Dark Cover Cloud Pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dark Cover Cloud Pattern
    Dark Cover Cloud Pattern

    Is candlesticks pattern man two candlestickts ka set hota ha. First candle bullish jab k dosri Bearish candles jo bullish k close sa oper gap sa open ho ker kam sa kam 50% of bullish candle tak ya mid of bullish candle tak close deti ha.
    Ye ak bearish Revesal candlesticks pattern ha. Ye candlestickts Pattern long bullish trend sa momentum ko bearish trend man strongly covert kerta ha. Is pattern man ak long black candle banti ha jo preceding bullish candle per dark cloud banati ha. Is pattern man buyer koshish ker market price ko open tak le ker jata han lakin seller wapas isko nicha la k close kerta han.

    Yah Ek Aisa pattern hota hai jo sirf resistance level per hi banta hai aur aap isase acchi tarike se use time per utilise ho sakte hain Jab aap aap ek acche point se entry Hasil kar lete hain.Is pattern ke banne ke bad Jaise Hi Ek sell wali candle banti hai to use point per aapko fauran entry La leni chahie aur Agar market retracement karne Upar Jaati Hai To Uske bad FIR aapko Ek Aur entry bhi le leni chahie aur aap ismein bahut jyada fayda Hasil kar sakte hain.Is candlesticks pattern man two candlestickts ka set hota ha. First candle bullish jab k dosri Bearish candles jo bullish k close sa oper gap sa open ho ker kam sa kam 50% of bullish candle tak ya mid of bullish candle tak close deti ha.Ye ak bearish Revesal candlesticks pattern ha. Ye candlestickts Pattern long bullish trend sa momentum ko bearish trend man strongly covert kerta ha.

    Click image for larger version

Name:	Dark-Cloud-Cover-Pattern.png
Views:	23
Size:	30.5 کلوبائٹ
ID:	12596941

    How to Identify

    Is pattern man jab b two candle bearish man close ho jaen to last candle sa 6 pips nicha ker k trader ko chaheye ko wo Sell ki trade open ker le. Third candle ka bearish man start hona is pattern man trade enntry confirmation ha.Jab market mein ek strong upwards trend banaa Hua hota hai aur uske bad market Mein Ek bearish candle banti hai jo aapki last buy wali candle se Chhoti Hoti Hai Magar 50% Se Badi candle Hoti Hai is candlestick pattern ko aap dark cover cloud Kahate Hain.

    Is pattern man ak long black candle banti ha jo preceding bullish candle per dark cloud banati ha. Is pattern man buyer koshish ker market price ko open tak le ker jata han lakin seller wapas isko nicha la k close kerta hanIs candlesticks pattern man two candlestickts ka set hota ha. First candle bullish jab k dosri Bearish candles jo bullish k close sa oper gap sa open ho ker kam sa kam 50% of bullish candle tak ya mid of bullish candle tak close deti ha.
    Ye ak bearish Revesal candlesticks pattern ha. Ye candlestickts Pattern long bullish trend sa momentum ko bearish trend man strongly covert kerta ha.

    Is pattern man ak long black candle banti ha jo preceding bullish candle per dark cloud banati ha. Is pattern man buyer koshish ker market price ko open tak le ker jata han lakin seller wapas isko nicha la k close kerta han.

    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	2
Size:	7.4 کلوبائٹ
ID:	12596942

    Trading with Dark Cloud

    Jab Bhi candlestick ki moment upward trend mein ho tu sabse upar pattern Hogi uske sath jo bhi candle down mein Banegi bullish pattern ki aur vah candles Hamen thoda sa market ko down Lekar aane ka Ishara Degi to vahan per Agar Ham starting point se apni trade ko sell msin open Karte Hain To Hamen Kafi Achcha resistance Mil Jata hai aur ham apni trade ko lagakar is se fayda hasil kar sakte hain Dark cloud pattern Ek Aisa pattern hai jo ki aap ko bahut jyada profit To Nahin data but agar aap Thodi Si Badi lot size lagakar take profit Lekar trade ko open karte hain to aapko profit Achcha Mil Jata Hai Kyunki Jab Bhi markets high level per hoti hai hai to Uske bad Jo candles down Mein Banti Hain vah Hamen bearish trend Mein Lekar Jaati Hain Jis per Agar Ham sell ki trade lagaen To Hamen Kafi Achcha fayda mil sakta hai.

