Slow stochastic indicator;
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Slow stochastic indicator;
    Slow stochastic indicator aik momentum indicator hota hai, jo keh close ki location ka batata hai relatively high sa low range mein , number periods ka set mein."Indicator 0 sa 100 ka darmian range karta hai.Closing price , aik uptrend mein near high fall karti hai, aur downtrend mein near low located hoti hai.
    Click image for larger version

Name:	IMG-20211124-WA0005.jpg
Views:	4
Size:	52.4 کلوبائٹ
ID:	12596815
    Default slow stochastic setting:
    The default Slow Stochastic settings are:%K - 5 days.%K slowing periods - 3 days.%D - 3 days.All are simple moving averages.overbought level - 70%oversold level - 30%
    Formula for the Stochastic Oscillator :
    The "slow" stochastic indicator is taken as %D = 3-period moving average of %K.
    WHAT IS SLOW STOCHASTIC INDICATOR?
    slow stochastic indicators Wo hain Jo keh trend key bottom main paya jata hai aur yah 2 moving averages sa milkar banta hai aur ya moving average 0-100 ka darmiyaan banta hai , blue line k% line hai, Jab keh redline D% line hai kyunkeh D% K% motharak average redline blue line say pichay ho jaega trader continue trend ko panay key tarekey talash karta hai .Es liay Jab market ki movement slow Ho jaati Hai To movement osillator indicator provide karti hai jo aksar trend main change hony se paida hota Hai, result ka liay stochastic ko istemal karna wala trader apna chart per hone wali aik tabdeli ko indicator karte hain ,momentum trend ko change karte Hain . Jab stocks apas mein guzaraty Hain to jb blue line red line ko cross karti Hai To traders se senator mein signal layta Hain, jaisa ka ap upar tasveer mein dekh sakty hain keh stochastic trend ka through short period kay trend Ka pata chalta Hai tamam trader signals ke tarike ko improve banane ke liye use karte hain takeh in a strong kea ja sakay.
    CROSSING EXTREME LEVEL:
    Quadarate taur par hony waly signal Ko nahin Lena chahta kuch signal 2nd se jyada strong hongy, pahle filter jaise Ham oscillator kahate Hain wo laga sakte hain, jaisy cross-over kahate Hain wo le raha hai jo entahai level par hota Hai.
    FILTERED STOCHASTIC ENTRY SIGNAL:
    Oscillator aik bound hota hai jo k 0 aur 100 ke darmiyaan hota Hai . Is liye overboard ko 80 level se upar samjha jata hai dusri taraf oversold ko 20 level se niche samjha jata Hai lehza 80 sy upar hone wale cross down ko overbought level se kam possible change Kay trend ko indicate karenge. Is tarah aik cross ap Jo 20 say niche hai to oversold level say jyada chahge ko indicator kahate Hain.
    Click image for larger version

Name:	IMG-20211124-WA0004.jpg
Views:	4
Size:	53.2 کلوبائٹ
ID:	12596816
    FILTER TRADE Mein HIGHER time TRADE DECISION
    Other filters jaisy Ham include kar sakty hain wo aik trend filter hai agar hamen ek strong up trend milta Hai To possible hai stochastic oscillator zaida buy ke ho currency pair aik long period Tak rahega jise Main bahut wrong sell signals honge .ya aik strong up trend buy nahin karna chahiay kyunkeh trend mein kuch pip hain. agar hamen ek strong uptrend milta Hai To Ham buy ki entry ka waqt kams ko talash karna hoga iska matlab hai entry day chart ko dorast karna aur over sold level se upar jata Hai To buy pressure aur raftar mein kami Ka emkan Hai yah hamen buy ke liye ek signal farham karta hai jo big trend k according hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Slow stochastic indicator;

    Definition of Stochastic:

    Click image for larger version

Name:	download (9).jpg
Views:	1
Size:	9.0 کلوبائٹ
ID:	12456593

    Stochastic Oscilator Indicator aik momentum indicator ha, jis mn hm support or resistance levels ko use krty hain. Jisy George Lane ny developed late in 1950s mn kia tha. Stochastic word current market price aur price over the periOd k dermiyan relation ha. Stochastic Oscilator Indicator hmain market mn stock oversold or overbought signals deta hain. Stochastic Oscillator mn two line chart hoti ha aur is mn 0 sa 100 tk values hoti hain, is mn above 50 overbought ka signal jb k below the 20 oversold ka signal deta ha.


    Explanation:

    Stochastic oscillator ik aesa indicator ha jo hmn market ko samghne mn help krta ha yeh btata ha ki market kb khan or kese rule play krti ha market ko samghny k liye or Bhi bhut se indicator hote hain lkin yh ik aesa indicator hai jo Hamen market ke bary mn bhut c maloomat deta hai jis sy Hm market ko achi Tarah Se samajh lete hain or Market mn ik achi trade laga ke Ek acha profit Hasil kar lete hain. Kisi bhi Business mein kamyabi Hasil karna Asan Nahi Hota Business mn kmyabi Hasil karne ke liye bahut mhnt karni prti hai aur mehnat karne ke sath sath apne business rules ke according work krna parta ha. Agar hm Bhi Apne business rules ke according work Karte Hain To Ham bhi kamyabi Hasil kar lete hain isiliye Agar Ham Forex trading Mein kam Karte Hain To sabse pahle market ko samajhna bahut jaruri hai bahut se Aise ismein indicators Hote Hain Jo Hamen market ke bare mein bahut information provide karte hain isiliye Hamen chahie kya Ham is information ko gain Karen Taki Ham Forex trading mein Main trade Karke Achcha profit Hasil kar Saken.

    Click image for larger version

Name:	h.png
Views:	1
Size:	6.1 کلوبائٹ
ID:	12456592

    Overbought:

    Dear forex market mn aap jab koi bhi currency aap FIR ko body open krte Hain to aapke pass ismn jab bhi market 80 k level per hoji to aap ismn market ko dkhty hain k market over bhut ho rahi hoti hai jisse market mein apne nechy girna hota hai to aaps mn apni trade lga sakte hain, jis mn aap apni trade sale ki lga skte hain aur aap kis indicator ka istemal kar k cross-over per bhi scalping trades kr skte hain.

    Click image for larger version

Name:	download (12).png
Views:	5
Size:	10.8 کلوبائٹ
ID:	12456594

    Oversold:

    Dear jab is market mein aap kam karte Hain to aap stochastic oscillaterindicator pr kaam kh rhy hoti hai to ismn jb market 20k level per hoti hai to is point per market oversold ho rhi hoti hai jis sy market mn wapas FIR upar Jana hota hai to aap ismn upgrade lga skte hain. Agar aap ismn sooch samagh kr trade lagayenge or market ke trend ke mutabiq ke trade jaenge to aapko ismein ziada aata hoga aap aise acha profit dy skte hain Qk ik baht he zbardast indicator hai jo aapko market ke moment k bary mn acchi tarah batata hai.

    اب آن لائن

    Working...
    X