Details Of Morning Star Candlesticks Pattren in Forex Trading.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Details Of Morning Star Candlesticks Pattren in Forex Trading.
    Assalamu Alaikum dear friend ummid Karti hun aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge Jab aap is market Mein Apne working ko complete karna chahte hain to aapko different factors per study karna hoti hai aur Market ko acchi tarike se focus karna hota hai agar aap market Mein proper hard work karte hain aur daily ka target complete karte hain to aapko is market mein bahut hi fayda Milta hai aur aap is market Mein Achcha profit Hasil kar sakte hain isliye aapko Koshish Karna Hogi kya aap ismein Jyada Se Jyada hard work Karen aur acche analysis ke sath trading Karen Taki Ham is market Mein Achcha profit banaa sake Jo members is market Mein professional traders Banna Chahte Hain vah Hamesha demo account per acchi Tarah practis karte hain aur Market ko judgement karte hain aapko is market mein jyada Se Jyada Koshish Karna Hogi ki aap ismein different pattern ko complete Karen jab tak aap learning complete Nahin Hogi aap is market Mein profitable trading nahin kar sakte aaj main aapse Kaise pattern ke related information share karungi jo aapki trading ko Achcha result de sakti hai to Mera topic hai Morning Star Candlesticks Pattren kya hai hum es par kesy kaam kar k trading main kamyabi hasil kar sakhty hain.

    Definition Of Morning Star Candlesticks Pattren:

    Dear forex member Morning star candlestick pattern price chart per banne per trader ko market Mein buying per majbur Karta Hai Kyunki yah pattern price ke bullesh janne ka Ishara Hota Hai morning star pattern price ke lower side per banta hai jo ki traders ke liye buying ki opportunity Paida karta hai yah pattern morning doji star pattern se mushahbat Rakhta Hai morning star 3 candles ka ek majmua hai jo ke price ke bottom Mein banne ki vajah se price ke liye mumkina towar par ik Bullish trend reversal ka kam krta hai pattern ki dusri candle Ek Saman real body wali hoti hai jo ki price ko Masjid Bearish Girne Se bachati Hai Jis market per Bullish ka ghalba a jata hai aur price upper side per Chalna start karti hai aur yah kam Teesri Bullish candles ke banne per pura ho jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-03-10T170636.404.jpeg
Views:	34
Size:	21.0 کلوبائٹ
ID:	12597243

    Identification:

    Dear forex member Morning star candlestick pattern ki pehli candle Ek Trend ke mutabik bearish candal hoti hai jabki dusri candle Ek Saman real body Mein Bullish or Beeresh donon ho sakte hain jabki Teesri candle bulleesh candle Hoti Hai Jiski tarteeb darja zail hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-03-10T170700.550.png
Views:	19
Size:	14.7 کلوبائٹ
ID:	12597244

    Dear morning star candlestick pattern Mein Pahli candle Ek long real body wali strong bearish candal hai jo ki market Mein bearish takat Dikhati Hai yah candle normal Ek black ya red color Mein banti hai.morning star candlestick pattern Mein Teesri candle ek strong real body Mein Hoti Hai yah candle bullish trend ki white ya green color Mein banti hai bullish candle dusri Small candle ke close ke bad open Hoti Hai Jab ke pahle candle ke mid point se above clos hoti hai.

    Explanation And Chart In Analysis:

    Dear forex member Morning star candlestick pattern price chart mein bahut jyada seling hone ke bad banta hai jisse price ka rebound hone ke hadsha Paida ho jata hai yah pattern price ke top position per banne ki vajah se price ke liye bullish trend reversal ka kaam Karti Hai yah pattern Bearish star candles aur bullish candles per mustamel hai jo morning do ji star candlestick pattern se mushahbat Rakhta Hai pattern ki dusri Small real body wali star candles price ko majedar jaane se rokati hai aur third police candle ki vajah se bullish trend Mein tabdil Karva Deti Hai morning star candlestick pattern ki Pahli strong bearish market Mein sellers ke pressure Ko Dikha Rahi hoti hai lekin dusri Small star candles is pressure Mein Kami ka Shabab Banti Hai Jab ki Teesri Long Bullish candle market Mein buyers ka control aur trend change ka signal Deti Hai yah pattern Jyada bottom position per strong reaction Deta Hai morning star pattern ka invers jo price ke top per banta hai vah evening star pattern hai jo Bearish trend reversal pattern ka kam karta hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-03-10T170724.939.jpeg
Views:	5
Size:	39.4 کلوبائٹ
ID:	12597245

    Dear morning star candlestick pattern ki dusri candle Ek small real body Mein Hoti Hai yah candle Aam Taur per Ek star candle banti hai Jiska open aur close Ek dusre ke bahut Kareeb hota hai pattern ki dusri candle Kisi bhi color mein ho sakti hai lekin position iski lajmi bearish Candle ke bad honi chahie aur size mein Small honi chahie star candles Pahli candle se gap mein open aur close hoti hai.

    Conclusion:

    Dear forex member Morning star candlestick pattern teen candles per mustamil hai jismein Har EK candle Ek dusre se different format Mein Banti Hain pattern Mein Teesri candle price ke tabdili ki vajah se banti hai lekin market mein sirf ine pattern ki vajah se entry Nahin Ki Ja sakti hai balki iske liye Majid confirmation indicator ka signal ya bullish conformation candles ki jarurat hoti hai jo ki Teesri police candle ke bad Ek Aur bullish candle honi chahie morning star candlestick pattern Mein banne wali Teesri police candle Agar pahle candle ke mid point Se abhav Ja Ke close Hoti Hai Tujhe ek strong signal deti hai agar pattern ki Teesri candle ke bad Bullish candle Banane per market mein buy ki entry ki Ja sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-03-10T170805.120.png
Views:	17
Size:	31.0 کلوبائٹ
ID:	12597246
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Details Of Morning Star Candlesticks Pattren in Forex Trading.

