Demo account in forex trading....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Demo account in forex trading....
    Assalamu Alaikum dear Forex member umaid Karti Hoon ki aap sab theek honge aur for ex trading market Mein daily task complete karte hue market Se achcha profit hasil kar rahi honge dear jab aap Kisi bhi Business mein regular basis per apni working karna chahte hain to aapko usko proper time Dena hota hai aur iski learning complete Karni Hoti Hai tabhi aapko use Business mein successful hone ka mauka milta Hai dear friends for studying market mein bhi kam karne ke liye aur successful hone ke liye aapko acche knowledge aur experience ki jarurat hoti hai aur yah knowledge aur experience aap jitna jyada hasil karte hain aapko utna hi fayda milta Hai is silsile Mein demo account aapko bahut jyada help out karta hai aaj Ham ISI se related apni post mein baat karenge.

    Demo Accout:


    Dear forex member Forex trading market mein traders Ke Liye bahut jyada risk bhi Shamil Hota Hai isiliye real trading account mein inter hone se pahle Forex trading ka demo account open karne bhout zarori hota hai demo account live account Ki Tarah ka Forex trading ka account hota hai jismein trading to live account Jaise hoti hai lekin usmein Shamil sharmaya virtual hota hai demo account ki trading ka to jarba bhi live account Jaisa hota hai Jisko nakali farms per Sara Anjam Diya Jata Hai demo account mein risk zero hota hai Kyunki aapka trading virtual Money per Hota Hai isiliye agar aap pahle trading real account per start karne se pahle demo account per practis karte Hain To Is Tarah aapko market Mein kam karne ka knowledge hasil ho jata hai aur aapke liye real account per apni working karna easy ho jata hai.

    Click image for larger version

Name:	shutterstock_1096851425-1.png
Views:	1
Size:	862.9 کلوبائٹ
ID:	12598071

    To increase Experience:


    Dear forex member Forex trading market mein Kam Karne wale traders ke liye demo account ik practice account hota hai jo brokers ki taraf se bilkul free Mohiya Kiya jata hai demo account ko bnany ke liye just name aur number ke zarort hoti hai or Kuchh broker to bagair number Ke Bhi sirf email per bhi facilities Dete Hain demo account ke sath aap forex trading platform ke Mudda hososeyat se Bahu Bhi Ada ho sakte hain aur koi bhi real deposit karne se pahle farak trading market Ki Har Tarah Ki movement se wakif ho sakte hain demo account mein virtual Mani Ki Koi Kami Nahin Hoti jisse bar Bar mashk karne se aapko best Taur per samajhne Mein help milati hai ki trading ko kaise Anjam Diya Jaaye.

    To increase Learning:


