Bullish Or White Candlesticks.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bullish Or White Candlesticks.
    Assalamu Alaikum!


    dear member Main ummid Karta hun, aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge. Jab aap ismein kam karte hain to aapko daily ka target complete karna hota hai aur hard work ke sath kam karna hota hai. agar aap ismein hard work Nahin Karenge to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte, isliye aapko market Mein different important analysis per completely study Karni chahie aur Market ko acchi tarike se focus karna chahie jitne acchi analysis ke sath aap is market Mein trading Karenge aapko itna hi Achcha result milega. main aaj aapse bahut hi important information share karungi, jo aapki trading ko profit table banaa sakti hai to Mera topic hai Bullish or white candlestick ke related important information aapke sath discuss karungi.

    Bullish / White Candlestick:

    Bullish or White candles price chart per use time Banti Hai Jab Bhi Ek time frame ke dauran candles ki close price open price se upar ya abhav Hoti Hai yah candle Aam Taur per white ya green color Se jayar Ki Jaati Hai Lekin yah Jaruri Nahin Hai bullish Ya white candles market mein kisi acid per buying pressure ya use time active khariddaron ki takat Dikhati Hai Kisi acid ki price Mein izaafe ko price chart per bullish ya white candle Se jahir Kiya jata hai yah candle different format ki ho sakti hain Jiski Apni Apni value hoti hai.



    Bullish Candles Ki To Aqsaam:

    Price chart Mein banne wali Bullish candles ke Kai different types ho sakti hain jo ki candles ki value Jyada kar Dikhati Hain bullish candle Mein real body aur Shadow donon ho sakte hain aur yah Shadow ke bagair bhi ho sakti hai bullish candle ki Kuchh types darja Zail Hain.



    Normal Bullish Candlestick:

    Normal Bullish ya white candlestick price chart per Ek bullish real body wali candle Hoti Hai Jiske upper aur Lohar side per Small SI Shadow hoti hain yah candle market per buyers ka control Dikhati Hain jismein candles ka close price open price se high hota hai lekin candles ke high aur Lo price se candles ka open aur close kam Hota Hai.

    Bullish Marubozu Candlestick:

    Bullish Marubozu candle Mein Ek time frame Ke dauran Jab buyers bahut jyada active hote hain aur seling pressure kam hota hai to use time yah candle banti hai is Candle mein open aur Low price same Hota Hai Jab Ke high aur close price sem Hote Hain yah candle bagair upper ya Lower Shadow ke Hoti Hai Kuchh candles Jiske lower side per Shadow Nahin Hota lekin Apar side per Ek Saman wick Ban Jaati Hai To vah candle open Marubozu candle Ban jaati hai agar Iske lower side per Small wick banti hai.

    Bullish Spinning Top Candlestick:

    Bullish spinning top candle small real body wali candle Roti Hain Jiske upper ya Lowe side per Small Shadow hote hain candle ki real body sem white ya green color Mein Hoti Hai Jab Ke upper aur lower side ka Shadow sem length Mein Hota Hai yah candle price ke bottom ya top Mein mostly dusre candles ke sath Milkar trend reversal ka kam Karti Hai spinning top candle price chart per buyers ke asset Mein mamuli si dilchas bhi Dikhati Hai.

    Bullish High Wave Candlestick:

    Bullish High wave candle spinning top Ki Tarah Small real body Mein hoti hai lekin candle upper aur lower side per long Shadow banata hai yah candle bhi spanning top candle Ki Tarah hososeyat rakhti hai jo ki price ke top ya bottom Mein dusre candles ke sath trend reversal ka swabhav banti hai yah candle white ya green color Mein Hoti Hai jismein buyer jor se large market Mein control Hasil karne ki koshish karte hain lekin Yahan per mamuli Si Jeet buyers ki hoti hai.

    Bullish Pin Bar Candlestick:

    Bullish pin bar candlestick Maine Ek small real body wali bullish candle ke Apar ya lower side per long Shadow hota hai candle ka yah Shadow takriban candle ke dugne Se Bhi Jyada Hota Hai pin Bar candle price ke top ya bottom Mein trend reversal ka kam Karti Hai jabki yah Aksar Ek trend ya support ya resistance level bhi sabit hota hai pin bar candles bhi buyer or sellers k control ke liye fight karte hain lekin Jeet mamuli serial body ke sath buyers ki hoti hai.


    ......Forum is a great place for traders talk.......
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bullish Or White Candlesticks.

    Trading chart mein aik white candlestick ka namona is waqt bantaa hai jab kisi khaas muddat ki ibtidayi qeemat ikhtitami qeemat se kam hoti hai, jis ke nateejay mein aik white ya sabz candlestick banti hai. is pattern ko aksar taizi se samjha jata hai, kyunkay is se zahir hota hai ke is arsay ke douran khredar control mein thay aur qeematon mein izafah hua tha dear friends white candle candlestick pattern bananay ke liye, asasa ki ibtidayi qeemat ikhtitami qeemat se kam honi chahiye. mazeed bar-aan, ikhtitam qeemat ibtidaiyah price se numaya tor par ziyada honi chahiye, jis mein oopri saya kam ya koi nahi aur lamba nichala saya hona chahiye.

    Click image for larger version

Name:	white_candlestick_final3-e4e39ee615a64e67906fd34b5a1e89a9.png
Views:	1
Size:	32.8 کلوبائٹ
ID:	12456971

    Formation of White Candlesticks.

    Der traders aik white candlestick ka namona bananay ke liye, closing price, opening price se ziyada honi chahiye, aur candlesticks ka body white ya sabz hona chahiye. batii ki lambai aur jism ka size mukhtalif ho sakta hai, lekin aam tor par, aik lamba jism mazboot taizi ke jazbaat ki nishandahi karta hai .

    Use Other Trading indicators With White Candlesticks.

    traders aksar deegar trading indicators aur namonon ke sath mil kar white candlestick ke namonon ko talaash karte hain taakay taizi ke rujhan ya neechay ke rujhan mein mumkina ulat phair ki tasdeeq ki ja sakay. taham, yeh note karna zaroori hai ke koi aik pattern ya isharay market ki naqal o harkat ka yaqeen ke sath paish goi nahi kar sakta, aur traders ko tijarti faislay karte waqt hamesha munasib rissk managment hikmat e amli istemaal karni chahiye .

    Click image for larger version

Name:	spinningtopdoji-52fbdec01a5b45ea9ac5676d3ab45a8e.jpg
Views:	2
Size:	36.4 کلوبائٹ
ID:	12456972

    Pattern's Predections.

    White candle, candlestick pattern ki tashkeel aam tor par market mein taizi ki nishandahi karti hai yeh is baat ki nishandahi kar sakta hai ke khredar control mein hain aur qeemat ko ouncha kar rahay hain, mumkina tor par taizi ka rujhan hai traders aksar is pattern ko khareed signal ke tor par istemaal karte hain, khaas tor par agar yeh neechay ke rujhan ya istehkaam ke marhalay ke baad bantaa hai is pattern ki khasusiyat aik lambi white ya sabz candlesticks se hoti hai jis mein aik mukhtasir ya gayab oopri saaye aur aik lamba nichala saya hota hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X