    Morning Star Candlesticks Patterns :

    Khush amdeed Mere pyare dosto!Morning Star Candlesticks Pattren asal main market main Aik long down trend Kay baad banta dekhai deta hai . Market main jab Aik long down trend aa Jaye to usky baad ya end pay reversal point aata hai aur usky baad market uper ki janib Jana start Kar deti hai aur isky baad market uper ki taraf jati hai . Asal main haha Aik reversal point hota hai Jo Aik long down trend Kay baad aata hai aur phir market bohat ziada oper move Karti hai.Jab ap forex par Trading Kar rahy hon aur apko wahan par ye pattern banta dekhai Dy Kay ya to Aik long down trend banta dikhai Dy to agar Ap long term Trading karna chahty hon to Ap pehly ho buy par trade laga sakty Hein nai to Ap down trend Kay baad jab ye oper ki janib banna start hoti hai to Ap yahan par buy par trade laga skaty Hein aur Short term Trading Kar skaty Hein aur acha profit Kama sakty Hein . Is liye apko chaiye Kay inky baary main knowledge haisl Karen aur isky mutabik trade Karen taky jangbaj haskl Kar saken aur achy trader ban saken.

    Click image for larger version

Name:	787.png
Views:	44
Size:	4.9 کلوبائٹ
ID:	12457176
    Importance of Morning Star Candlesticks Patterns :

    Dear my sisters market Mein different patterns Hamare liye bahut jyada useful hote hain aur Hamari trading co profitable Banane mein bahut hi important role play karte hain isliye aapko market Mein jitni bhi patterns Hain unko samajhne ke liye koshish Karni chahie Is Tarah morning star pattern ke Hawale se aapko information share ki hai aap ki complete learning Hasil Karke apni trading co profitable Banane mein bahut jyada help answer kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	ytu678.png
Views:	1
Size:	5.6 کلوبائٹ
ID:	12457177
    Uses of morning star Candlesticks Patterns:

    Mere pyare shagirdo Morning start pattern aik best way of trading aur analysis Hy ham is aor ais market mai trade kar sakty hai hum ne agar ais market mai trade karni hai to hum ko ais market mai ye dekhna hai k hum agar ais market mai candles stick ko dekh k trade lagaty hai to confirmation k baad entry le aor aus k sath sath hum ko ais mai resistance aor support par jo pattern bany aus par trade lagani chaye aus se hum ko faida hota hai agr hum ais market mai achi trade laga lety hai to aus par hum acha profit bana sakty hai aor aus se hum apna account growth kar sakty hai ais market mai hum jinti zayda mehnat karty hai hum ko ais market mai atna hi zayda faida hota hai agar hum ais market mai plan acha banaty hai to kamyab ho sakty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Details Of Morning Star Candlesticks Pattren in Forex Trading.

      Define Morning Star Pattern:
      Morning Star Candle Stick Pattern price chart main aik Bullish Candle Stick Pattern hay.Morning star pattern three candle Stick ka hota hay Jin ko technical analyst bullish sign consider krtay hain.Morning Star downtrend main banta hay aur upward climb ko indicate krta hay.Ye previous price trend main reversal ko dikhata hay.Traders Morning Star ko trend main change ki confirmation kay liay istamal krtay hain.
      Click image for larger version

Name:	mmmm.png
Views:	1
Size:	761 بائٹ
ID:	12457250


      Importance:
      Market main jab Aik long down trend aa Jaye to usky baad ya end pay reversal point aata hai aur usky baad market uper ki janib Jana start Kar deti hai aur isky baad market uper ki taraf jati hai . Asal main haha Aik reversal point hota hai Jo Aik long down trend Kay baad aata hai aur phir market bohat ziada oper move Karti hai.Jab ap forex par Trading Kar rahy hon aur apko wahan par ye pattern banta dekhai Dy Kay ya to Aik long down trend banta dikhai Dy to agar Ap long term Trading karna chahty hon to Ap pehly ho buy par trade laga sakty Hein nai to Ap down trend Kay baad jab ye oper ki janib banna start hoti hai to Ap yahan par buy par trade laga skaty Hein aur Short term Trading Kar skaty Hein aur acha profit Kama sakty Hein.



      Trading Ka Tareeka:
      Morning star hamari trading ke liye ek signal ka work krta hai hai is liye hamain iski practice krni chahiye Ta k market mn Ham isko analyze kar sken aur properly is per hmari working ho sjy. Jb hm isko analyze kr lngy to tab hmari trading hmare liye bhut easy ho jaye gi aur ham easily achi profitable trading kar sakain ge. Is liye hmen Morning star ko importance Deni chahiye aur is per zaror working krni chahiye Ta k ham easily successful ho ske. Morning star pattern market mn entry k lye bhut he good time hota hai aur ham jab morning star pattern ko dekhty Hain to hm easily he market mein entry ly sakte hain aur hamari trading good ho sakti hai. Isliye hamen morning star ko importance deni chahiye or morning star pattern per zrur trading krni chahiye.



      Thank YOU<<<

      اب آن لائن

      Working...
      X