bhi pattern ho usko understand karna bahut ziada zaroori hota hai, usko understand kiay bagair hm trading market mein apply nahin kar saktay , es ko understand karnay ka liay sab sa pehlay define kartay hain:
Yeh aik bullish reversal pattern hai jo keh prices ka bottom mein , two days ka bearish candle per consist karta hai, 1st candle always long real body bearish candle hoti hai, aur 2nd candle engulfed hoti hai."
Important points:
pattern ka Japanese name ;" shita banare kobato gaeshi " hai.
2. Es pattern ka forecast bullish reversal hota hai.
3. Es mein prior pattern downtrend hota hai.
4. Es ka opposite pattern ; descending hawk aur Bearish harami pattern hain.
Construction of homing pigeon:
Pehli candle: Es mein pehli candle downtrend mein banti hai , pehli candle black body ki hoti hai.
Dosri candle : Es mein dosri candle black body ki hoti hai aur es candle ki body prior candle mein engulf hoti hai.
Explanations;
Homing pigeon , aik 2 line Descending hawk ka bullish counter part hota hai . Yeh bullish harami pattern sa closely related hai . Yeh sab patterns harami pattern family sa belong kartay hain.
Confirmation:
Pattern ko subsequent candles per confirm karna chahiay . Yeh misal ka tor per resistance zone ka upward breakout ho sakta hai, ya pattern ka oper close honay wali trend line. Nahin to pattern ko appearance price decline ka temporary pause ho sakta hai. Hamen careful hona chahie q keh homing pigeon ki pehli line aik resistance area form karti hai.
Esko aik picture sa understand kartay hain.
Es picture mein high wave aur opening marubozu ka darmian mein aik strong resistance zone create hua hai. Aisi market context mein homing pigeon form hota hai. Es mein 1st line opening black marubozu aik doji candle sa close ki gai hai, jo keh market ka indecision indicate karti hai. Resistance area aik month ka liay work karta hai pher price upward break out hoti hai.
Example of bullish homing pigeon:
Aik bullish homing pigeon candlestick pattern meta mein appear hua, formerly facebook stock mein. Stock higher head kar ra tha , per pher pullback phase mein enter ho gya. Price lower move hui aur phir bullish homing pigeon pattern form ho gya. Aik picture dekhtay hain:
Pattern aik gap s follow ho kar higher hua ,next day strong rise show hua. Yeh sharp rise pattern ko follow kartay huay confirmation mein help karta hai keh pullback over hai. Agar low pattern ka below trade place ki jay to large stop loss ki need hogi es trade mein . kuch traders ka liay trade nullify hogi aur kuch stop loss ki placement change krtay hain. Es mein defined profit target ni hota .
Aik aur example dekhtay hain.
picture mein dekhain aik stock PEG jo keh bullish homing pigeon per publish hua, es mein confirmation sa market price , entry level sa above close hui. Es sa trade entry level retested hua. Phr yeh target achieve karnay mein fail ho gai aur stop ho gai.
Umeed hai apko achi understanding mili hogi. Aur kuch understand na ho to poch saktay hain.

- 1st line jo aik black candle hoti hai, 2nd line ki black candle ko engulf karti hai. Es mein candle shadow ko length matter nahin karti . Pattern ki 1st candle koi bhi black candle ho sakti hai jo keh long line per appear hoti hai jesa keh : Black candle, long black candle , black marubozu candle , opening black marubozu , closing blacl marubozu etc.
- 2nd candle koi bhi black candle ho sakti hai, jo keh short ya long line ko tarah appear hoti hai jesa keh; short black candle, black candle, long black candle , black marubozu, opening black marubozu , closing black marubozu etc.2nd candle koi bhi black candle ho sakti hai, jo keh short ya long line ko tarah appear hoti hai jesa keh; short black candle, black candle, long black candle , black marubozu, opening black marubozu , closing black marubozu etBullish reversal pattern , homing pigeon downtrend mein form hota hai, q k eski zarorat hoti hai takeh reversal ko predict kar saken
Confirmation:
Pattern ko subsequent candles per confirm karna chahiay . Yeh misal ka tor per resistance zone ka upward breakout ho sakta hai, ya pattern ka oper close honay wali trend line. Nahin to pattern ko appearance price decline ka temporary pause ho sakta hai. Hamen careful hona chahie q keh homing pigeon ki pehli line aik resistance area form karti hai.
Esko aik picture sa understand kartay hain.
Es picture mein high wave aur opening marubozu ka darmian mein aik strong resistance zone create hua hai. Aisi market context mein homing pigeon form hota hai. Es mein 1st line opening black marubozu aik doji candle sa close ki gai hai, jo keh market ka indecision indicate karti hai. Resistance area aik month ka liay work karta hai pher price upward break out hoti hai.
Example of bullish homing pigeon:
Aik bullish homing pigeon candlestick pattern meta mein appear hua, formerly facebook stock mein. Stock higher head kar ra tha , per pher pullback phase mein enter ho gya. Price lower move hui aur phir bullish homing pigeon pattern form ho gya. Aik picture dekhtay hain:
Pattern aik gap s follow ho kar higher hua ,next day strong rise show hua. Yeh sharp rise pattern ko follow kartay huay confirmation mein help karta hai keh pullback over hai. Agar low pattern ka below trade place ki jay to large stop loss ki need hogi es trade mein . kuch traders ka liay trade nullify hogi aur kuch stop loss ki placement change krtay hain. Es mein defined profit target ni hota .
Aik aur example dekhtay hain.
picture mein dekhain aik stock PEG jo keh bullish homing pigeon per publish hua, es mein confirmation sa market price , entry level sa above close hui. Es sa trade entry level retested hua. Phr yeh target achieve karnay mein fail ho gai aur stop ho gai.
Umeed hai apko achi understanding mili hogi. Aur kuch understand na ho to poch saktay hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим