Harmonic Price Chart Patterns" in forex Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Harmonic Price Chart Patterns" in forex Trading
    Harmonic Price Chart Patterns" in forex Trading
    forex trading man different pattern ki importance ko dakhta howa man apka sath "Harmonic Price Patterns" ki kuch basic information ap sab members k sath share ker raha hon umeed ha ap sab ko is sa faida hoga.


    "Harmonic Price Pattern" ko man three basic steps han

    1. Step#1: Pehla ham harmonic price patterns ka potential check kerta han.


    2. Step#2: Second step man ham Harmonic Price Patterns k potential ko measure kerta han.


    3. Step#3: Harmonic Price Patterns ki completion per ham "Buy ya Sell" ki trade active kerta han.
    Click image for larger version

Name:	MDE-5659_SEO_Article_Images_x2_-_Harmonic_Shark_Pattern_Butterfly_1.png
Views:	1
Size:	106.7 کلوبائٹ
ID:	12597643

    Trading with Harmonic Price Chart Patterns" in forex Trading
    Harmonic Price Patterns k potential ko measure kerna k liye ham "Fibonacci Tools" ko use kerta han


    1. "BC" ki movement 0.618 "AB" ki Retracement ha. Isko Leg kehta han.

    2."CD" ki movement 1.272 "BC" ki extention ha.
    3. "AB" ki length exactly "CD" ki length k baraber honi chaheye. CD ko b leg kehta han.

    Click image for larger version

Name:	images (7).jpeg
Views:	2
Size:	20.0 کلوبائٹ
ID:	12597644

    Important points
    Harmonic pattern ke andar two bottoms bante Hain ya pher Two top bante Hain harmonic price chart pattern bullish bhi ho sakta hai aur Barish bhi ho sakta hai agar yah Barish hai hai to Iske top ke upar two support banti hai aur pher vahan se market uper move karti Chal jati Hai . Aur Agar bar bullish price chart pattern hai to ismein two resistance oper Banti hain aur fir market osse nichy ki taraf move Karte Hain .

    Harmonic trading fabonacci numbers par depend karti hai. Jin ko technical indicator k lae further use kiya jata hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Harmonic Price Chart Patterns&quot; in forex Trading

    Introduction of Harmonic Price Chart Patterns.

    Harmonic price chart trading aik takneeki tajzia ka tareeqa hai jo qeemat ke makhsoos namonon ki nishandahi karne ki koshish karta hai jin mein mustaqbil ki qeematon ki naqal o harkat ki passion goi karne ka ziyada imkaan hota hai. yeh is khayaal par mabni hai ke markitin qabil passion goi ke chakron mein harkat karti hain, aur yeh ke makhsoos fibnoccai tanasub ke istemaal se un chakron. ki shanakht ki ja sakti hai harmonic price chart trading approach makhsoos qeemat patteren ka aik set istemaal karta hai, jisay harmonic patteren kaha jata hai, jo fibnoccai tanasub par mabni hotay hain. un namonon ki shanakht trained lines aur qeemat ke makhsoos tanasub ke imtezaaj se hoti hai, jaisay ke 0. 618 ya 0. 786 retracement levels.

    Click image for larger version

Name:	images (75).png
Views:	2
Size:	9.2 کلوبائٹ
ID:	12457532

    Categories of Harmonic Price Charts Patterns.

    Hormonic patteren ki kayi mukhtalif kasmain hain jo hormonic price chart trading mein istemaal hoti hain, Bashmole gratly patteren, butterfly patteren, aur bat patteren. har patteren ke makhsoos usool hotay hain jin ko durust maan-ne ke liye un par amal karna zaroori hai, aur tajir aam tor par mumkina tijarti mawaqay ki shanakht ke liye un namonon ke imtezaaj ka istemaal karen ge .

    Click image for larger version

Name:	images (73).png
Views:	7
Size:	20.8 کلوبائٹ
ID:	12457533

    Trading at Hormonic Price Chart Pattern.

