Tasuki Gap Candlestick Pattern kia hota hy , Upside Tasuki Gap ki Wazahat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tasuki Gap Candlestick Pattern kia hota hy , Upside Tasuki Gap ki Wazahat
    Tasuki candlestick Pattern kia hota hy



    Tasuki pattern forex market mn us wqt create hota ha jb forex market continue kisi ik trend mn move krti howe close hoti hai lkin jb next day trading k liye market reopen hoti hai tu aesy time per market gap k sath open hoti hai aur same Trend mn apni movement ko bhi continue rkhty howe ik cuddle complete krti ha jab k next candle mn same gap recover nhi hota agar market mn aesa pattern create ho gaye k market jab gap ky sath open ho gaye aur phir same time main market gap ki cover bhi na kr sakty to tasuki pattern create hota ha or Tasuki pattern mn market ke movement k maximum chances hoty hain k market same direction ya trend mn apni movement continue rkhti ha jab k kisi ksi time aesa bhi hota hai k market kuch he dair mn gap ko cover bhi kr leti hai aur usky bad market main trend reversal Ho jati hai

    1. Upside Tasuki Gap Candlestick Pattern

    2. Downside Tasuki Gap Candlestick Pattern

    Click image for larger version

Name:	upside-tasuki-gap-candlestick-patterns-candlestick-chart-pattern-for-traders-powerful-bullish-ca.jpg
Views:	3
Size:	30.7 کلوبائٹ
ID:	12597899

    Up side tasuki gap pattern ka Introduction




    Up side tasuki gape pattern aik takneeki tajzia pattern hai jo stock market trading mein mumkina taizi ke rujhanaat ki nishandahi karne ke liye istemaal hota hai. Yeh teen shama daan par mushtamil hai jo pehli aur teesri shama ke darmiyan faasla banati hai. Pehli candle stuck taizi ki hai aur pichlle din ki bandish ke oopar khulti hai, jabkay doosri candle stick bearish hai aur pehli candle stuck ke khulay ke neechay band hoti hai. Teesri candle stick taizi se hai aur doosri candle stick ke qareeb se oopar khulti hai, jo is baat ki nishandahi karti hai ke taizi ka rujhan jari reh sakta hai . Is pattern ko taizi ki raftaar ka aik qabil aetmaad ishara samjha jata hai

    Click image for larger version

Name:	upside-tasuki-gap-pattern-1-760x487.png
Views:	10
Size:	41.4 کلوبائٹ
ID:	12597900

    Upside Tasuki Gap Candlestick Pattern ki Explaination


    Up side tasuki gape pattern ko taizi ke ulat pattern ke tor par samjha jata hai, jo is baat ki nishandahi karta hai ke shayad mandi ka rujhan khatam ho raha hai, aur aik naya taizi ka rujhan shuru ho sakta hai. Traders is pattern ko is waqt talaash kar satke hain jab koi stock neechay ke rujhaan mein ho, aur woh samajte hain ke yeh simt ko tabdeel karne ke liye tayyar ho sakta hai . Pattern se pata chalta hai ke doosri aur teesri mom batii ke darmiyan istehkaam ki aik mukhtasir muddat hosakti hai, jis ke douran khredar aur baichnay walay market par control ke liye muqaabla kar rahay hain.

    Click image for larger version

Name:	tasuki-gap-example-1-1024x587.png
Views:	4
Size:	66.4 کلوبائٹ
ID:	12597901


    Upside Tasuki Gap Candlestick Pattern ki Pehchan


    Upside Tasuki Gap Candlestick Pattern three bar candlestick per mushtamil hota hea aur yea candlestick pattern bullish up trend ki continuation ko numayan karta hai aur bullish friend ki continuation ko confirm karta hai yani kay bullish trend k continuation kay leye jana jata hai, aur ziada tar ye pattern qeematon kay darmeyan main ya high price area me banta hai lakin is pattern kee khas baat yea hea kay agar pattern k baad 4th candle aik bullish candle banti hai to ye market me buy ki entry ki position ho gi aur stop loss kay leye pattern kay sab say lower area yani 1st candle kay open position ko select karen.

