Range Closing strategy Useful Technique in Forex Trading.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Range Closing strategy Useful Technique in Forex Trading.
    Range Closing Strategy Helps ;-

    Dear Friends, yeh woh strategy hai jis may market aik he range main bounce karti rehti hai. Is bouncing may is ka high or low point approx same hi rehta hai. Is may high price major resiatance k tor pay act karti hai or low price main support ki tarha act karti hai or market in k beech main hi move karti rehti hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-05-28T211838.386.png
Views:	7
Size:	10.7 کلوبائٹ
ID:	12597047

    Is market ki type ko ham horizontal sideway ya ranging market kehtay hain. Market ko us k choppy behaviour ki wajah say choppy market bhi kehtay hain. Choppy market trending market kay opposite hoti hai.

    Indicators in Ranging Closing*Markets ;-

    ADX indicator ki value jab 25 say neechy ho gi to is ka matlab hai keh market side way trend main hai ya ranging market main hai. ADX ki value jab diminishes hoti hai to is ka matlab market may weak trend ka hona hai.

    Bollinger band in Ranging Market ;-

    Bollinger band bhi contract ho jata hai jab market main less volatility hoti hai or bollinget band expand kar jata hai keh jab market may high volatility hoti hai. is wajah say Bollinger acha tool provide karta hai market may break out ko predict karny k liye. Magar jab band expand hona start hota hai. Is condition main volatility low ho jati hai or market kafi kamm move karti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (6) - 2022-05-28T191702.654.jpeg
Views:	3
Size:	43.3 کلوبائٹ
ID:	12597048

    Jab band expand hona start hota hai to market ma volatility high ho jati hai or market ik direction may big move start kar deti hai. Range bound market ka basic idea yeh hota hai keh is k high or low point k beech main he market move karti rehti hai. Is main profit hasil karnay k liye best yeh hai keh market low k near jaye to hamy buy kar lena chahiye or jesy he high k pass ponchy to hamy sell kar dena chahiye.

    Stop Loss and Take Profit ;-

    Is may agar proper SL & TP ka istemal kiya jaye to aap ki succes ratio mostly zeyada hi ho gi or aap Sideways movements main agar is strategy par amal kar kay trasing jari rakhain to aakhir main mostly Traders profits main hi hoty hain.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-07-01T152303.407.png
Views:	5
Size:	18.4 کلوبائٹ
ID:	12597049

    Is strategy ko practice kar ky trading main aap sideways movements kay Doran bhi acha faida hasil ker sakty hain. Or time ko acha istemal kar saktay hain bjaye is ky keh aap ko boht wait krna par jaey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Range Closing strategy Useful Technique in Forex Trading.

    Assalamu alaikum I hope Kiya aap theek honge aur Market mein sahi kam kar rahe honge aapko pata hai ki Forex hamare liye important online business hai jisko Ham proper study Karke kam karenge to hamen ismein kamyabi milegi yah hamare liye sabse important online business hai technically work market mein important hota hai hard working jitna jyada Ham market mein karenge utani Hi aasani se hamen is per kamyabi milegi demo account mein jab Ham practis karte hain to use time hamen market mein bahut hi success mil sakti hai kyunki demo account mein Ham demo work karte hain aur usse hamen kamyabi milati hai proper Ham market mein study Karke kam Karen regular market ko time de to hamen usmein kamyabi mil jaati hai yah hamare liye bahut hi achcha online business hai .

    What is the range closing strategy

    Market mein jab Ham kam karne lagte Hain to use time hamen market mein mukmmal market ke support and resistance level ko check karna hota hai to hamen use time kamyabi milati hai jab Ham mukammal study Karke market mein kam Karna hai to hamen usmein proper study Karni hoti hai proper market mein work karna hota hai to aasani se hamen usmein success mil jaati hai regular market ko time de technical vibhag market mein important hota hai market ko samjhe market ko Sahi tarike se follow Karen uske bad aap market mein work karenge to aapko kamyabi milegi jab Ham extra kam karte Hain to hamen kamyabi Nahin milati hai extra kam market mein Nahin Karna hota hai

