Trading with Morning Star candlestick pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading with Morning Star candlestick pattern
    ar Candlestick Pattern ak takneeki tajzia mein taizi se ulatnay wala patteren hai. yeh teen mom btyon se bantaa hai aur neechay ke rujhan ke baad hota hai. patteren mumkina rujhan ke ulat jane aur oopri rujhan ke aaghaz ki nishandahi karta hai. teen mom batii jo morning star patteren banatay hain woh hain : aik lambi surkh ( ya siyah ) candle stick, jo farokht ke mazboot dabao aur neechay ke rujhan ke tasalsul ki numaindagi karti hai. aik choti mom batii, ya to sabz ( ya safaid ) ya surkh ( ya siyah ), jo market mein Adam faisla aur rujhan mein mumkina tabdeeli ki numaindagi karti hai. aik lambi sabz ( ya safaid ) candle stuck, jo khareed ke mazboot dabao aur rujhan ke ulat jane ki tasdeeq ki numaindagi karti hai. morning star patteren ki durustagi ki tasdeeq karne ke liye, tajir aksar izafi tasdeeqi signals talaash karte hain, jaisay aala tijarti hajam ya ahem muzahmati satah se oopar ka waqfa. yeh note karna bhi zaroori hai ke patteren hamesha qabil bharosa nahi hota hai aur ghalat signal peda kar sakta hai. lehaza, is ki durustagi ko badhaane ke liye usay dosray takneeki isharay aur tajzia ke alaat ke sath istemaal karne ki sifarish ki jati hai.

    Importance*of*Morning*Star*Patterns :

    Dear traders market ma different patterns bahut zyada useful hote hain aur hamari trading ko profitable banane mein bahut hi important role play karte hain isliye aapko market Mein jitni bhi patterns hain unko samajhne ke liye koshish Karni chahye es morning*star*kehty hain. Asy points par trade open karny ma risk kam hota hai or profit acha mel sakta hai. Es k sath hamy phr b stop loss or take profit tool set karny chahe. Forex ma jo market par bahrosa karta hai wo hamesa account he wash karwa bethta hai. Forex ma kamyab wo hota hai jo apny account ki khud hefazat karta hai. Forex ma chahe ap apni entery point par jetny b sure k


    Purpose of Morning Star Candlestick Pattern

    ray aur tajzia ke alaat ke sath istemaal karne ki sifarish ki jatiMorning star candlestick pattern ke baray mein kuch ahem nakaat yeh hain : morning star patteren aik taizi se ulatnay wala patteren hai jo neechay ke rujhan ke baad hota hai. patteren teen shamon se bantaa hai : aik lambi surkh ( ya siyah ) candle stuck, aik choti mom batii ( ya to sabz ya surkh ) aur aik lambi sabz ( ya safaid ) shama daan. pehli candle stick mazboot farokht ke dabao aur neechay ke rujhan ke tasalsul ki numaindagi karti hai. doosri candle stick market mein Adam faisla aur rujhan mein mumkina tabdeeli ki numaindagi karti hai. teesra candle stick kharidari ke mazboot dabao aur rujhan ke ulat jane ki tasdeeq ki numaindagi karta hai. patteren ki durustagi ki tasdeeq ke liye traders aksar izafi tasdeeqi signals talaash karte hain, jaisay aala tijarti hajam ya ahem muzahmati satah se oopar ka waqfa. morning star patteren hamesha qabil aetmaad nahi hota hai aur yeh ghalat signal peda kar sakta hai, is liye is ki durustagi ko badhaane ke liye usay dosray takneeki isharay aur tajzia ke alaat ke sath istemaal karne ki sifarish ki jati hai .