    Dear forex member demo account ka main advantage Ye Hota HaiYeh hai ki yah aapko free Mein Diya Jata Hai free account se aap Forex trading Mein kam karne wali Har Tarah Ki strategies Jaise scalaping day trading long term your short term trading ki har Tarah ki strategies ka istemal karni hai to aapko jo strategies demo account per successful hoti Hui najar aati Hai unko real account per aap aasani ke sath istemal kar sakte hain Kyunki demo account per free mein bar Bar test kar sakte hain jisse bad Mein trading mein bahut help milati hai Agar cha demo account mein use hone wali currence ya Mani nakali yani khyali hoti hai lekin Iske bavjud Iske trading tarike kar real trading se different Nahin Hai isiliye Yahan per istemal hone wali strategies aur method ko aap real account per sem ISI method se apply karte hain to aapko market Se achcha profit mil sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_1-9.jpg
Views:	4
Size:	71.5 کلوبائٹ
ID:	12598070
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum Dosto!
    Demo Account
    Forex trading market traders k leye pur-kashesh mawaqey faraham karti hai, lekin iss main bohut ziada risk bhi shamil hoti hai. Is waja se live trading account main entre hone se pehle forex trading ka demo account open karna behtar hai. Demo account "Live Account" k taraz ka forex trading ka account hota hai, jiss main trading to live account jaise hoti hai lekin iss main shamil sarmaya virtual hota hai. Demo account ki trading ka tujruba bhi live account jaisa hota hai, jiss ko naqli funds par sar-anjam deya jata hai. Demo account main risk zero hota hai, q k aap ka trading virtual money par hota hai.
    Demo Account Bagher Sarmaye k Open karen
    Forex brokers (jaise; Instaforex) ka demo account basically aik practice account hota hai, jo brokers ki taraf se bulkul free muhaya kia jata hai. Demo account ko create karne k leye just emain, name aur number ya kuch broker to bagher number k bhi sirf email par bhi sahulat dete hen. Demo account k sath app forex trading plateform k muta-aded hososeyat se bakhobi aggah ho sakte hen aur koi bhi real deposit karne se pehle forex trading market k har tarah k movement se waqif ho sakte hen. Demo account main virtual money ki koi kami nahi hoti, jiss se baar baar mashaq karne se app ko behtar tawar par samajhne main madad melti hai, k trading ko kese anjaam deya jaye.
    • Demo account trading k dowran anne wale risk se bhi aggah karta hai, aur iss k sath sath dajazzel awamel ka bhi batati hai;
      1. Completely Free: Demo account ki sab se bari hososeyat ye hai k ye aap ko free main deya jata hai. Free account se aap forex trading main kaam karne wali har tarah ki strategy jaise; scalping waghera ko free main baar baar test kar sakte hen, jiss se baad main trading main bohut help melti hai.
      2. Trade with Virtual Money: Aggar cheh demo account main istemal honne wali currencies ya money naqli yanni khayali hoti hai, lekin iss k bawajood iss ka trading tareeqay kar real trading se mukhtalif nahi hai.
      3. Real Plateform k Tamam Hososeyat: Real account main istemal honne wale tools, jaise ; indicators, oscillators, candlestick patterns ya chart pattern waghera sab ka istemal same Demo account main bhi wese ho hota hai, iss waja se live account opening se pehle hi aap ko market ki har tarah k sahuleyat se bakhabar kia jata hai.
    Demo account har tarah se trading k leye aik behtareen skill, experience aur trading knowledge faraham karta hai, iss waja se koi bhi trader bagher demo account k istemal keye live trading main kamyab nahi ho sakta. Forex trading k bohut ziada risk aur taqreeban 90% se above traders ka samaya loss hone ki waja se ye trading plateform bagher experience k karna namumkin hai. Demo account par har trah se sahuleyat honne ki wajase trading techniques aur technical analysis main bohut ziada madad faraham karta hai. Aggar demo account par kam az kam six months tak trading sar-anjam de jaye to ye live trading k leye ziada faida mand ho sakta hai. Demo account par trading se pehle ye baat lazmi zehen main rahe k demo aur real account ki psychology main bohut ziada difference hai. Demo account k trade loss hone main humen koi faraq nahi parta hai, yanni hum mentally relax rehte hen, aur jazbati kisi bhi sorat main nahi hote hen, jab k real account main trader ka rawaya bohut mukhtalif hota hai. Iss waja se demo account par kaam karte waqat apne apko real account k trading main trading karte howe mehsos karen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      DEMO ACCOUNT FOREX Forex trading ka demo account aap ko trading ke tajurbe hasil karne aur forex market ki samajh ko barhane ka acha zariah deta hai. Demo account virtual funds se mukammal hota hai, jis ki wajah se aap bila kisi risk ke trading practice kar sakte hain. Yeh account aap ko live market ki conditions aur trading platform ke functionality ko samajhne mein madad karta hai.Demo account istemal karne ke liye, mery tajarby walay steps ko daikain plz Broker ka Intikhab: Sab se pehle aap ko ek forex broker ka intikhab karna hoga, jo demo account offer karta hai. Internet par kayi brokers mojood hain, is liye aap ko unki credibility, regulation, trading platform, aur customer support ka jayeza lena chahiye. Account Registration: Broker ke website par ja kar, demo account ke liye registration process shuru karen. Aap ko apna naam, email address, aur kuch aur details provide karni hongi. Registration process asan hoti hai aur aap ka account kuch hi waqt mein tayyar ho jayega. Trading Platform Download aur Install Karein: Broker ki website par mojood trading platform ko download aur install karen. Aksar brokers MetaTrader 4 (MT4) ya MetaTrader 5 (MT5) trading platform provide karte hain. Yeh popular platforms hain aur aap ko advanced charting tools, technical indicators, aur order placement options offer karte hain. Demo Account Login: Trading platform ko open karen aur apne demo account se login karen. Aap ko demo account login credentials email ke zariye provide kiye jayenge. Demo account mein virtual funds hote hain, jo aap ko trading ke liye milenge. Market Analysis aur Trading Practice: Demo account mein aap ko real-time market data mil jayegi. Aap technical aur fundamental analysis kar ke market trends aur price movements ko samajh sakte hain. Trading platform par available tools aur indicators ka istemal kar ke aap apni trading strategies test kar sakte hain. Order placement, stop-loss aur take-profit levels ka istemal bhi kar sakte hain. Risk-Free Trading: Demo account mein aap ko koi real money risk nahi hota hai. Aap apni trading skills improve kar sakte hain aur new strategies try kar sakte hain bina actual funds invest kiye. Agar aap ko koi trade loss mein jaati hai, toh aap ka account balance effect nahi hoga, kyunki woh virtual funds hote hain. Trading Performance Evaluate Karein: Apni trades ko closely monitor karen aur apni performance ko evaluate karen. Apni mistakes ko samjhen aur trading strategies ko refine karen. Demo account ki madad se aap apne trading plan ko modify kar sakte hain aur trading psychology ko develop kar sakte hain. Live Account Par Transition: Jab aap ko confidence ho jaye ke aap demo account par consistently achay results achieve kar rahe hain, toh aap live trading account par transition kar sakte hain. Live account par real funds invest karne se pehle, apne trading skills aur strategy ko aur mazeed improve karen.

      اب آن لائن

      Working...
      X