what is supply and demand indicator in forex market
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is supply and demand indicator in forex market
    what is supply and demand indicator



    humara supply r demand forex market mein demand or supply kay law ka estamal karna zaroore hota hey zamana e kadeem say insan ke zindge ka demand or supply hesa rahay hein yeh 2 asol tamam jandaron par hakomat kartay hein
    yeh aik simple asol hey jo keh humen yeh batata hey keh kese bhe product ke price or market ke price ka tayon kaisay keya jay
    supply say morad market mein dasteyab product ke mekdar hey dosree traf demand es product ko buy karnay ke khahash hey ager supply zyada hey or demand kam hey to price kam ho jay ge or ager supply kam hey or demand zyada hey to price increase ho jay ge Click image for larger version

Name:	Capture.JPG
Views:	1
Size:	29.5 کلوبائٹ
ID:	12597523


    supply and demand technical analysis


    ab hum forex market mein demand or supply kay ley technical analysis ka estamal sekhtay hein jo keh 2 basic law hein laken ap ko forex market mein technical analyss kay ley or market ke paish goi karnay kay ley barah e rast paish gi nahi kar saktay hein
    en law ko 2 fetre amal mein takseem keya hey
    impulsive wave

    retracement wave

    Click image for larger version

Name:	Capture.JPG
Views:	1
Size:	41.1 کلوبائٹ
ID:	12597524
    forex market ke har movement en 2 wave par moshtamel hote hey impulsive wave kay bad aik retracement wave tashkel pa jay ge or retracement kay bad aik impulsive wave tashkeel pa jay ge yeh selsal jare rahay ga
    mesal kay tor par rally base rally forex market mein ezafay ko indicate kartay hein laken technical analysis mein aik impulsive wave or retracement wave ke nomaindge kartay hein aik bar phir impulsive wave rally ke nomaindge karte hey
    bhali kay badlay bhali
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: what is supply and demand indicator in forex market

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Supply and Demand


    Financial market main kisi assets ki value ya qeemat hamesha se aik hi position par barqarar nahi reh sakti hai, jab bhi uss ki demand barhti hai, to uss ki value main izzafa hota hai, value main izzafa hone se uss ki prices bhi increase hona shoro karti hai, jo humen line graph upward jata houa ya bullish candles bante howe dekhaye deta hai. Lekin iss k bar akas jab bhi kisi item ya assets ki demand value kam hoti hai, to uss k sayh hi supply main izzafa hona shoro hota hai, jiss se vlaue main kami waqea hona shoro hoti hai, value main kami ka matlab hoga k qeematen kam hongi. Financial markets supply aur demand k rules k mutabiq chalti hai, jiss main kabhi aik increase hota hai to kabhi dosra, jiss se prices stable nahi rehti aur updown movement karti rehti hia.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-03-12T081522.585.jpeg
Views:	2
Size:	18.1 کلوبائٹ
ID:	12457407

    Supply Zone


    Financial market main kisi assets k price chart par ye wo zone hota hai, jahan par market main talab yani demand taqreeba khatam ho chuki hoti hai aur yahan par supply apne urooj par pohunch chuki hoti hai. Supply zone hamesha chart pattern par upward side par hoga, jo k aam tawar par resistance level se bhi jana jata hai. Iss level par assets ki mazeed talab kam ho jati hai aur ziada tar chances hote hen, k un ki ziada supply ki waja se qeematen yakdam ger jayengi.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-03-12T081400.839.png
Views:	1
Size:	9.8 کلوبائٹ
ID:	12457408

    Demand Zone

    Financial market main kisi bhi assets ka sab se kam qeemat area jahan par aksar ziada demand peda hone ka hadsha hota hai, jiss se qeematen increase hone ka hadsha hota hai. Iss position par supply bohut ziada ho chuki hoti hai, aur mazeed supply main kami waqea hoti hai. Ye zone price chart par support level bhi kehlata hai, q k aksar prices iss level se wapis ziada demand ki waja se upper jati hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-03-12T081356.382.png
Views:	1
Size:	9.4 کلوبائٹ
ID:	12457409

    Supply aur Demand main Faraq

    Supply aur demand zone main aik wazih faraq hota hai, jin levels ko prices baar baar touch karke nechay gerti hai, wo levels supply zone hota hai, jo resistance levels bhi kehlata hai. Jab wo zone jiss se prices baar baar upper side par movement karne ki koshash karti hai, lekin baar baar touch karne par bhi nechay nahi jati hai, to ye position demand zone hota hai, jiss ko support level bhi kaha jata hai. Supply zone par hamesha demand main kami waqea ho chuki hoti hai, jab k demand zone main hamesha supply ki kami hoti hai. Ye area prices k upper ya lower sides par breakout hone k chances hote hen.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-03-12T081238.155.jpeg
Views:	6
Size:	20.6 کلوبائٹ
ID:	12457410

    Trading

    Financial market main aik aseets ki prices updown hoti hai, jiss se traders market main buy ya sell se entry karne profit hasil karne ki koshash karte hen. Traders hamesha supply zone ya resistance level par sell ki trades se entry karte hen, jab k demnad zone ya support levels par buy ki entry karte hen. Agar prices sirf aik mehdod supply aur demand zone k darmeyan trades kar rahi ho to uss sorat main ye range trading hogi, lekin lazmi nahi hai k prices hamesha aik do levels k darmeyan hi trades karen, q k kabhi kabhi ye levels ya zone breakout bhi ho jate hen. Zone ya levels k breakout hone k baad prices new supply aur demand zone create karti hai aur financial market ka silsela chalta rehta hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-03-12T081756.860.jpeg
Views:	1
Size:	42.0 کلوبائٹ
ID:	12457411
    • #3 Collapse

      Re: what is supply and demand indicator in forex market

      forex trading main work karne k liye hard work karna must hota hain jisne elarning k sath kaaam kiya and benefit hasil karne k liye pratice kia tu kamyabi mil jati hain jisne learning nhe ki vo big loss kar dete hain forex trading main supply and demand main kaam karne k liye hardwork kare regular praitce kare agar learnng strong hain tu kamyab mil skti hain agar learning nhe hain tu big loss mile ga forex trading ka busniess ek kamyab busniess hain har person ko regular pratice karna must hota hain agar learning strong nhe haintu big loss mil jata hain forex main supply and demannd mainkaam karna hain tu hardwork kare pratice kare hard work k sath kaaam karne wale traders bst earning kar skte hain jaaab tak learning strong nhe hoti hain tu big loss hota hain forex main pratice kre learning ko strong kare hard work kare achi kamyabi mil skti hain



      how to trade on supply and demand:


      forex trading main achi kamyabi k liye hard work kare fofrex trading main pratice kare agar learning strong hoti hain tu kafi had tak kamyabi mil jati hain jisne learning nhe ki vo big loss main hote hain loss and profit forex trading ka hissa hota hain agar hard work k sath kaaam kia jata hain tu ek person kafi haad tak kamyab ho skte hain agar learning ko incress kar k kaam kia jata hain tu kafi had tak benefit mil skta hain forex trading ka busniess bhot he kamal ka busniess hain forex trading main best learning krna must hota hain agar hard work kia tu kamyabi hain jsine elarning nhe ki vo big loss kare gy hard work k sath supply and demand main kaam kare best learning kare regular pratice kare agar pratice hoti hain tu beenfti mil skte hain jisne learning nhe ki vo big loss main he rahy ga
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: what is supply and demand indicator in forex market

        forex trading mainjitne b workar ne kaam kiya hainkamyabi hasil ki hainagar learning strongnhe hain tu bina learning k loss hota hain Swing high level market carbo level hota Hai Jab market mein UPP trend ki movement complete ho jaati Hai aur market Jab vahan se reversal trend pakdati hai to use level ko ham market ka showing high level kahate Hain kyunki yah vah level hota hai jo market ka top level hota hai aur yahan se market reversal Hoti Hai is level ko bhi hamen important Lena chahie kyunki yahan se hamen seling position milati hai aur ham bahut hi aasani ke sath market mein yahan se entry le sakte hain aur apni trading se achcha munafa Kama sakte hain isliye hamen swing level ko jarur analyse karna chahie.
        Gullalai

        اب آن لائن

        Working...
        X