  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading with Morning Star candlestick pattern

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Morning Star Candlestick Pattern



    Morning star candlestick pattern mukhtalif candles par mushtamil aik strong bullish trend reversal pattern hai, jo k prices k bottom ya downtrend main bannta hai. Ye pattern "Evening Star Pattern" k opposite formation main bantta hai, jab k "Morning Doji-Star Pattern" se mushabehat rakhta hai. Ye pattern prices k bottom main banne ki wajja se prices k leye mumkinna tawar par aik bullish trend reversal ka kaam kartta hai. Pattern ki dosree candle aik small real body wali hotti hai, jo k prices ko mazzeed bearish gerne se bachatti hai, jiss market par bulls ka ghalbba a jatta hai, aur qeematen upper side par chalnna shoro kartti hai.

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	87
Size:	11.3 کلوبائٹ
ID:	12456537

    Candles Formation


    Morning Star candlestick pattern teen candles par mushtamil hai, jiss main har aik candle aik dosre se mukhtalif formate main bantti hai. Pattern ki pehlee candle trend k mutabiq bearish candle hotti hai, jab k dosree candle aik small real body main bullish ya bearish dono ho saktti hai, jab k teesree candle bullish candle hotti hai, jis ki tarteeb darjazzel hai;

    Click image for larger version

Name:	morning-star-1024.jpg
Views:	30
Size:	63.2 کلوبائٹ
ID:	12456538

    1. First Candle: Morning Star candlestick pattern main pehlee candle aik long real body wali strong bearish candle hai, jo k market main bearish taqqat dekhatti hai, ye candle normal aik black ya red color main bantti hai.

    2. Second Candle: Morning Star candlestick pattern ki dosree candle aik small real body main hotti hai, ye candle aam tawar par aik star candle bantti hai, jis ka open aur close aik dosre k bohut qareeb hotta hai. Pattern ki dosree candle kisi bhi color main ho saktti hai, lekin position is ki lazmi bearish candle k baad honni chaheye aur size main small honni chaheye. Star candle pehlee candle se gap main open aur close hotti hai.

    3. Third Candle: Morning Star candlestick pattern main teesree candle aik strong real body main hotti hai, ye candle bullish trend ki white ya green ki color main bantti hai. Bullish candle dosree small candle k close k baad open hotti hai, jab k pehlee candle k midpoint se above close hotti hai.


    Explanation

    Morning star candlestick pattern prices k top position par banne ki wajja se prices k leye bullish trend reversal ka kaam kartti hai. Ye pattern bearish, star candle aur bullish candles par mushtamil hai, jo "Morning Doji-Star Candlestick Pattern" se mushabehat rakhta hai. Pattern ki dosree small real body wali star candle prices ko mazzeed bearish janne se roktti hai, aur third bullish candle ki waja se bullish trend main tabdeel karwa detti hai. Morning Star candlestick pattern ki pehlee strong bearish trend market main sellers ki pressure ko dekha rahee hotti hai, lekin dosree small star candle is pressure main kammi ka sabbab bantti hai, jab k teesree long bullish candle market main buyers ka control aur trend change ka signal detti hai. Ye pattern ziadda bottom position par strong reaction detta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (2).jpeg
Views:	7
Size:	23.9 کلوبائٹ
ID:	12456536

    Trading

    Morning star candlestick pattern main teesree candle prices k tabdeeli ki wajja bantti hai, lekin market main sirf in pattern ki wajja se entry nahi ki ja saktti hai, bulke is k leye mazeed confirmation indicator ka signal ye bullish confirmation candle ki zarorrat hotti hai. Morning Star candlestick pattern main agar teesri candle pehlee candle k midpoint se above ja k close hotti hai, to ye aik strong signal detti hai. Agar pattern k teesree candle k baad bullish candle banne par market main buy ki entry ki ja saktti hai. Stop Loss pattern k sab se bottom position ya star candle k lower price se two pips below set karen.