    Jab Bhi Ham koi new trade open Karte Hain To Hamen bahut Sare candlestick patterns ko judge karna padta hai vaise To Sare hi candlestick patterns important hote hain aur unko follow karte hue Agar Ham trading Karte Hain To Hamen bahut hi Achcha fayda Milta Hai but Kuch Aise patterns Hain Jo ki bahut hi important hote hain aur Agar Hamen ko follow Karen To Hamen bahut hi Achcha profit Mil Jata Hai different type kar candlestick patterns ko use karne ke liye Jaroori hai ki aap pahle in ke bare mein information le lenge Kaise unko judge karna hai aur starting point Se Kaise Inko follow karte hue apni trade ko profitable banana hai dark cover cloud pattern 1 aisa pattern hai jo ky Hamen small trading mein bahut hi fayda deta hai agar aap short term trading Karte Hain.

    Click image for larger version

Name:	dark-cloud-cover_body_zoomedindarkcloudcoverGBPUSD.png
Views:	87
Size:	7.1 کلوبائٹ
ID:	12596943
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Dark Cover Cloud Pattern

    Dark Cover Cloud Pattern

    Dark cover cloud pattern aik takneeki tajzia chart patteren hai jisay aam tor par stock market ke tajir rujhanaat mein mumkina tabdeelion ki nishandahi karne ke liye istemaal karte hain. yeh patteren aik lambi surkh candle se bantaa hai jis ke baad aik siyah ya surkh candle stuck hoti hai jo pichlle din ke band ke oopar khulti hai aur pichlle din ke khulay se neechay band hoti hai. doosri candle ka misali tor par oopri saya lamba hona chahiye, jo is baat ki nishandahi karta hai ke belon ne qeemat ko ouncha karne ki koshish ki lekin raftaar barqarar rakhnay mein nakaam rahay .

    Dark cover cloud patteren ahem hai kyunkay is se pata chalta hai ke bear ne market ka control sambhaal liya hai aur imkaan hai ke mustaqbil qareeb mein qeematon ko kam karna jari rakhen ge. taham, taajiron ko is patteren ko reversal signal se tabeer karte waqt mohtaat rehna chahiye, kyunkay yeh rujhan isi simt mein jari rehne se pehlay aik earzi istehkaam ki alamat bhi ho sakta hai .

    Kisi bhi takneeki tajzia ke patteren ki terhan, dark cover cloud patteren ki bunyaad par tijarti faislay karne se pehlay deegar awamil jaisay market ke jazbaat, khabron ke waqeat, aur bunyadi tajzia par ghhor karna zaroori hai .

    Click image for larger version

Name:	download.jpeg
Views:	21
Size:	7.3 کلوبائٹ
ID:	12456727

    Purpose of Dark Cover Cloud Pattern

    Dark cover cloud patteren ka maqsad taajiron ko stock market ke rujhanaat mein mumkina tabdeelion ki nishandahi karne mein madad karna hai. patteren ahem hai kyunkay is se pata chalta hai ke bear ne market par control haasil kar liya hai aur imkaan hai ke mustaqbil qareeb mein qeematon ko kam karna jari rakhen ge .

    Dark cover cloud patteren ko pehchan kar, tajir bakhabar tijarti faislay kar satke hain, jaisay sale order dena ya lambi position band karna. taham, yeh yaad rakhna zaroori hai ke patteren takneeki tajzia mein istemaal honay walay bohat se tools mein se sirf aik hai, aur kisi bhi tijarti faislay se pehlay usay tajzia ki deegar techniques, jaisay bunyadi tajzia aur market ke jazbaat ke sath mil kar istemaal kya jana chahiye .

