Day trading.
Day trading ik trading types ha jo ky ak hi din ma trade kholny or band krny ka hota ha market ma es ka amal hota ha yani jo trader just day time ma hi trade kry un ki trade long time ky liya ni hoti day trader din ma trade open krty ha or usi din band krty ha din ma kisi section ky duran jb un ko tarde milti ha ya market ki movement ky mutabi jo tader milti ha day trader un trade ma inter hoty ha or market ma movement ky hesab sy un ki tarde din ky section katam hony pr khatam ho jati ha ap ny pocha ha ky es ky liya kon sa indicators hota ha us ky day tradeing ky liya 3 indicators achy ha 1..Moving Averages2.. Bollinger bands averages 3.Relative strength index [RSI]
Importance Of Day Trading.
Day trading bahut hi important tool ha jisse aap maximum profit hasil kar sakte hain aur ismein aap short-term basis per apni trading ko jari karte hue yah daily basis per apna reason per profit hasil kar lete hain expired aur senior trader maximum friday ko day trading hi karte hain kyon ke jitne bhi expert trader hain vah advice karte hain ki aap friday market close hone se pahle pahle apni tamam trades ko har surat mein close kar diya karen otherwise aapke liye kuch problem ho sakti hain kyunki jab market close ho jaati ha uske bad Saturday aur Sunday 2 din ka gap hota ha aur sometime market bahut jyada gap ke sath open ho jaati ha jismein small account holders ke liye sometime bahut jyada problem ho sakte hain.
Trading Strategy:
Trading main har member ki apni strategy hoti ha kuch members long-term strategy ke sath trade lagate hain aur kuchh member short term strategy ko use karte hue trading karte hain to yah har member ki apne experience ki baat ha ki kaun market ko kitna samajhta ha ki kuchh member thode hi last per trade close kar lete hain kuchh member trade ko close nahin karte unko market ka pata hota ha ki market kahan se wapas aaegi aur kahan tak jayegi uske bad vah apni trade close karte hain esliye ye jin members ke pass experience nahin ha to unke liye days strategy best hai ki koi bhi trade ko ek hi din mein usi din kam ya jyada profit mein close kar le to unke liye behtar ha kyunki vah market ko bahut jyada der tak follow nahin kar sakte aur market ki bahut jyada next moment kabhi unko pata nahin hota esliye unke liye short term strategy best ha.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим