAT IS PIN Bar CANDLESTICK PATTERN IN FOREX TRADING?
    Aslam u Alaikum! Kya hal he umeed krti ho sb khyrit se ho gy or forex trading me acha profit hasil kr rhe ho gy Dear members i hope ap sab thk hon gay, friends aj ka mera topic he candlestick pattern. Candlestick patterns ik bhot hi important patterns hai. Agr ap es ko achi tara indentify karty hain to ap maximum advantages available hoty hain. Main aj esi candlestick patterns k related important information share karna chahti hun jis ko ap samjh kar asani sy apni trading ko successful bana sakhty hain. Trading main experience bhot important hai agr ap k pas experience hai to ap achi earning kar sakhty hain trading main experience and knowledge ka hona must hai.

    WHAT IS PIN BAR CANDLESTICK PATTERN:

    Dear forex member Pin bar candlestick aik eisi candlestick hoti hai, jis ki body minimum hoti hai, is ko AP reversal candlestick bhi keh sakhty Hain. Is candlestick ko properly analyse karna bahut hi important hota hai, or is identification ky liye apko eski different types ko study karna ho ga. Is ki further explanation following hai.

    STANDARD PIN BAR CANDLESTICK PATTERN :

    Dear members Standard Pin Bar Candlestick ko recognize krna easily hota hai, is candlestick ki body choti hoti hai, or is ki wick kafi lambhi hoti hai. Is candlestick ki wick just one side par hoti hai. Standard Pin Bar Candlestick ko ap further bearish standard pin bar or bullish standard pin bar ko focus kr sakhty Hain agr ap achi tara market main judgment karty hai to ap ko bhot benifits mil rhy hoty hain es ki detailed main ap sy chart main explain karon gi.

    PIN BAR WITH NO REAL BODY CANDLESTICK PATTERNS:

    Dear Forex member trading main jab ap pin bar ki proper classification kar rahy hoty Hain, to is main ap ko pin bar with no real body bhi available hoti hai, is candlestick main body bilkul hi minimum hoti hai. Agr ap different factors par study kart hain to ap ko maximum advantage available hoty hain. Ap ko humesha apni learning k sath kam karna hai jab ap kpas acha experience ho ga to ap successful trading kar sakhty hain. Is plateform ko ap properly apni trading main include kr Ky apni trading main include krna perfect ho sakhta hai aur bahut zyda faida la sakhta hai.

    PIN BAR WITH NOSE CANDLESTICK PATTERNS :

    Dear forex members Forex trading market main jab ap is ki further classification karte hain, to definitely is main aik eisi pin bar hoti hai, jis ki 2no side par wick hoti hai, like aik side par wick minimum hoti hai, or dosri side par iski wick zyda hoti hai. Is ko pin bar with nose kaha jata hai. Is ko bhi ap bearish or bullish main categories kar sakhty Hain.


    1. BULLISH CANDLESTICK:

    Dear forex members PIN Bar Candlestick bullish/bearish currency pairs aur commodities ki price chart main long bullish trend k top par resistance level par banti ha to ye market k bullish trend ko bearish main change kar deti ha. Is par trader ko ""sell ki trade"" active kerni chahye. Es tara ap ko best points par entry mil rahi hoti hai or ap ik acha profit bana sakhty hain.

    STOP LOSS AND TAKE PROFIT :

    Stoploss ko PIN Bar Candlestick k high sy 6 pips oper place karen aur Take Profit ko next support level per place karen. To essy ap ko ye benifits mil raha hota hai, k ap apny account ko save rakh sakhty hain. Stop loss lgana bhot important hota hai. Es tara jab ap take profit set********
    Karty hain to ap ki trade automatically profit main close ho jati hai es tara ap ko maximum advantage mil rahy hoty hain. Or ap market main successful trading tab hi kar sakhty hain jab ap k pas proper experience ho ga.


