Forex ma kesy trading kay waqt stress ko dur rakhy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    well my dear friend, meray khayal say kisi bhe kaam main stress main aajanay kay main reason humari neend puri na hona hota hay ager humari neend puri hogi to hum fresh rahain gey aur humara mind bhe relax hoga aur hum focus kay saath work kar sakain gey, aur humain kisi bhe kaam ko shuru karnay say pehlay Allah kay name say shuru karna chaheay iss say humain humaray kaam main rahnumai bhe milti hay aur barkat bhe aati hay...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      Forex trading krte waqt stress mein aa jana tu ek mamool kee baat he aur taqreeban her forex trader he is halat se guzrta he is stress ko door bhagane ka tareeqa tu thori der terminal ko bnd kr k koi music sunein aur chae ya coffeee ka sath agr ap cigarette peete hein tu wo b bohat help kr skte hein is maamle mein.
      • #138 Collapse

        I think a trader need a lot of self confident for it. And we have to also keep a good control on every emotions to make us a god trader in forex business market.
        • #139 Collapse

          ji janab ap ney pocha hian k jab hum trade lagty hain toh stress min kyun chaly jaty hain wo islye kyun k hamre sath market ki knowledge nahi hoti aur nah kuch pata hota hain islye hum kabraa jaty hain k kahin lose na hojaye jis k waja se stress main rehty hain .
          • #140 Collapse

            forex trading mai hamen apne mind ko ak dam relax rakhna chahye bal k har tarhan k stress se door rahna chahye ta k hamen kisi bhi tarhan ki koi pareshani nahi ho or ham loss se bach saken...
             
            • #141 Collapse

              g han bhsi hamen trade us time krni chahiye jiss time am full free ho hamen iss men trade se pehly apny her pressure ko door krna chahiye agr hamre mind per koi bojh hoga to ham apni skills ko use nhi ker saken gy or ham ghalt trade open kr skty hen iss lie hamen chahiye k ham iss men observe kr k theek se trae kren taak hamen loss na ho
              • #142 Collapse

                trading ky dooran koshash kro ky strees me na ao balky easily ho kar kam kro agr strees me a gy to samjo ky trading ka prassure ap pr a gya he prassurized nahe hona he khod ko trading pr heavy kr ky kam kro aor relax ho kr kam kro to best ho ga warna loss ho skata he
                • #143 Collapse

                  forex me jb bhe kam kro to relax ho kar kam kro prassurized ho kr na kro best to ye ky jb bhe kam kor sakoon se kam kro to best ho ga market me satisfy ho kr kam kro apne opar trading ko sawar na kro balky khod es pr sawar ho jao to ap success he
                  • #144 Collapse

                    forex men pressure bohat zayada hota hia new traders k liay jab kuch arsa guzar jaty han to wo b thek ho jaty hai tenshun lay kar trade ni karni chaiay balky isy bilkul easy karna chaay is tara damagh pe load dalny se na to ap ko profit hony wala hia aor na he koi loss so leave it .way b ye pressure sahat k liay b thek ni hota.
                    • #145 Collapse

                      dear sir p ney pocha hian k jab hum trade lagty hain toh stress min kyun chaly jaty hain wo islye kyun k hamre sath market ki knowledge nahi hoti aur nah kuch pata/////////////
                      • #146 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: zeeshanfx
                        yes my dear ap ki bat bilkul theek he or agr ham chahty he k ham is forex trading business me zyada se zyada profit hasil kary to hamy chahiy k ham trading karty wakt stress se doo4r rahy or apny mind ko hazir rakhy or lalach se bach kar rahy
                        Jee bhai sahi baat hai agar hum trading karte howe stress me jaye ge to hum kabhi bhi achi trading nahi kar sakte aur hum apni money ko loss bhi kar dete hain.....
                           
                        • #147 Collapse

                          forex ma trading karte waqt hum stress ma is liye a jate hain ku k hame pata nahi hota ha k market aik dam s up jaye gi ya down is liye hum dar jate hain aur gali bhi kar late hain magar hame trading k waqt stress nahi lena chaiye hai balke aram se souchain market ko samjhain aur phir trade lagayain aur khud par confidence rakhain k humne sahi trade lagai ha aur koshish karain k zada knowledge gain karain
                          • #148 Collapse

                            dear jab hum trading start karte hai to humare mind per dabavo ajat hai jis se hum is struus me par jate hai ke hume loss na ho jaye is liye trading karte waqt hume apne mind ko fresh kar ke trading karni chaiye loss se nai darna chaiye klyu ke ye trading ka hissa hota hai
                            • #149 Collapse

                              Trading k doran kisi bhe kisam ka mental stress ja emotional stress ap ki trading mey kafi bigar peda ker skta hay isliye koshish kia kren k ap jab bhe trading start kren tou her trah k stress sey dor rehn or apnay mind ko bilkul fresh rakhen takay sakon sey trading ker saken.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                forx me trading karte wakt stress kese door liya jae?acha question hai beo meri advise ye hai k trade karo he tab jab stress na ho ap tamam mamlo se free hon or bilkul relaxed hon chaho to koe acha sa song suno. :D

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X