    Dear traders aik baar mumkina tijarti mauqa ki nishandahi hojane ke baad, tajir aam tor par tijarat ki tasdeeq ke liye mukhtalif takneeki tajzia ke tools istemaal karen ge, jaisay trained lines, moving averages aur deegar isharay. is ke baad woh aik makhsoos laagat ki qeemat ke sath tijarat mein daakhil hon ge, nuqsaan ko rokain ge, aur market ke apne tajzia ki bunyaad par munafe ki satah len ge .

    Click image for larger version

Name:	images (67).jpeg
Views:	12
Size:	42.7 کلوبائٹ
ID:	12457534

    Note.

    Hormonic price chart trading mumkina tijarti mawaqay ki nishandahi karne ke liye aik taaqatwar tool ho sakti hai, lekin usay muaser tareeqay se istemaal karne ke liye kaafi ilm aur tajarbay ki zaroorat hoti hai. taajiron ko is baat se bhi aagah hona chahiye ke koi bhi tijarti hikmat e amli faul proof nahi hai, aur inhen apne nuqsanaat ko kam karne ke liye hamesha munasib rissk managment taknik istemaal karni chahiye.
    • #3 Collapse

      Re: Harmonic Price Chart Patterns&quot; in forex Trading

      INTRODUCTION OF HARMONIC PRICE PATTERN.

      Dear forex friends,harmonic price chart pattern beginner traders ke liye bahut benefits provide kar sakti hai.Hamein ismein chart pattern aur candlestick pattern ko follow karna hota hai aur Hamen choty time frame ke andar analysis karna hota hai is market ke andar Hamen trend ke against kabhi bhi trade Nahin Lagana chahie aur is market ke andar Hamen pattern ko follow karte hue trade Lagana chahie Hamen kabhi bhi is market mein agar acchi entry na mil rahi ho To Hamen jaldbaji Nahin Karni chahie Hamen Jab acchi entry Mile Ham ose Waqt hi trade leni chahie .Harmonic pattern combine karta hai pattern ko or math ko trading method ma or ye khud ko repeat karny ki base par chalta hai. Jo es method ka root hota hai wo primary ratio hoti hai. Yeh primary ratio har kisam k structure mein available hoti hai.
      Click image for larger version

Name:	1.jpg
Views:	1
Size:	26.5 کلوبائٹ
ID:	12457538
      DESCRIPTION HARMONIC PRICE PATTERN.

      My friends,Harmonic pattern ke andar two bottoms form hote Hain, ya pher Two top form hote Hain.harmonic price chart pattern bullish bhi ho sakta hai aur Barish bhi ho sakta hai agar yeh Bearish hai to Iske top ke upar two support banti hai aur pher vahan se market uper move ka jati Hai . Aur Agar yeh bar bullish price chart pattern hai to ismein two resistance ooper Banti hain aur fir market os se nichy ki taraf move Karte Hain .Harmonic trading fabonacci numbers par depend karti hai. Jin ko technical indicator k lae further use kiya jata hai.Jb harmonic reversal points ko isolate karny k lae use hoty hain to trader ko waha ye problem hoti hai k trader reversal area ko hasil kar leta hai or pattern fail ho jata hai. Jb asa hota hai to trader khud ko asi position ma pata hai jb trend usky against he chalta jata hai or end ma uska account he wash ho jata hai.
      Click image for larger version

Name:	2.png
Views:	1
Size:	19.5 کلوبائٹ
ID:	12457539
      KEY POINTS IN TRADING.

