kia forex sab k use kerny me asan hai or koi khatera hai use kerny me .....?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia forex sab k use kerny me asan hai or koi khatera hai use kerny me .....?
    because k yahan na invest kerna perta hai or na he pasay lose honay ka koi khatera . bas jitni mehnat ki us ka usy phal mil gia. werna jis k pasay pasa hota hai usy use ka nahi pata hota or jis k pas nahi hota usy samaj nahi a rahi hoti k kesy earn kery or kahan se kery
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes my dear forex ko her koi use kar sakta hai ye bht hi acha business hai iss me koi shaq nahi hai iss se hum bht achi earning kar sakte hain aur apni life ko better bana sakte hain.
    • #3 Collapse

      Forex aik risky business hy aur is main loss key chances profit sey buhat ziada hain. Jab tak aap forex ko properly learn nahi kar letay, high risk key sath trading na karain. Aik successful trader banney main time lagta hy aur yeh 2 ya 4 dinon ki bat nahi hy. Learning karain, practice karain. strategies ko follow krain aur phir small investment sey trading karain.
      • #4 Collapse

        g dost forx ak business ha is ko sub kr sakty ha is k leye bus ye zarori ha k ap is k bary me knoladge rakty ho agr ap is k bry me learning k len or phir tradeing kr to ap koi phir faida ho ga other wise loss hi ho ga.
        • #5 Collapse

          dear forex sab k liye hy jo b es business ko seekh aur smjh k kare ga wo es mai acha earn kar skta hy aur apnii life es bsiness mai change kar skta hy ....
          • #6 Collapse

            My dear friends forex trading business ki pehle proper learning karni chahiye us ke bad is ko real start karna chahiye. or jab tak proper learning na ho jae forex trading business main real trading nai karni chahiye.
            • #7 Collapse

              gee brother aap kl baat tu darust ha k forex ka new traders ko na tu paisa invest kernay ki zaroorat ha aur na hy paisay deposit kerwanay ki zaroorat ha bulka wo posting ker k forex trading ko seekh bi latay han aur un ko trading ka lia bounis bi mill jata ha ............
              • #8 Collapse

                ye buiness bahut complex hai is ko krne k liye kafi mehnat ki jati hai ye aik acha buiness hai lekin mehnat sy kia ji ga ye aik worldwide buiness hai is ko koi bhi kahein bhi kr skaya hai aur bahut earning kr sakgta hai
                • #9 Collapse

                  my dear forex trading ek best but leverage base business hai jo ap k naffa or loss ko kai guna ziada krti hai is liye agar ap soch samj k trading kro gey to ap best earning kr sakte ho is k sath yeh k pak forex forum ne buht se traders lovers ko trading se phir se munsalik kiya hai thanks pak forex forum
                  • #10 Collapse

                    forex use me kya koi kharta ho sakta hai koi bhi business dangerous nahi hota lakin ha risky zarur hota hai aise hi forex bhi aik online business hai is main koi bhi khatra nahi hai bus thora risk hai aur ye itna mushkil bhi nahi agar experience ho to.
                    • #11 Collapse

                      Aslam o alikum janab mere khayal me sb se pehle ham forex trading business ko demo accout per se seekhin aur jab acha knowledge aru exeprience ho jae tu real per start karin
                      • #12 Collapse

                        Forex trading mein agar sirf khatray ko hi dekhain gy to phir is business ko nahi kar sakain gy, ye business sirf un kay liye dangerous ha jo is ko seekhay baghair, ya sirf paison ki machine samajh kar join kartay hain, jo is ko seekh letay hain to phir ye un kay liye blessing ha.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          khatra to hota hay dear trading to koi b kar sakta hay magar trading karny me or es se profit earn karny me bahot fark hota hy app ko 1st learning karni chaye us k bad trading karni chaye

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X