Aslam-o-Alikum
Ummed krta hoon ke aap sub log kheriyat se hoge aaj mein aap se Donchain Channels ke bare mein information share karne jaa raha hoon ummed hai ke aap es mustafeed hoge donchain channels ko 2 tareekon se estemal kiya jaata hai ek mumkina bearish trend mein or dosra bullish trend mein or traders en 2 tareekon ko alag karne alag karne ke liye darmiyani lines ka estemal karte hainDonchain Channel trading strategy ek mayyari misal hai jaha ek trader ko hamesha market mein mujood rehna chahye or hamesha esy bahir naklane ke tareeky ko bhe talash karna chahye kynke market mein kabhe kabhar esa mahool ban jaata hai jis mein aap bahir nekal karke he aapne account ko bacha sakte hain kynke market se zid karna ek kamzoor trader ki nishani hoti hai
Bullish Approach
Bullish approach traders ko indicate krta hai ager che security ki price darmiyani lines se upper jaati hai tu ye traders ke liye lambi position banane ka eshra karti hai kynke ye bullish nishandehi karti hai trader ye dekhne ke liye long position ko barkarar rakhte hain or dekhte hain ke price upper band ko touch karte hai ager price upper band ko touch karte hai or es ke through bhe trend line break nahe hota
tb os time traders apne long position ko close kar dety hain or short position open kar lety hain or ye tawaka karte hain ke price darmiyani lines ki tarf kam ho jaye ager taham price upperi band se break ho jaati hai tu ye musalsal bullish trend ki nishandehi karta hai or trader long term position ko barkarar rakhte huwe nazar aate hain ager trader trend ke against trade karta hai tu ose sirf loss he hota hai ager koie trader trend ko follow karke trade karta hai tu wo hamesha profit mein rehta hai
Bearish Approach
or Bearish approach trader ko indicate karta hai ager che security ki price darmiyani lines se nechy aa jaati hai tb short term position open ki jaati hai trader es wakt tk apni position per faiz he rehte hain jb tk price nechly band per na aajaye ager price nechly band tk pohanch jaati hai laken eski khelaf warzi nahe karti hai tu trader aam tur per apni short term positions ko close kar dety hain or darmiyani lines ki taraf bullish trend ki tawaka mein
security per long position open kar lety hain taham ager che price nechly band se break ho jaata hai or ek mukrara wakt ke liye nechly band ke nechy mustakil tur per band ho jaati hai tu trader musalsal bearish ke trend ki tawaka mein apni short-term trade ko barkarar rakhte huwe nazar aate hain stop order ko bullish trend se bachane ke liye bhe estemal kiya jaata hai jub trader short-term position per faiz hote hain
Breakout Trading Strategy
short term trade mein medium strategy ka estemal kiya jaata hai jis mein ek trader jald se jald ek muntakhib trend mein os tawaka ke sath dakhil hote hain ke security ki pirce upperi ya nechly band se break ho jaye yani ek sustainable bullish ke through es ki mujodah ya bil tarteeb bearish ka trend zahir na jaye
Reversal Trading Strategy
es strategy mein trader reversal trend ke lehaz se long ya short position leny se pehly current position se reversal direction mein mein jaane se pehly trend ka intezar karta hain or ye dekhte hain ke market ki situation kis position mein trade karne ke liye os time sahe hai short-term ya phir long-term kynke profesional trader hamesha trend or market sitution ke according ke trade karte nazar aate hain
Reversal Trading Strategy
es strategy mein trader reversal trend ke lehaz se long ya short position leny se pehly current position se reversal direction mein mein jaane se pehly trend ka intezar karta hain or ye dekhte hain ke market ki situation kis position mein trade karne ke liye os time sahe hai short-term ya phir long-term kynke profesional trader hamesha trend or market sitution ke according ke trade karte nazar aate hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим