AOA
Introduction
Friends kya haal hai aapke ummid karta hun aap khairiyat se Honge Aaj Jis topic per Ham discuss Karenge vah bahut hi important factor Hai Forex trading ka ki Jab monitory policy Jari ki Jaati Hai to use per fore x trading ke kya asrat hote hain aur Market usko Kaise effect karti hai acchi Tarah Agar samajh a Jaaye to aap apne fundamental or technical analysis Mein isko Jarur Apne mind Mein rakhte hue understand Karenge
Definition of monetary policy
Monetary policy Kisi bhi country ka State Bank banata hai State Bank monrtry policy ke zariy inflation ko control Karta Hai iske liye vah different method use Karta Hai jinmen se ek interest rate ko change karna hota hai is process ko monetary policy Kahate Hain
How to control inflation
Monetary policy State Bank ka sabse bada tool Hota Hai Kisi bhi country Mein infraction ko control karne ke liye Jab government inflection ko kam karna chahti hai to different loan scheme per interest rate ko increase kar deti hai for example Agar Kisi country Mein inflation rate jyada ho to use country Mein bank interest rate mein increase kar dete Hain Jiski vajah se log maximum securities purchase kar lete hain Is Tarah contries Ke Andar Mani policy decrease Ho Jaati Hai maximum wealth banks ke pass a Jaate Hain Log stocks aur indices investment nikal lete hain Jiski vajah se stocks aur indices ki price decrease Ho Jaati Hai
Effecte money policy in fore x trading
Monetary policy ka forex market mein bahut jyada effect hota hai monetary policy ki vajah se different economics factors affect hote hain aur UN factors ki vajah se commodities ki demand aur supply chain change hote hain aur for example Jab interest rate increase hota hai to market Mein Money supply increase Ho Jaati Hai industry boom Karti Hai Jyada jobs create Hoti Hai stocks aur indies ki price increase Ho Jaati Hain lekin is ke sath hi infection bhi increase Ho Jaati Hai