how to trade on Advance Block Candlesticks Pattren in forex trading market:
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    how to trade on Advance Block Candlesticks Pattren in forex trading market:
    Advance Block Candlesticks Pattren market ka chart ma huma market high ke traf dakhna ko mil jay ga or ya advance block candlestick pattern huma market ka chary ma ka chart ma uptrend ke traf dakhna ko mil jay ga or ya advance block pattern market ka uptrend ka top ma banay kar market ka is uptrend ko end kara ga or market ko uptrend sa downward ke traf reversal ho kar la kar ay ga or ya pattern market ko strongly high sa lower ke traf reversal kar ka lay ga. Ya advance block pattern jab banay ga to ya pattern jasa jasa banta jay ga to ya pattern market ma bannay ka bad market ka high ka pressure ko slowly slowly decrease karna lag jay ga or market ko lower ke traf strongly reversal karna ka kam kara ga. Ya black advance candlestick pattern market ma high ke traf three candles sa mil kar banay ga or ya three candles sa mil kar market ko lower ke traf reversal karay ga or js advance Block Candlestick Pattern ke ya teeno candles market ma bullish ke ho ge or ya jasa jasa bante jay ge to is ma high ka pressure decrease hota jay ga or is pattern ke ya candle up ma jate jate small hote jay ge or ya market ko lower ke traf reversal karna ka kam kara ge. Ya advance block candlestick pattern huma market ka chart ma jab high ma banay ga to is pattern ka high ma resistance level ho ga or ya pattern market ma resistance level ka near ma ban kar market ko strongly high sa lower ke traf reversal kara ga or ya resistance level market ka ak strong high sa lower ke traf ana ka pressure jo increase kara ga or market strongly lower ma ay ge.





    FORMATION OF ADVANCE BLOCK CANDLESTICK PATTERN :

    arket ka tre
    Ya advance block candlestick pattern jab market ka chart ma banta ha to is pattern ka bannay sa phalay jo market ke price ho ge wo high ke traf ja rahe ho ge or is time market sharply high ke traf ja rahe ho ge or market ma ak strong trend ko bana rahe ho ge or is pattern ke jon se first candle ho ge wo market ma high ke traf banay ge or ya first candle ak long real body bullish ke candle ho ge or ya market ke price ko high ma la kar jay ge or ya jasa he banay ge to is ma market ke price strongly high ke traf jay ge or ak long candle ko banay ge or ya long bullish ke real body wale candle ho ge or is pattern ke is first long candle sa phalay jo mnd ho ga wo high ke traf ho ga or ya candle is jab banay ge to ya market ka previous trend ko follow karte hoi banay ge or ya previous trend ko increase karna ka kam kara ge or ya first candle high ke traf move karte hoi jay ge or top ma new high point ko banay ge or ya high ma he ose ho ge or is first candle ka jo colour ho ga wo market ka chart ma green ya white ho ga jo ka huma high ke traf jana ka bata raha ho ga or is candle ka high or lower ma koi long shadow ni ho ga.


    Advance Block Candlesticks Pattren market ka chart ma huma market high ke traf dakhna ko mil jay ga or ya advance block candlestick pattern huma market ka chary ma ka chart ma uptrend ke traf dakhna ko mil jay ga or ya advance block pattern market ka uptrend ka top ma banay kar market ka is uptrend ko end kara ga or market ko uptrend sa downward ke traf reversal ho kar la kar ay ga or ya pattern market ko strongly high sa lower ke traf reversal kar ka lay ga. Ya advance block pattern jab banay ga to ya pattern jasa jasa banta jay ga to ya pattern market ma bannay ka bad market ka high ka pressure ko slowly slowly decrease karna lag jay ga or market ko lower ke traf strongly reversal karna ka kam kara ga. Ya black advance candlestick pattern market ma high ke traf three candles sa mil kar banay ga or ya three candles sa mil kar market ko lower ke traf reversal karay ga or js advance Block Candlestick Pattern ke ya teeno candles market ma bullish ke ho ge or ya jasa jasa bante jay ge to is ma high ka pressure decrease hota jay ga or is pattern ke ya candle up ma jate jate small hote jay ge or ya market ko lower ke traf reversal karna ka kam kara ge. Ya advance block candlestick pattern huma market ka chart ma jab high ma banay ga to is pattern ka high ma resistance level ho ga or ya pattern market ma resistance level ka near ma ban kar market ko strongly high sa lower ke traf reversal kara ga or ya resistance level market ka ak strong high sa lower ke traf ana ka pressure jo increase kara ga or market strongly lower ma ay ge.