    Click image for larger version

Name:	images (64).png
Views:	35
Size:	22.3 کلوبائٹ
ID:	12456879

    Trading Explanation

    Hamen ismein sabar aur tamal ke sath kam karna hota hai to hamen ismein kamyabi bhi milati hai regular market ko follow karenge to technically work market mein important hota hai demo account hamari practis ke liye ek behtarin online account Jo log ismein without experience aur knowledge ke kam karte hain vah bhi nahin ho sakte hain kamyabi leni hai to uske liye aapko proper study karna hota hai is ko AP phaly regular time dein study Karke kam karen to aapko kamyabi milegi technically work market mein important hota hai technically jitna jyada Ham ismein work karenge to utani Hi aasani se Ham ismein kamyab ho sakte hain koi bhi work hai koi bhi message hai usko jab tak Ham proper time na de to hamen usmein kamyabi bhi nahin milati hai kamyabi leni hai to uske liye aapko proper study Karke baat karte rahana hota hai to kamyabi milati hai .

    Click image for larger version

Name:	images (63).png
Views:	4
Size:	16.2 کلوبائٹ
ID:	12456880

    Market aap ko success tab hi deti hai jab aap proper study Karen proper market mein to use time hi aap kamyab ho sakte hain Jo log ismein without experience aur knowledge per kam karte hain vah ismein kamyabi Nahin ho sakte hain ful time Dena hota hai ful message ko follow karke kam karna hota hai to uske bad bhi aur ismein kamyab ho sakte hain jab Ham market mein support demo account hamari practis ke liye hota hai practis karte rahana hota hai tu is mn hume kam krte rehna chaiye asani se hum eik achy online trader Ban sakte hein
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Range Closing strategy Useful Technique in Forex Trading.

      Introduction of Range Closing strategy.

      Dear traders Range trading kay andar, range band Trading aik aisi strategy hea joaik makhsoos tijarti taknik hai jo sarmaya karon ki janib se pehlay se mutayyan qeemat ki sthon par pozishnon ko band kar ke ghair mustahkam marketon mein apne khatray ki numayesh ko kam karne ke liye istemaal kya jata hai. yeh hikmat e amli khaas tor par din ke taajiron mein maqbool hai jo market ki mukhtasir muddat ki naqal o harkat se faida uthana chahtay hain.

      Click image for larger version

Name:	images (38).png
Views:	21
Size:	20.2 کلوبائٹ
ID:	12456896

      Method of Range Closing strategy.

      Dear traders Range Closing strategy mein kisi khaas asasa ke liye tijarti range ki nishandahi karna shaamil hai, khaas tor par tareekhi qeemat ke adaad o shumaar ko dekh kar ya takneeki tajzia ke isharay istemaal kar ke. range qaim honay ke baad, tajir range ke oopri aur nichale suron par bal tarteeb khareed o farokht ke order day ga .jaisay hi asasa ki qeemat range ke dono siray ki taraf barhti hai, tajir apni position pehlay se tay shuda qeemat ki satah par band kar day ga. is se woh market ke mukhalif simt mein jane se pehlay munafe ko band kar satke hain ya nuqsanaat ko kam kar satke hain.

      Click image for larger version

Name:	images (37).png
Views:	12
Size:	23.4 کلوبائٹ
ID:	12456897


      Additional information.


      Dear traders majmoi tor par, Range Closing strategy un taajiron ke liye aik mufeed tool hai jo apne khatray ki numayesh ko munazzam karne aur market ki mukhtasir muddat ki naqal o harkat se faida uthana chahtay hain. taham, is ke liye market ke rujhanaat ki mohtaat nigrani aur tajzia ki zaroorat hoti hai aur is ka istemaal sirf tajurbah car taajiron ko karna chahiye jo mutaliqa khatraat se mutmaen hon.

      Click image for larger version

Name:	images (36).png
Views:	20
Size:	16.5 کلوبائٹ
ID:	12456898

      اب آن لائن

      Working...
      X