      Forex business mein jab hum harmonic price chart pattern ko understand kery ki koshish karte hain aur is ky method py kam krty hain to aapko sabse pahla step yeh Lena Hota Hai vah price ke bare mein Lena hota hai ki Hamein candlestick ki help sy market price ko observe kerty Hue potential difference dekhna padta hai, price level ke difference ko bhi judge kar lete hain to Uske bad baki step ko follow karna Hamare liye bahut easy ho jata hai.second step main Hamein market ki price ko judge karte hue potential measures karna hota hai Jitna acche se Ham potential measuring karte hain price ki utna hi Hamein acche tarike se market ki movement ka Andaza ho jata hai.jis ky bad hum easily market ki trade mein entry ly sakty hein aur achi positive trading sy benefit ly sakte hein.
      Click image for larger version

Name:	3.png
Views:	1
Size:	49.0 کلوبائٹ
ID:	12457540
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        جواب: Harmonic Price Chart Patterns&quot; in forex Trading

        Harmonic chart pattern:

        Harmonic price chart pattern technically market ka pattern ha hai or hamen isko zarur analyse krna chahiye. Jb hm market k technical analysis karainge to tb he ham market ko samgh sakainge or tab he hm harmonic pattern ko analyse kar k market mn working kar sakngy. Agar Ham market mn harmonic pattern ko theek tariky sy analize nahi karte to hmain success nahi mil skti hai isliye hmen market mn harmonic pattern ko analyse krna bhut zaruri ha, jb market mn hm technically analyzers krty Hain to tb hm market mn harmonic pattern ko use karke market se bahut hi good amount mein profit hasil kar sakte hain harmonic pattern market mein kafi importance rakhte hain aur agar Ham is to theek tarike se use Ghar Le to Ham market se kafi Good profit hasil kar sakte hain.

        Click image for larger version

Name:	HarmonicPatterns2_2-73db244897cc49e9b871341b8b5def6b.png
Views:	1
Size:	32.0 کلوبائٹ
ID:	12457573

        Description:

        Harmonic pattern aesy pattern hoty hain to harmonic phenomena use krty hain. Iska mtlb ha k inko mazeed smaller or largest waves mn divide kia ga skta hai. Ye division market price ko predict krny k liye use kia gaty hain. Harmonic pattern fibonacci number par inhasar hoti hai. Jin ko technical ki creation ma use kia gata ha. Fibonacci number aesy number hoty hain jo 0 or 1 sy start hoty hai or next number aesy hasil hota hai agar ham previous 2 ko add kia gaye. Ye sequence ratio ma break kia ja skta hai or inko use kar k market k bary mn clues find kaye k market kis side par ja sakti hai. Gatrely, bat or carb bhot famous harmonic patterns hain.

        How it works?

        Pattern man Point "D" sa trader ko Buy ki trade ki trade activate krni chahiye. Is man Stop loss aur take profit ko Fibonacci k according he draw krna ha. Iska liye ham Fibonacci k low (B) ko D per le aen ga. Ab 61.8% hamara Take Profit level ha. Laki ager apko B sa C man koi resistance nazer ae to TP wahan per b place ker sakta han. Or Stop Loss new swing low k nechy jo b support level ha us sy thora necha draw kr den.

        Click image for larger version

Name:	download (8).png
Views:	1
Size:	6.5 کلوبائٹ
ID:	12457572

        Trading:

        Trading mn harmonic pattern ke bhut he ziada importance pae jati ha is liye hmn zarur harmonic pattern ko use krna chahiye unke unke market nah jab Koi God pattern bn jata hai to yeh hmare liye ek achi entry point hoti hai is liye Hmen harmonic pattern ko zarur use karna chahiye aor is aese zarur apply krna chahiye Qk harmonic pattern sy hm kafi board benefit se ly skte hain. Harmonic pattern hmari trading ke liye bahut hi good pattern hota hai hai aur hm isy aese bhut he good benefits ly skte hain is liye harmonic pattern ko zarur use kia jaaye Taki Ham market se easily profit able trading kar saken harmonic pattern ki bahut hi Tyres hai aur interrelated hamara knowledge hona bahut jaruri hai tab hi ham market mein good entries ko find kar sakte hain.

        Click image for larger version

Name:	download (9).png
Views:	1
Size:	11.9 کلوبائٹ
ID:	12457571

        اب آن لائن

        Working...
        X