Piercing Line Candlestick Pattern
Piercing line candlestick pattern main dosre din ki candle previous din ki candle k bottom par gap main open ho kar ussi k middle point top close hoti hai. Piercing line candlestick pattern to candle par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle aik bearish candle hoti hai, piercing k dosre din ki candle aik bullish candle hoti hai. Pattern ki dosre din ki bull candle pehli din ki bear candle k current trend k asarat ko kam karti hai, ynni bull candle bear candle k downside par gap main khulti hai, jab k close ussi se darmeyan main open point se pehle hoti hai. Pattern ki bullish candle bearish candle se leave gap main open hoti hai, lekin ye gap bullish candle ki real body se cover hota hai, jiss ka iss waja se andaz ya clear nazar nahi ata hai.Candle formationPiercing line candlestick pattern main shamil candles bearish aur bullish pattern ki hoti hai, yes k price k bullish trend reversal k leye istemal hota hai. Pattern ki dosri candle pehli candle k lower par open ho kar ussi k real body main close hoti hai. The pattern of the main shamil candle ki formation darjazzel tarah se hoti hai;
1. First Candle: Piercing line candle pattern ki pehli candle market k current trend k mutabiq aik bearish trend hoti hai, jiss ka close price open price k se letchay hota hai. Bearish candle shadow velvet ya uss k bagher ho sakti hai, yes k real body main hoti hai.2. Second candle: Piercing line candlestick pattern ki dosri candle aik bull candle hoti hai. Ye candle pehli candle k lower par gap main open ho kar ussi k real body k middle se above par close hoti hai. Dosri candle lazmi real body main main honi chaheye aur pehli candle to open point se pehle close honi chaheye.
Explanation
Piercing line candlestick pattern price chart par uss waqat banti hai, jab bhi dealers main market dilchaspi lena kam kar dete hen. Ye price pattern k top par ya bearish trend main ban kar market ka trend bullish reversal bana deta hai. Pattern main shamil dono candles real body main honi chaheye, jiss main dosri candle pehli candle se se leave gap main open hoti hai. Pattern ki banne ki psychology kuch iss tarah se hai, jiss main sellers price ko pehle letchay push karte hen, jiss se bull candle bear candle se letchay gap main open hoti hai, lekin baad main sellers ki prices k bottom main mazeed dilchaspi nahi rehti hai , aur ussi waqat buyers of the main market are looking for an active flock of hens. Baaz dafa ye koi pattern strong press release hone k baad prices k bottom main banta hai.TradingPiercing line candlestick pattern trading k leye aik strong bullish signal deta hai, jiss se market buyers main entry karte hen. Pattern k baad aik bull confirmation candle ka hona zarori hai, yes k real body main honne k sath sath dosri candle k top par close honi chaheye. Lekin bear candle banne ki sorat main trade entre karne se parhez karen. CCI trend confirmation, RSI indicator and stochastic oscillator se bhi ki a sakti hai, jiss par value oversold zone main honi chaheye. Candle pattern ka hota hai, iss waja se stop loss ka istemal zarori hai. Stop Loss pattern k sab se lower position and dosri candle k open price with two pips below set karen.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим