Information about tweezer top candlestick pattern.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Information about tweezer top candlestick pattern.
    BASIC KNOWLEDGE OF TWEEZER TOP PATTERN.

    My dear traders,trading market mein bahut sari pattern different prediction kerty hain, aise hi tweezer top and bottom in date with the top and bottom candlestick chart patterns ko use karke market ke reversal trend and continue trend ka decision liya ja sakta hai.agr koi bhi three ya four candles continue bullish ban jain aor koi bhi candle bearish candle ko break kr ky below close na ho to us ko top tweezer pattern kaha ja skta hai jo bullish trend ki prediction deta hai aor ap intra day mein bullish trade open kr skty hain.Ine candlesticks ko identify kerna bahut hi Aasan hota hai, Kyunki Unki education aur learning bahut asan hai aur isko aap aasani ke sath samajh sakte hain aur Iske bad Aap conformational candlestick Ka wait kerny ke baad forun trading kar sakte hain aur isase bahut Sare benefits hasil kar sakte hain.
    Click image for larger version

Name:	1.png
Views:	1
Size:	50.8 کلوبائٹ
ID:	12597095
    DESCRIPTION OF TWEEZER TOP PATTERN.

    Forex trading may hamein kamyab trading karney Kay liye market ki movement ko monitor karna hota hay aur jab ham market may Tweezer top ko market may appear hotay dekhtay hain tou haumay uss waqt market ki movement ko daikhtay hoye apni trade open karni hoti hay aur hamein information honi chahiye.Tweezer Top sa morad ha k jab two candles pehli hamasha bullish aur second hamasha bearish ho aur bullish ka high almost ya bilkul bearish candle k high equal ho. Is pattern k motabiq market jahan per close hoi wahan sa he nicha a jaye. Tweezer top pattern strong signal tab hoga jab yeh uptrend k bad ae.Agar ham forex market main patterns ko follow kerty huey trade continue kerty hain tou aesy time per hamain pattern ky complete hony ka wait kerna chahiay ky jab pattern complete ho jaey tou ham trade enter kerain agar ham pattern complete hony ka wait nehi kerty aur trade enter ker lety hain tou aesi condition main hamain acha profit hasil hony ki bajaey bara loss ho sakta hai.
    Click image for larger version

Name:	2.png
Views:	1
Size:	25.7 کلوبائٹ
ID:	12597096
    TRADING RECOMMENDATIONS.

    Jab market aapko confirmation signal Deti Hai To Uske bad aap market Mein infections ko dekar trade Laga sakte hain Jo traders market Mein acchi trade Lagate Hain unko kamyabi mil Jaati Hai is market Mein trade Lagate Waqt aapko Soch samajhkar decision Lena hota hai jo traders market Mein acchi trade open karte hain Unki trade per Achcha profit Mil Jata Hai.forex market ki nexrt movement ka idea lagany k liye ham jo technical tools use karty hain unko analysis kehty hain aur analysis 3 types ki hotu hain Sab se zayada traders technical analysis karty hain aur technical analysis ki help se market k analysis karny k liye ham chart par different time frame laga kar aur different indicators laga kar apni trading startegy k mutabiq chart bana kar market ki next movement ka andaza lagaty hain aur us k mutibiq trades open karty hain.tweezer pattern aik technical analysing ka pattern hay jo trading chart pe hamesha bottom ya top per banta hai.ye aik market reversal pattern kehlata hay aur yeh os vaqt top ya bottom pe banta hay jb 2 ya do se ziada candles same top ya same bottom ko touch krti hain.es pattern ko apni trading per apply ker ky hum market mein achay tarder ban sakty aur dosy tarers ko bi es pattern k bry mein information dy ker un ki help ker sakty hein.
    Click image for larger version

Name:	3.jpg
Views:	5
Size:	90.8 کلوبائٹ
ID:	12597097
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Information about tweezer top candlestick pattern.

    Introduction of Tweezer Top Candlestick Pattern.


    Dear tradets Tweezer top candlestick patternaik bearish reversal patteren hai jo oopri rujhan ke oopar bantaa hai. yeh aik hi aala qeemat ke sath do shama daan par mushtamil hai, jo aik ufuqi line ya" chimti" ki tashkeel banati hai.

    Click image for larger version

Name:	images (43).png
Views:	9
Size:	12.7 کلوبائٹ
ID:	12457031

    Formation of Candlesticks in Introduction of Tweezer Top Candlestick Pattern.
    • Tweezer Top Candlestick Pattern kee pehli candlestick bullish hoti hea,
    • Tweezer Top Candlestick Pattern kee doosri bearish hai.

    Click image for larger version

Name:	images (41).jpeg
Views:	9
Size:	27.1 کلوبائٹ
ID:	12457032

    Tweezer Top Candlestick Pattern se pata chalta hai ke bail ibtidayi tor par control mein thay lekin raftaar kho chuke thay, aur bears ne is par qabza kar liya, qeemat ko pichlle oonchai ki satah par neechay dhakel diya. yeh mumkina rujhan ke ulat jane ki nishandahi karta hai, kyunkay bears ne control haasil kar liya hai aur imkaan hai ke qeemat ko kam karna jari rakhen ge aur traders aksar izafi isharay ya signals ke zariye patteren ki tasdeeq talaash karte hain, jaisay ke rishta daar taaqat ke asharih ( RSI) mein mandi ka farq ya kaleedi support level se neechay ka waqfa ho.

    Additional information for Traders.

    Dear traders aap kay liys yeh note karna zaroori hai ke agarchay tweezer top patteren rujhan ko tabdeel karne ka aik qabil aetmaad ishara ho sakta hai, lekin is par akailey bharosa nahi kya jana chahiye. tijarti faislay karte waqt taajiron ko hamesha izafi tajzia aur rissk managment taknik ka

    Click image for larger version

Name:	images (42).jpeg
Views:	1
Size:	62.6 کلوبائٹ
ID:	12457033

    istemaal karna chahiye aur yah candlestick pattern aapke liye bahut hi profitable sabit ho sakta hai agar isko proper train analysis ker kay aur samajh kar trading per apply kiya jaaye to aur proper stop loss and take profit ki strategy ko use karte hue is per trading ki jaaye to bahut acche training result hasil kiye ja sakte hain.

    اب آن لائن

    Working...
    X