    Click image for larger version

Name:	images (27).jpeg
Views:	20
Size:	25.7 کلوبائٹ
ID:	12597902
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Tasuki Gap Candlestick Pattern kia hota hy , Upside Tasuki Gap ki Wazahat

    Tasuki Gap Candlestick Pattern:

    Dear Forex Members Tasuki pattern two candlestick ya gap ke majmuay ko kehtay hain, gap ko window b kaha jata ha aur ye 2 consective candles k darmian aur un k shadow ko mila k bnta ha, lakin agr candles k darmian gap ho mgr un k shadows apas ma touch ho rahay hon to usay hm window nhi kahain gay, window ke liay shadows ke darmian be lazmi gap hona chahiye, is tarah rising window ko bullish aur falling window ko bearish kahain gay, pattern ko mukamal karnay k liay window k baad 2 candles ki hi zarurat hoti ha, ye candlesticks window ko band ya gap ko fill nhi kar sakain gi, barhti hui window ko follow karnay wali pehli candle bullish rising candlestick ho gi jb k dusri aik dark bearish hogi, jo pichli candles ki real body ma open ho gi, duari candle pehli ki real body k neechay close hogi lakin window ko bnd nhi honay da gi, agr ye candle window ya candlestick ko close kar da gi to pattern ghalat ho ga, rising window ko hm support consider karain gay, is tarah agly 2 session ki window k close honay aur support k against janay ka ishara market ki taizi ka sabab bnay ga aur market ki bearish nature is saray pattern k opposite ho gi jo window ke close aur resistance k violate honay par ho gi, ye pattern uptrend aur downtrend dono ma achi indication daita ha lihaza is sa achay results hasil kiay ja saktay hain, hamain trading ke liay is tarah ke indicators aur patterns ko thek tarah samajhna chahiye ta ke trading ma asani ho sakay.

    Click image for larger version

Name:	tasuki 1.png
Views:	3
Size:	41.0 کلوبائٹ
ID:	12457754

    Bearish and Bullish Tasuki Gap Candlestick Pattern:

    Dear Students Tasuki Gap Candlestick pattern ager bearish main ho to iski pehchan ye hay keh jab ye bearish a rahi ho to, aik candle kay baad second candle first candle kay gap say create yani bearish side per open hoti hay aur close bhi down side hoti hay. Iskay bad next candle buy main banti hay, jo keh last candle say kuch up main yani bull ban kar trend reversal main close hoti hay. But is bullish kay next wali candle ager again open ho kar sidhi down jaye aur up side per no wick banaye to ye asal main bearish trend ki continuation ki nishan dahi karti hay, candlesticks kay is pattern ko bearish tasuki pattern kaha jata hay. Jab ke bullish tasuki pattern isi pattern ka opposite hota hay.

    Click image for larger version

Name:	tasuki bulish.jpg
Views:	1
Size:	102.2 کلوبائٹ
ID:	12457755

    Explanation of Tasuki Gap Candlestick Pattern:

    Tasuki Gap candlestick pattern forex market main us waqat creat hota hai jab forex market continue kisi aik trend main move kerti huey close hoti hai lekin jab next day trading ke liay market reopen hoti hai tou aesy time per market gap ke sath open hoti hai aur same Trend main apni movement ko bhi continue rakhty huey aik cuddle complete kerti hai jabky next candle main hui same gap recover nehi hota agar market main aesa pattern creat ho jaey ke market jab gap ky sath open ho jaey aur phir same time main market gap ki cover bhi na ker sakty tou tasuki pattern crest hots hai aur Tasuki pattern main market ki movement ky maximum chances hoty hain ky market same direction ya trend main apni movement continue rakhti hai jabky kisi kisi time aysa bhi hota hai ky market kuch hi dair main gap ko cover bhi ker leti hai aur usky baad market main trend reversal ho jati hai.

    اب آن لائن

    avatar Ayn
    avatar Usmaan
    Working...
    X