    DIFFERENT BETWEEN ADVANCE BLOCK AND THREE STAR IN THE SOUTH CANDLESTICK PATTERN



    anay ga or ya pattern dow
    Ya advance block candlestick pattern or three star in thr South candlestick pattern market ka chart ma ak dosra ka opposite ma ho ga or ya dono opposite ma ban kar market ko reverse karna ka kam kar ga. Ya three star south candlestick pattern market ka chart ma huma lower ke traf dakhna ko mil jay ga or ya pattern market ma lower ma downtrend ke traf bntrend ka bottom ma ban kar market ka downtrend ko end kara ga or market ko downtrend sa upward ke traf reversal kara ga or is ma jo market ke price ho ge wo sharply lower sa high ke traf reversal ho ge. Or is pattern ka lower ma support level ho ga or ya pattern is support level ka near ma ban kar market ka high ke traf reversal ho kar jana ka pressure ko increase karna ka kam kara ga or huma bata raha jo ga ka market strongly high ke traf jay ge. Ya three star south candlestick pattern market ka lower ma three candles sa mil kar banay ga kr is pattern ke ya teeno candle bearish ke candle ho ge or ya lower ma banay ge or market ko bhi lower ma la kar jay ge magar jasa jasa market ma is pattern ke candle bante jay ge to market ma jo downward ke traf jana ka pressure ho ga wo decrease hota jay ga or ya huma market ka strongly upward ke traf reversal ka batay ga. Is pattern ma traders ko market ka upward ke traf jana ka batay ga or is pattern ma traders is pattern ke first candle ka high sa is ma traders buy ke trade ko enter kara ga or traders is long term buy ke trade ka jo stop loss ho ga wo is pattern ke jo last third candle ho ge is ka lower ma place kara ga or is ma market strongly reversal ho kar high ke traf jay ge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum Dosto!
    Advance Block Candlestick Pattern
    Advance block candlestick patteren bearish trend reversal signal dene wala pattern hai, jo aik wazeh uptrend ke baad yeh pattern amal mein aata hai. Advance block candlestick patteren ki tashkeel teen bullish ya white candles par mushtamil hai aur jo price chart par bottom prices par banne wale three white soldier pattern se mushabihat rakhta hai. Advance block candlestick pattern ki tashkeel mein pehli candlestick aik lambi bullish candle hai, jis ka upper ya lower side par shadow bohat kam banta hai. Pattern ki baqi do candles yani dosri aur teesri candles bhi bullish candles hoti hai. Pattern ki dosri aur teesri candle ki real body pehli candle k muqabele main kam hoti hai, lekin lower side par shadow bohut lamba hota hai. Pattern ki dosri aur teesi candle pehli candle k real body main open hoti hai.
    Candles Formation
    Advance block candlestick patteren prices k top main ziada buying k baad market k mumkina bearish trend reversal ka ishara deta hai, jo k teen musalsal bullish candles par mushtamil hota hai. Ye pattern bullish candles ka hone k bawajood bhi bullish trend confirmation k muqabele main prices ko downtrend ka rasta deti hai. Pattern main candlestick ki formation darjazzel tarah se hoti hai;
    1. First Candle: Advance block candlestick patteren ki pehli candle aik bullish candles hoti hai, jo k real body main strong candle banti hai, aur ye candle prices k uptrend ki tasalsul ki alamat hoti hai. Pattern ki pehli candle aik bagher upper aur lower shadow ki hoti hai, jiss ka open price close price se ooper hota hai.
    2. Second Candle: Advance block candlestick patteren ki dosri candle bhi same pehli candle ki tarah aik bullish candle hoti hai. Ye candle pehli candle k real body ya uss k close price k baad open hoti hai, jo k upper par close hoti hai. Iss ka candle ki real body pehli candle k muqabele main kam hoti hai, jab k upper side par aik lamba shadow hota hai.
    3. Third Candle: Advance block candlestick patteren ki teesri candle bhi same pechli do candles ki tarah aik bullish candle hoti hai, jo k dosri candle k real body ya uss k close price par open ho kar upper par close hoti hai. Ye candle ziada tar pechli dono candles se size main kam hoti hai, jab k upper side par aik lamba shadow hota hai, jo k umoman real body se size main ziada hota hai.
    Explaination
    Advance block candlestick patteren chart par teen lagatar bullish candles ka aik majmoa hai, jiss k leye market ka top area hona zarori hai. Ye pattern teen bullish candles par mushtamil hai, jo k prices k leye bearish trend reversal pattern ka kaam karta hai. Pattern dekhne main same three white soldier pattern jaisa hai, q k teeno candles bullish hone k sath sath higher high par close hoti hai. Pattern ki pehli candle aik long real body wali bullish Marubozu candle hoti hai, jab k baad wali dono candles upper shadow k sath hoti hai, jiss ki real body pehli candle ki nisbat kam hoti hai. Dusri aur teesri candlestick, pehli candlestick se successively smaller bodies aur longer upper shadows ke saath dikhti hai. Dusri aur teesri candlestick ke bodies, pehli candlestick ke bodies se overlap karte hain. Pattern mein price consolidation aur profit-booking ka indication hota hai. Dusri aur teesri candlestick mein buying pressure decrease hota hai, jo indicate karta hai ki bulls weak ho rahe hain. Upper shadows, selling pressure ko dikhate hain.
    Trading
    Advance block candlestick patteren main pehli candle strong bullish trend ki alamat hoti hai, lekin baad wali dosri aur teesri candles market main bulls ki kamzori zahir karti hai, jo k market main dilchaspi lena kam karte hen. Pattern ki teeno candles ka bullish hone ki waja se confirmation candle ka hona zarori hai, jo k real body main bearish honi chaheye aur last bullish candle k bottom par close honi chaheye. Pattern k baad bullish candle banne se pattern invalid tasawar hoga, jab k trend ki confirmation indicators se bhi ki ja sakti hai, aggar CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator par value overbought zone main trade kar raha ho. Stop Loss pattern k sab se top ya teesri bearish candle k high price se two pips above set karen.
    • #3 Collapse