    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	78
Size:	20.0 کلوبائٹ
ID:	12456535
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Trading with Morning Star candlestick pattern

      Trading with Morning Star candlestick pattern:

      Dear my Friends Morning start pattern forex market main trading ke liay acha chance provide kerta hai ky jab market continuously downtrend main movement ker rehi ho tou aesy main jab market apni support per ponch ker aik aesi candle complete kery jin ki body small ho lekin dono taraf ko equal wick Ho tou usky complete hony ky bahd market reverse direction main mean uptrend main movement kerna shoru ker deti hai isliay jab bhi market ki downtrend main movement per morning start pattern ban chuka Ho tou aesy time per ham trade open ker ky market ki resistance tak take profit set ker lain tou hamain bohot acha profit hasil ho sakta hai aesa chance kabhi kabhi milta hai lekin jab bhi market main aesa pattern creat ho chuka ho tou hamain buy main achi lot use kerty huey trade open ker leny per bohot acha profit bhi hasil ho sakta hai tou hamain aesy pattern ka knowledge bhi hona chahiay aur is per hony wali market ki movement ka bhi pata hona chahiye ke ham is achy chance se faida utha sakain.

      Click image for larger version

Name:	morning 1.jpg
Views:	15
Size:	55.5 کلوبائٹ
ID:	12456618

      Morning Star candlestick pattern ko samjna:

      Dear forex Members partner Market mein different patterns Hamare liye bhot zyada useful hote hain aur Hamari trading co profitable Banane mein bahut hi important role play karte hain isliye apko market Mein jitni bhi patterns Hain unko samajhne ke liye koshish Karni chahiye Is Tarah morning star pattern ke Hawaly se apko information share ki hai ap ke complete learning Hasil Karke apni trading co profitable Banane mein bahut jyada help answer kar sakte hain.

      Explanation of Morning Star candlestick pattern:

      Dear Sisters and Brothers forex market mai bohot sary candle stick pattern hai jin ko use kar ke hum analysis kar sakty isi trha morning start pattern aik best way of trading aur analysis Hy ham is aor ais market mai trade kar sakty hai hum ne agar ais market mai trade karni hai to hum ko ais market mai ye dekhna hai k hum agar ais market mai candles stick ko dekh k trade lagaty hai to confirmation k baad entry le aor aus k sath sath hum ko ais mai resistance aor support par jo pattern bany aus par trade lagani chaye aus se hum ko faida hota hai agr hum ais market mai achi trade laga lety hai to aus par hum acha profit bana sakty hai aor aus se hum apna account growth kar sakty hai ais market mai hum jinti zayda mehnat karty hai hum ko ais market mai atna hi zayda faida hota hai agar hum ais market mai plan acha banaty hai to kamyab ho sakty hain. pattern ki madad se hum forex business mein bohot hi ziada achi tarah se work kar saktey hein aur forex ki totally market chalti hi candles par hey aur agar hum inki confirmation ko achi tarah se seekh len to hamen market mein daily basis par itni ziada opportunities milti hein keh hum sambhaal hi nahin saktey hein aur candlestick ko jo bhi achi trha se learn kar leta hey to us ko market mein har lambha ba lamha achi se achi trade milti rehti hey aur ziada tar successful traders bhi inhi ki wajha se kamiyab hotey hein kioun keh woh is mein achi learning karke daily basis par profit bana rahey hotey hein isliye hamen candlestick patterns ko zaroor achi trha se learn karna chahiye. Aur pattern per trade kerty huey ham forex market main achi trade kerty huey acha profit hasil ker lety hain tou hamain same pattern ky sath trade continue kerni chahiay ke ham trading main Baryoss sy bhi bach sakain aur hamain trade kerty huey acha profit bhi hasil hota rehy tou usky liay hamain candles ka complete knowledge hasil kerna chahiay tab ham same pattern per achi terha trade ker sakty hain.

      Click image for larger version

Name:	morning 3.png
Views:	4
Size:	5.7 کلوبائٹ
ID:	12456619

      اب آن لائن

      Working...
      X