    Click image for larger version

Name:	Dark-cloud-cover-formation-1024x716.jpg
Views:	12
Size:	41.9 کلوبائٹ
ID:	12456728

    Use of Dark Cover Cloud Pattern

    Dark cover cloud pattern aik takneeki tajzia chart patteren hai jisay traders up trained mein mumkina tabdeelion ki nishandahi karne ke liye istemaal karte hain. is ki khasusiyat aik lambi bullish candle se hoti hai jis ke baad aik bearish candle hoti hai jo pichlle band ke oopar khulti hai lekin phir pehli candle ke wast point ke neechay band hojati hai. bearish candle pichli candle ki ziyada tar range par muheet hai, is liye is ka naam" dark cover cloud" hai .

    Traders aam tor par dark cover cloud patteren istemaal karte hain taakay up trained mein muzahmat ki mumkina sthon ki nishandahi ki ja sakay. agar patteren aik ahem muzahmati satah ke qareeb waqay hota hai, to yeh ishara day sakta hai ke qeemat ke ulat jane aur kam honay ka imkaan hai. patteren ki tasdeeq deegar takneeki isharay jaisay hajam, trained lines, ya harkat pazeeri ost se ki ja sakti hai .

    Yeh note karna zaroori hai ke koi bhi patteren mustaqbil ki qeematon ki naqal o harkat ki zamanat faraham nahi kar sakta, aur traders ko tijarti faislay karne ke liye hamesha dark cover cloud patteren ke sath mil kar tajzia ki doosri shaklon ka istemaal karna chahiye. mazeed bar-aan, taajiron ko –apne aap ko mumkina nuqsanaat se bachanay ke liye hamesha munasib rissk managment taknik ka istemaal karna chahiye .

    Click image for larger version

Name:	what-is-dark-cloud-cover-candlestick-pattern.jpg
Views:	17
Size:	80.6 کلوبائٹ
ID:	12456729
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Dark Cover Cloud Pattern

      Dark Cloud Pattern kia hota ha?

      Dear trader agar dark cloud pattern ke bary ma baat karein aur Is key market mein asar aur use par nazar dalen to es pattern main aik long black candle banti ha jo preceding bullish kay candle pattern per dark aur gehra cloud banati ha es pattern man buyer try ker kay market price ko open tak ley ker jata ha aur apni trade ki position teek krny ki try krta ha lakin seller wapis is ko neecha la kar close kerta han es candlesticks pattern man du candlestickts ka set hota ha. First candle bullish jab show krta ha jb kay dosri Bearish candles jo bullish kay close say oper gap say open ho kar kaam say kam 50% of bullish candle tak ya mid of bullish candle tak close deti ha aur es trah market kay trend ko smjna asan ho jata ha.
      Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	12
Size:	22.2 کلوبائٹ
ID:	12456752

      Basic Key Facts:

      Dear traders dark cloud pattern ko market mein agar trading ke taur per dekha jaaye aur Is ke trends ko technically analyse kiya jaaye aur is ko istemal kar ke trade ko behtar banane ki koshish ki jaaye to is pattern ko am use karte hue aur es ko kuch es trah sy btana kar skty han kay
      yeh*pattern*aik existing uptrend ko identify Karta hai aur es I move ko up side ki try show krta ha jis signal main movements slow ya reverse ho usay dekhna bahut zaruri hota hay .Is*pattern*main uptrend jo ha wo down trend main move krta hai.Es ki confirmation karnay ka dusra ya second candle first candle kay Aameeen tuor par mid say neechy aur bottom say thora ooper close hota ho.Ye*pattern*new down trend ki confirmation deta hai aur trading ko bhi show krta ha hmesha agr hum es ki trading technique ko discus krain tu Forex members forex trading main trading karny ka liay traditional trending market ki taraf bhi ja saktay Hein aur es sy profit bhi hasil kr sktay hain jesy ke kuch currency pairs, lakin trading market main*Dark*Cloud*Cover*Candlestick*Pattern*bhi osi trah use kar saktay hain.
      Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	27
Size:	12.6 کلوبائٹ
ID:	12456753

      اب آن لائن

      Working...
      X