      Advanced Block Candlestick Pattern advance bock candle stuck patteren aik bearish reversal patteren hai jo maliyati mandiyon mein taweel izafay ke baad zahir hota hai. yeh chhootey jism wali mom btyon ke pay dar pay khasusiyat rakhta hai jo un ki oonchai ke qareeb hai. patteren batata hai ke up trained bhaap kho raha hai aur ho sakta hai kamzor ho raha ho . Key Characteristics: is se pehlay up trained : aik taweel up trained ke baad, advance bock patteren namodaar hota hai, jo mumkina rujhan ke ulat jane ki taraf ishara karta hai . aik qitaar mein kayi chhootey jism wali mom batian : patteren teen ya ziyada chhootey jism wali mom btyon se bana hota hai jo yakke baad deegray zahir hoti hain. un mom btyon ki khuli aur band qeematon ke darmiyan farq nisbatan kam hai . sab se qareeb tareen : yeh haqeeqat ke patteren mein har mom batii apni oonchai ke qareeb khatam hoti hai, kharidaron aur farokht knndgan ke darmiyan kashmakash aur dabao ki thakan kharidne ke imkaan ki nishandahi karti hai . kam ki gayi range : jaisay jaisay patteren agay barhta hai, har mom batii ki onche aur neechi ke darmiyan faasla batadreej kam hota jata hai. yeh tang honay wali had kharidari mein kam dilchaspi aur ziyada farokht ke dabao ki nishandahi karti hai . nahi ya bohat kam oopri saaye : advance bock patteren ki mom btyon mein aksar oopri saaye ki kami hoti hai, jis se yeh zahir hota hai ke baichnay walay qeemat ko apni chouti se kam karne mein kamyaab thay . Interpretation: advance bock candle stuck patteren ke zariye down trained mein up trained reversal tajweez kya gaya hai. chhootey jism wali mom btyon ke lagataar ounchay band honay se pata chalta hai ke baichnay walay taaqat haasil kar rahay hain jabkay khredar control kho rahay hain. is khayaal ki mazeed himayat kam hoti hui range aur oopri saaye ki Adam mojoodgi se hoti hai . is tarz ki bunyaad par koi bhi iqdaam karne se pehlay, tajzia car aur tajir tasdeeq ke isharay talaash karte hain. Reversal ki toseeq karne ke liye, woh izafi takneeki isharay jaisay trained lines, support aur rizstns levels, ya momentum oscillator ko mad e nazar rakh satke hain . yeh yaad rakhna zaroori hai ke agarchay advance bock patteren bearish reversal ki taraf ishara kar sakta hai, yeh hamesha durust nahi hota hai. tijarat karne se pehlay, deegar ghhor o fikar karna chahiye. patteren ki wishosaneeta ko deegar takneeki tools aur majmoi tor par market se tasdeeq ke zariye badhaya ja sakta hai . Conclusion: aik taweel mudti up trained ke baad, advance bock candle stuck patteren aik bearish reversal patteren hai. yeh chhootey jism wali mom btyon ki aik series par mushtamil hai jo apni oonchai ke qareeb khatam hoti hai, jo oopar ki raftaar ke mumkina nuqsaan aur market ke jazbaat mein tabdeeli ki nishandahi karti hai. tijarti faislay karne se pehlay, taajiron aur tajzia karon ko is patteren ko izafi tajzia aur tasdeeq ke liye bator signal istemaal karna chahiye .
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        candlestick patteren bearish trend reversal signal dene wala pattern hai, jo aik wazeh uptrend ke baad yeh pattern amal mein aata hai. Advance block candlestick patteren ki tashkeel teen bullish ya white candles par mushtamil hai aur jo price chart par bottom prices par banne wale three white soldier pattern se mushabihat rakhta hai. Advance block candlestick pattern ki tashkeel mein pehli candlestick aik lambi bullish candle hai, jis ka upper ya lower side par shadow bohat kam banta hai. Pattern ki baqi do candles yani dosri aur teesri candles bhi bullish candles hoti hai. Pattern ki dosri aur teesri candle ki real body pehli candle k muqabele main kam hoti hai, lekin lower side par shadow bohut lamba hota hai. Pattern ki dosri aur teesi candle pehli candle k real body main open hoti hai.
