Re: Important information about Bullish Mat Hold Line Pattren.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Re: Important information about Bullish Mat Hold Line Pattren.
    Re: Important information about Bullish Mat Hold Line Pattren.


    forex trading ek kamyab busniess hain forex trading main best learning krna must hota hian agar ek traders k pas learning strong nhe hoti hain tu big loss hota hain loss and profit forex trading ka hissa hian learning kare forex trading main best learning k bad he kamyabi mil skti hain jisne learning k sath kaam kiya wahi kamyabi pah skte hain agar learning strong nhe hoti hain tu in function big loss mile ga forex trading main best learning krna must hain agar forex main big loss ho jata hain tu forex trading main practice kare agar practice ki jati hain tu benefit mil skta hain forex main learning ko strong krna must hota hain agar practice nhe hain tu big loss mile ga forex main analysis kare forex trading ki market main practice kare agar practice hoti hain tu amaizng benefit mil skta hain forex trading ek kamyab busniess hainClick image for larger version

Name:	download (6).png
Views:	3
Size:	2.0 کلوبائٹ
ID:	12597742
    how to analyze the market and how to trade on Bullish Mat Hold Line Pattren:
    forex trading main work krne k liye hard work krna must hota hain jaaab so learning strong nhe hoti hain tu big loss k chcnes hote hain agar forex trading main practice hain tu benefit mil skta hain agar learning strong nhe hain tu in function big loss miel ga forex trading main best learning kare forex trading main market ko achi tara analysis kare agar learning strong hain tu kamyabi mil skti hain jisne learning nhe ki vo big loss kare ga loss and profit forex trading ka hissa hian learning krna must hota hain agar learnig ko strong kar k kaam kiya tu benefit hain jisne learning nhe ki vo big loss kare ga loss and profit forex trading ka hissa hian learning kare regular exercise kre forex trading ka busniess ek kamyab busniess hain learning krna must hota hain forex trading main learning nhe hain tu big loss ho jata hain is liye learning krna must hota hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum Dosto!
    Bullish Mat-Hold Pattern
    Bullish mat hold candlestick pattern price chart k bullish trend ya high prices main uss waqat banta hai, jab market par bears aik nakam koshash karte howe prices ko bearish trend reversal karne ki koshash karte hen, jiss k nateejay main prices bulls market ka control dobara hasil karte hen aur bears k jo thore bohut imkanat they, trend reversal k wo sare khatam ho jate hen. Iss qisam ka pattern aksar aik jaal ka kaam karta hai aur jo bears market mein enter hona chahtay hen, inhen is baat ko yakeeni banana chahiye ke aik long bearish candle, jis ki close price pehli bullish candle ki height ya open price se kam ho, banni chaheye, tab hi market main bearish trend reversal hoga, nahi to small bearish candles k asarat last bullish candle ki waja se khatam ho jate hen.
    Candles Formation
    Bullish mat hold candles pattern panch ya uss se ziada candles par mushtamil aik bullish trend continuation pattern hai, jiss main pehli aur akhari candle aik long real body wali bullish candles hoti hai, jab k darmeyan main banne wali candles taqreeban tamam small real body main hoti hai, jiss ki tafseel darjazzel hai;
    1. First Candle: Bullish mat hold candlestick pattern ki pehli candle aik bullish candle hoti hai, aur iss ki main reason ye hoti hai, q k ye pattern aik bullish trend main banta hai. Ye candle aik long real body main hoti hai, jiss se prices k bullish trend ki mazboti ka andaza hota hai.
    2. Second Candle: Bullish mat hold candlestick pattern ki dosri candle aik small real body wali bearish candle hoti hai, jo pehli candle k baad open ho kar low price par close hori hai. Ye candle selling pressure ki waja se to banti hai, lekin ziada strong reaction nahi deti hai, q k candle ki real body bohut small hoti hai.
    3. Third Candle: Bullish mat hold candlestick pattern ki teesri candle bhi same dosri candle ki tarah aik small real body main banti hai. Ye candle dosri candle k bottom par to banti hai, lekin pehli bearish candle k close price se lower par close hoti hai, jiss se andaza hota hai, k ye candle bhi ziada strong reaction nahi deti hai.
    4. Fourth Candle: Bullish mat hold candlestick pattern ki fourth candle bhi same small bearish candles ki tarah small real body main aik bearish candle hoti hai, jiss ka close price open price se lower par hota hai. Ye candle bhi sellers ki market main maojodgi ka ihsas delati hai, lekin ziada strong real body na hone ki waja se prices par ziada asar andaz nahi hoti hai. Ye candle bhi pehli bullish candle ki real body main banti hai.
    5. Fifth Candle: Bullish mat hold candlestick pattern ki last candle aik bullish candle hoti hai, jo last bearish candle k baad open ho kar, aik bari bullish real body banane k baad higher side par close hoti hai. Ye candle market main aik mamoli waqfe k baad buyers ki wapasi zahir karti hai, jiss se wo prices ko teezi k sath ooper ki taraf push karte hen.
    Explaination
    Bullish mat hold candlestick pattern banne se pehle market mein bullish trend ka hona zarori hai, iss waja se patteren mein pehli candle aik lambi bullish candle hoti hai, jo is baat ki nishan-dahi karti hai, k pattern k aghaz main bulls market par hawi hai. Bullish trend k dowran kuch investors koshash karte hen, k humen bullish market se exit karna chaheye, iss waja se pattern ki agli candle aik small real body wali bearish candle banti hai. Pattern ki dosri bullish candle ko dekh kar mazeed sellers market main entry kar jate hen, jiss se agli do candles bhi small real body wali bearish candles banti hai, lekin ye candles pehli candle k open prices se nechay nahi jati hen, yanni pattern ki teeno small bearish candles pehli bullish candle k inside main open aur close ho jati hai. Pattern ki akhari candle aik strong bullish candle banti hai, jo teeno small bearish candles k top par close hoti hai jiss se market k bearish trend reversal k imkanat ko khatam karke prices ko same bullish trend main continue kar deya jata hai.
    Trading
    Bullish mat hold candlestick pattern price chart par bohut kam bante hen, lekin iss k asarat bohut strong hote hen, jiss se market main buy ki entry ki ja sakti hai. Ye pattern market k bullish trend main aik mamoli sa waqfa banane k baad prices ko same bullish trend main tasalsul jari rakhta hai. Pattern par trading karne se pehle aik confirmation candle ka hona zarori hai, jo k real body main aik bullish candle honi chaheye aur last candle k top par close bhi honi chaheye. Pattern uss waqat invalid hoga, jab bhi iss ka baad aik bearish candle banegi, ya bullish candle last candle k bottom par close hogi. Indicator jaise RSI, CCI, MACD ya stochastic oscillator se confirmation lene k leye inn ki trading value darmeyan se above hona chaheye. Jab k pattern ka Stop Loss sab se bottom price ya pehli candle k open position se two pips below set karen.

    اب آن لائن

    Working...
    X