Definition of Rickshaw Man Candlesticks Pattren:

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Definition of Rickshaw Man Candlesticks Pattren:
    kat ke baray mein baseerat faraham karte hain har mom batii aik makhsoos muddat ki numaindagi karti hai, jaisay aik din, aik hafta, ya aik ghanta, aur is mein chaar data points hotay hain : opening, closing, high, aur lowCandle ka rang aam tor par mukhtalif hota hai taakay is baat ki nishandahi ki ja sakay ke aaya ikhtitami qeemat ibtidayi qeemat se ziyada thi ya kam. candlestick pattern ki kayi kasmain hain, jin mein saada single candle pattern se le kar paicheeda multi candle pattern shaamil hainandle ke kuch aam namonon mein shaamil hainYeh pattern is waqt hota hai jab iftitahi aur ikhtitami qeematein aik jaisi hoti hain, jo market mein Adam faisla ki nishandahi karti hai.HammerIs pattern mein aik lambi nichli vk aur aik choti oopri vk hai, jo is baat ki nishandahi karti hai ke kharidaron ne baichnay walon par qaboo pa liya hai aur qeemat bherne ke liye tayyar ho sakti hai.Shooting stas pattern mein aik lambi oopri vk aur aik choti lower vk hai, jo is baat ki nishandahi karti hai ke baichnay walay kharidaron par qaboo pa chuke hain aur qeemat girnay ke liye tayyar ho sakti hai.Engulfing pattern : Yeh pattern is waqt hota hai jab aik chotimom batii ko mukhalif simt mein aik barri mom batii ki lapait mein le liya jata hai, jo rujhan mein mumkina ulat jane ki nishandahi karta hai.Harami Pattern: Yeh pattern is waqt hota hai jab aik choti mom batii ke baad aik barri candle stuck mukhalif simt mein aati hai, jo rujhan mein mumkina ulat phair ki nishandahi karti hai.Traders tijarti faislay karne ke liye deegar takneeki tajzia ke tools ke sath mil kar candle stuck patteren ka istemaal karte hain, jaisay ke support aur muzahmat ki sthon ki nishandahi karna, stap loss orders ka taayun karna, aur tijarat ke liye dakhlay aur kharji raastoon ka taayun karna.



    Purpose of Patterns In Forex Trading

    ke rdobdl ki nishandahi karne mein madad karna hai, jis se inhen munafe bakhash tijarti faislay karne mein madad mil sakti hai. qeemat ke chart par patteren ka tajzia karkay, tajir kaleedi support aur muzahmati sthon ki nishandahi kar satke hain, jo woh sthin hain jin par qeemat tareekhi tor par uchalnay ya totnay ka rujhan rakhti hai.Tajir is maloomat ko tijarat ke liye dakhlay aur kharji raastoon ke sath sath mumkina nuqsanaat ko mehdood karne ke liye stap las order ke liye istemaal kar satke hain. patteren taajiron ko market ke jazbaat ki nishandahi karne mein bhi madad kar satke hain, jo ke kiskhaas currency jore ke tain taajiron ke majmoi rawayya ki taraf ishara karta hai.Pattern ka tajzia karkay, tajir is baat ka taayun kar satke hain ke aaya market mein taizi hai ( oopar ke rujhan ke haq mein ) ya mandi ( neechay ke rujhan ke haq mein ), jis se inhen ziyada bakhabar tijarti faislay karne mein madad mil sakti hai. is ke ilawa, patteren taajiron ko market ke mumkina ulat phair ki nishandahi karne mein madad kar satke hain.Misaal ke tor par, agar aik currency ka jora kuch arsay se oopar ki taraf rujhan kar raha hai aur aik aisa namona banana shuru kar deta hai jo mumkina neechay ki taraf ulat jane ki nishandahi karta hai, to tajir mumkina qeemat mein kami ka faida uthany ke liye currency ke jore ko farokht karne ka intikhab kar satke hain.Majmoi tor par, pattern forex trading mein aik ahem tool hain kyunkay yeh traders ko market ke rujhanaat aur jazbaat ke baray mein qeemti baseerat faraham karte hain, jo inhen ziyada bakhabar aur munafe bakhash tijarti faislay karne mein madad kar satke hain .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Definition of Rickshaw Man Candlesticks Pattren:

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Rickshaw Man Candle


    Rickshaw man candle doji candle family se taluq rakhne wali candle hai, jiss ko aam tawar par "Long-legged" candle bhi kaha jatta hai. Rickshaw man candle prices ka ka matlobba timeframes main open aur close aik hi hotta hai, ya bulkul close hotta hai, lekin candle k upper aur lower side par long shadow ya wick hotti hai. Ye candle wese to dekhne main mukamal tawar par aik neutral candle hai, q k cansle k upper aur lower side dono taraf shadow ya wick ki lambaye same hotti hai. Jis se candle zahir hotta hai, k muntakhib karrda timeframe k dawraan candle par bullish aur bearish pressure barrabar tha.

    Click image for larger version

Name:	IMG_20230204_125417.png
Views:	2
Size:	37.2 کلوبائٹ
ID:	12456529

    Candle Formation


    Rickshaw man candle ki shape baqqi doji candles se thora sa mukhtalif gai, jab k doji star candle se melta julta hai. Ye candle price chart main mukhtalif color ho sakta hai, lekin kaam iss candle ka same hota hai, jo k normal ya trend market main neutral aur high ya low price area main dosre candles k sath trend reversal ka. Candle ki formation darjazel tarah se hoti hai ;

    Click image for larger version

Name:	images (11).png
Views:	3
Size:	1.3 کلوبائٹ
ID:	12456530

    Rickshaw Man Candle: Rickshaw man candle prices upper aur lower sides par aik lambba wick bannane k baad wapis apne open position par close ho jatti hai. Candle k banne k pechay ki psychology ye hai k pehle qeemat aik side par ziadda harkat kartti hai, lekin baad main dosree tarraf se dabao ziadda hone ki waja se qeemat wapis apnni open position par a jatti hai.

    Explanation


    Rickshaw man candle aik neutral candle honne ki waja se top trend aur bottom trend par behaviour tabdeel karti hai. Ye candle doji star candle se melti julti hai, aur aam tawar par is ko "Long-legged" doji candle kaha jatta hai. Candle ki high aur low same shadow bananti hai, jab k open aur close same price ki hotti hai. Market k sideways trend ya continue trend main ye candle trend continuation ka kaam kartti hai. Rickshaw man candle ko na to bullish candle tasawar kia jatta hai aur na hi beariah, q k ye candle bagher real body ki hotti hai. Candle aggar prices k top par ya bullish k top trend par ban jaye to bearish trend reversal ka kaam kartti hai. Jab k low prices ya bearish trend k end main banne ki wajja se bullish trend reversal ka kaam kartti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (10).png
Views:	2
Size:	8.5 کلوبائٹ
ID:	12456528

    Trading


    Rickshaw man candle aggar normal prices ya low trend wale position par bantti hai, to ye neutral candle hi tasawar hotti hai. Jab k top trend aur lower trend main candle ka rawaya badal jatta hai, jo trend reversal ka kaam kartti hai. Single candle par trading se behtar result hasil karnne k leye candle ka timeframe hamesha ziadda select kia karen. Pattern par trading karnne se pehel pattern ki position aur trend confirmation lazzmi kia karen, q k ye candle bohut riski candle sabbit ho saktti hai. Candld prices k top trend k baad banne par aggli bearish candle par market main sell ki entry karen. Jab k low trend wale area main banne par candle k baad confirmation white candle par buy ki entry karen.Stop Loss Bearish Trend reversal main candle k wick k top par jab k bullish trend reversal main candle ki wick k lower position par set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (5).jpeg
Views:	4
Size:	30.3 کلوبائٹ
ID:	12456527

    اب آن لائن

    Working...
    X