        Candles Formation
        Advance block candlestick patteren prices k top main ziada buying k baad market k mumkina bearish trend reversal ka ishara deta hai, jo k teen musalsal bullish candles par mushtamil hota hai. Ye pattern bullish candles ka hone k bawajood bhi bullish trend confirmation k muqabele main prices ko downtrend ka rasta deti hai. Pattern main candlestick ki formation darjazzel tarah se hoti hai;
        1. First Candle: Advance block candlestick patteren ki pehli candle aik bullish candles hoti hai, jo k real body main strong candle banti hai, aur ye candle prices k uptrend ki tasalsul ki alamat hoti hai. Pattern ki pehli candle aik bagher upper aur lower shadow ki hoti hai, jiss ka open price close price se ooper hota hai.
        2. Second Candle: Advance block candlestick patteren ki dosri candle bhi same pehli candle ki tarah aik bullish candle hoti hai. Ye candle pehli candle k real body ya uss k close price k baad open hoti hai, jo k upper par close hoti hai. Iss ka candle ki real body pehli candle k muqabele main kam hoti hai, jab k upper side par aik lamba shadow hota hai.
        3. Third Candle: Advance block candlestick patteren ki teesri candle bhi same pechli do candles ki tarah aik bullish candle hoti hai, jo k dosri candle k real body ya uss k close price par open ho kar upper par close hoti hai. Ye candle ziada tar pechli dono candles se size main kam hoti hai, jab k upper side par aik lamba shadow hota hai, jo k umoman real body se size main ziada hota hai.
        Explaination
        Advance block candlestick patteren chart par teen lagatar bullish candles ka aik majmoa hai, jiss k leye market ka top area hona zarori hai. Ye pattern teen bullish candles par mushtamil hai, jo k prices k leye bearish trend reversal pattern ka kaam karta hai. Pattern dekhne main same three white soldier pattern jaisa hai, q k teeno candles bullish hone k sath sath higher high par close hoti hai. Pattern ki pehli candle aik long real body wali bullish Marubozu candle hoti hai, jab k baad wali dono candles upper shadow k sath hoti hai, jiss ki real body pehli candle ki nisbat kam hoti hai. Dusri aur teesri candlestick, pehli candlestick se successively smaller bodies aur longer upper shadows ke saath dikhti hai. Dusri aur teesri candlestick ke bodies, pehli candlestick ke bodies se overlap karte hain. Pattern mein price consolidation aur profit-booking ka indication hota hai. Dusri aur teesri candlestick mein buying pressure decrease hota hai, jo indicate karta hai ki bulls weak ho rahe hain. Upper shadows, selling pressure ko dikhate hain. candlestick patteren main pehli candle strong bullish trend ki alamat hoti hai, lekin baad wali dosri aur teesri candles market main bulls ki kamzori zahir karti hai, jo k market main dilchaspi lena kam karte hen. Pattern ki teeno candles ka bullish hone ki waja se confirmation candle ka hona zarori hai, jo k real body main bearish honi chaheye aur last bullish candle k bottom par close honi chaheye. Pattern k baad bullish candle banne se pattern invalid tasawar hoga, jab k trend ki confirmation indicators se bhi ki ja sakti hai, aggar CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator par value overbought zone main trade kar raha ho.

        اب آن لائن

        avatar Ayn
        Working...
        X