    INTERPRETATION PROCESS :

    Dear forex members agr ap market main successful hona chahty hain, to ap ko technical analysis karny hon gy jab ap market main technical analysis karty hain to ik best points par entry ly sakhty hain. Ap ko humesha different important analysis par complete suty karna ho gi ta k ap ko maximum advantage hasil hon chart pattern ko achi tara indentify karny k liye technical analysis karny hoty hain tab ap acha gain kr sakhty hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum Dosto!
    Pin Bar Candlesticks
    Asal Pin bar bazzat-e-khud ek long upper ya lower "shadow" "tail" "wick" ya "dum" aur bohut small "body" ya "real body" k sath ek bar hai, jo umomman bohut ziadda high price ya bohut low price main ban jatti hai. Pin bar ki tashkeel eik price action reversal pattern hai, jo zahir kartta hai, k market main aik khas sattah ya qeemat point ko mustarrad kar deyya gaya hai. Pin bar k banne se waqif honne k baad, ye kisi bhi qeemat ko chart k dekhne se zahir hotta hai, k ye pattern kitnna munafa-bakhash ho saktta hai.
    Candle Formation
    Pin bar candle ziadda tar news ya kisi events ki wajja se bannti hai, is waja se is pin bar candle bullish trend yanni top of the price ya bearish trend yanni lower of the price main bhi bann saktti hai. Bullish aur bearish pin bar ki taffseel darjazzel hai;
    • Bullish Reversal Pin Bar candle bearish prices ya downtrend main bantti, jahan se prices bullish trend reversal main badal jatti hai. Bullish reversal pin bar main candle ki aik long tail downward side par bantti hai, jo k maojoodda qeemat k ley support ka kaam bhi kartti hai aur lower prices rejection ka kaam bhi kartti hai. Yahan se qeematten ziadda tar upward jatti hai.
    • Bearish Reversal Pin Bar candle prices muntakhib karrda timeframes main upward side par aik long tail banatti hai. Ye pin bar prices ka mazzeed bullish movement ko reject kartti hai aur qeematon k leye yahan par aik resistance position bhi bantta hai. Prices yahann se bearish trend reversal main baddal jatti hai.
    Explaination
    Pin bar upper ya lower side par banne wali ek long tail candle hotti hai, aur is tail ko "wick" ya "shadow" bhi kaha jata hai, In sab ka matlab aik hi hotta hai. Ye pin bar ka aik nukdaar hisa hotta hai, jo aik tail ki tarah dekhaye detta hai, jo k false breakout ya rejection k bare main batatti hai. Pin bar k open aur close k darmeyan hessey ko "body" ya "real body" kaha jata hai. Jab bhi open close se ziadda hotta hai to ye black ya red color main bantta hai, jab k close ka open se ziadda hone ki sorrat memain ye white ya green color ka hotta hai. Pin bar ka open aur close aik dosre k barabbar (aik hi price hona chaheye) hona chaheye, ya aggar jittna ye aik dosre k qareeb hongay utna behttar hogga. Pin bar main open aur close agar aik sere k bohut qarreeb honne chaheye, aggar ye bulkul aik side k end pe hongay to uttna hi behttar hogga. Pin bar candle ki tail ya shadow dosre candle se bahar honi chaheye, jitnna ye ziadda ya long hogi utnni hi ye behtar hai, lekin kam az kam apne aas pass k candles se ziadda hona chaheye. Pin bar candle ka aik aam rule ye hai k is candle ki tail ya shadow candle k "two third" hona chaheye, ya kam az kam real body k muqabele main tail double honni chaheye. Shadow k opposite side pe aggar candle ki koi chotti si wick ya shadow bannti hai to uss ko "nose" kaha jata hai.
    Trading
    Pin bar support aur resistance confirmation k sath forex trading k moasar strategy main se aik hai, lekin aggar trading k leye dosra koi achah technique na ho. Pin bar technical tools main price action k leye sab se ziadda istemal honne wale tools main se aik hai. Ye ziadda tar support aur resistance levels par bantte hen. Aggar pin bar ko mazzbot support aur resistance levels k sath melaya jatta hai, to ye aik behtareen aur accurate trading signal detta hai. Pin bar candle par market entry bhi ki ja saktti hai aur pending orders bhi set keye ja saktte hen. Bullish pin baar pe market me entry k leye pin bar k baad wali candle par buy ki entry set karen, aur stop loss pin bar candle k lower side par set karen. Bearish oin bar par entry k leye pin bar k baad banne walee candle par sell ki entry laggayen aur Stop Loss pin bar k wick k top par set karen. Aggar pin ki wick bohut ziadda long ho to us sorrat main stop loss midpoint ya mazzbot support / resistance levels pe set karen.

    اب آن لائن

    Working...
    X