Review : Discussion and Characteristics of "Fear of Missing Out" in Forex trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Review : Discussion and Characteristics of "Fear of Missing Out" in Forex trading
    FOMO fear of missing out ko recently english language ma shamil kiya giya hai but es ka our day to day life ma bi bhot zayada impact hota hai. Fomo trading practices par bhot zayada asar andaz hota hai. Kuch trader ko start ma he fear hota hai kay kahe un ki trade miss out na ho jaye. But jb wo start ma he trade ma bena kisi research kay enter hoty hain to loss kay chances barh jaty hain. So pehle analysis ko prefer karna chahe or agr acha entry point mele to he trade ko carry karna chahe. Es topic ma ham fomo trading ko fully discuss karyn gy. Phr ham fomo trader kay characteristics ko bi detail kay sath discuss karyn gy. Fomo trading ma or disciplined trading ma kiya difference hai. Es ko ham detail ma discuss karyn gy.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230313-134949_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	36.4 کلوبائٹ
ID:	12597812

    What is fear of missing out in forex trading.

    Kahe bar big opportunities ma trader ko ye fear hota hai kay kahe wo trading ma profit hasil karny kay chances ko miss ma kar deyn. Bhot sary trader es feeling ko apny trading career ma observe karty hain. Ye situation har trader ko effect karti hai jis ma new trader kay sath sath experienced traders bi shamil hain. Modern media ma trader ko unprecedented access mohaya ki jati hai. Fomo ik common phenomena hai or ye es feeling sy nikalta hai kay baki trader forex ma kiu zayada succesful hoty hain. Secondly ye high expectation ki base par bi occur kar sakta hai. Fomo kay pechy emotion key driver kay tor par appear hoty hain.

    What are the basic characteristics of fomo trader.

    Trader jo fomo sy effect hoty hain wo khud sy trading kay bary ma kuch assumptions par work kar letyn hain. Jesa kay pehle discuss ho chuka hai kay fomo ma emotion kareebi role play karty hain or better trader banany kay laye ap ko fomo ko detail sy samajna bhot zaruri hai. Now ham different factors ko discuss karyn gy jo fomo ko trigger karny ma role play karty hain.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230313-135010_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	62.4 کلوبائٹ
ID:	12597813

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20230313-134959_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	100.3 کلوبائٹ
ID:	12597814

    Factors can trigger fomo trading.

    Fomo ik internal feeling hoti hai or es ma zayada tar ik range ki occurance hoti hai. Kuch external factors bi hoty hain jin ki base par fomo trading ko observe kiya ja sakta hai. Fomo ki different situations ko ham discuss kartyn hain.

    1. Volatile Market.

    Fomo serf bullish market ya trend market tak he restricted ni rehti. Ye kisi market ma bi occur kar sakta hai. Khas tor par volatile market ma jb movement tez hoti hai to trader ko ye lagta hai kay unho ny trading ma profit hasil karny kay chance ko miss kar deya hai. Esa es laye hota hai kay forex ma kio trader bi big opportunity ko miss karny ma khusi mehsoos ni karta.

    2. Big winning streaks.

    Jb trader ko bhot sari recent wins hoti hain to wo mazeed greedy ho jaty hain or un ki ye khosis hoti hai kay wo or bi zayada profit hasil karny ma kamyab ho jayn. Na serf es feeling ma experiencer trader involve hoty hain balky new trader bi es situation ma stuck ho jaty hain. But ye bat zehan ma rakhni chahe kay winning streaks zayada dair tak last ni karti.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Review : Discussion and Characteristics of &quot;Fear of Missing Out&quot; in Forex trading

    Assalamu alaikum ummid ha sab khairiyat se hon geh ur market mn acha kam kr rhe hon geh jitna acha hum market mn work krein utni hi asani se hum is mn kameyabi be ho sakte hein market ko regular time Dena hota hai technical work market mein important hota hai indicator ko follow karke aap jitna jyada mahatvpurn kam karenge utani Hi aasani se Ham ismein kamyab ho sakte hain aapko pata hai ki sabse important hota hai jo log market mein achcha kam karte hain vahi kamyabi hote hain regular market mein work karte rahana important hai anil Singh ko follow karta kam karte Hain aur jo log wo is mn kameyab be ho sakte hein har Banda kameyab hona Chahta ha lekin asal mn wohi log success Lete hein Jo account ko manage kr k market mn acha kam krte hein .

    Missing out forex market discussion

    Important hota hai ki Ham Forex man discussion ke sath Kaun Karen Forex ko acchi Tarah sambhal kar uske bad Ham ismein work Karen to hamen ismein kamyabi milegi regular kam karenge market mein success milegi technically work important hota hai market mein sabse jyada hamen analysis buffalo karna hota hai indicator ko dekhna hota hai uske bad hamen market mein kam karna chahie to hamen ismein help milegi Jo market ko achcha time dete Hain regular market mein kam karte hain vah ismein bahut hi aasani se ek acche online trader man sakte hain demo account mein discussion important hoti hain itni jyada Ham demo account mein discussion karenge utani hi hamen ismein kamyabi milegi aur ham ismein bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain

    Click image for larger version

Name:	1-s2.0-S1544612321001732-gr1.jpg
Views:	1
Size:	31.7 کلوبائٹ
ID:	12457686

    Trading Explanation

    Hamen ismein extra work nahin karna hota hai kyunki jab Ham market mein extra kam karte hain to use time hamen kamyabi Nahin milati hai kamyabi leni hai to uske liye aapko market mein proper work karna hota hai proper is main study Karke kam karna hota hai to uske bad hi aap ismein kamyab ho sakte hain regular market ko time de analysis ko follow Karen indicator ko follow Karen uske bad aap ismein kam hai aap bhi ho sakte chart ko fallow kr k hum asani se market mn kameyab ho sakte hein Tecnical work important ha demo account ek important account hack them account mein practis Karke Ham market ka experience Le sakte hain market mein work kar sakte hain vahi bande market ko maintain rakhte Hain Jo market mein experience Le ke uske bad market mein kam regular market ko follow Karen news Gopal Kare uske bad aap market mein kam karenge to aapko market ke bare mein samajh lagey gi

    Click image for larger version

Name:	images (73).png
Views:	1
Size:	25.7 کلوبائٹ
ID:	12457687
    :1f60d: hard work :1f60d:

    اب آن لائن

    Working...
    X