Forex ma kesy trading kay waqt stress ko dur rakhy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    forex main trading k time mently stress ko dor rakhna chaheay jitni mently stress kam ho gi utna mind acha sochy ga or achi trade kary ga jab mind fresh ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      he or agr ham chahty he k ham is forex trading business me zyada se zyada profit hasil kary to hamy chahiy k ham aur apne allah pe pura yaqeen rakhe is tarah ap ko loss ke cgance kan se kam ho ge aur mere khyal me stress hone ki sab se bari waja yahi hoti hai ke ap ko lagta hai k syed ap ki trade loss me jye gi.
      • #108 Collapse

        forex main trading k waqt hum apni stress ko door kar saktay hai aur forex main stress door rakhnay k liye humain forex trading main patience rakhni chahie hai aur hum trading main ache patience k sath best forex trader ban saktay hai aur hum forex main stress se dor reh kar khud ko best trader bana saktay hai.
        • #109 Collapse

          yes you say right i agree with you, but i think if you want to know about the key dear in this its not hard to know what the key in forex and its need to learn
          and after this learning you`ll understand what you must do in this market dear.
          • #110 Collapse

            agr ap apny kam ko sahie treqy say samajty hain to pher ap apny business main bohat sara profit haisil ker saktay hain aur agr aur zayda mehnat karain gay to profit bhe inta zayada kama saktay hain ap.Forex mai Trading kar raha hun magar mera pas Zada deposit nahi hai is liya mai Forex mai cent mai he Earn kar raha hun .... agar zada karna jata hun wo mera free margin kam Hota hai jis ki waja say mujay dar lagta hai ka mera saray deposit loss Nahi hojai .
            • #111 Collapse

              G bilkul theek kaha ke forex trading karte hue apko chahye ke apne mind ko relax rakhen aur kabhi bhi panic na hon trade karte hue,agar ap fresh mind ho kar trade karenge to phir ap apne poore skills bhi involve karenge is mein.
              • #112 Collapse

                Forex main kam ko karne ka app ko pata na ho tab tak app ko nahi karna chahye aur app ko pata ho ke app ko kam ko karna ata hay aur app ko kitna earn ho jye ga aur app ki learning aur app ki kam karne ki agher strategy achi nahi hay tu app is main kamyab nahi hoon ge aur app ko loss ho jye ga .
                 
                • #113 Collapse

                  Forex main kam knowledge wale long hi zada tension main is kam ko karte hay aur is main loss hune per is main kam ko karte hue bhi is main darte hay aur is main har wo kamyab trader hay jo market ko dekh kar kam ko kare aur is main loss jo bhi janta hoon aur is main kam nafe per bhi agree ho .wo kamyab huta hay .
                   
                  • #114 Collapse

                    ASSALAM O ALEIKUM hmmmm forex mein trading krte hoe stress ko dor is trah kia jae k apko ap hr trade shuru krne se phele ALLAH PAK ka naam lo,,,or ye socho k me jo trade kr rha hn is me nafa nuqsan dena ALLAH PAK ka kaam hai mjhe to bs mehant krni hai ,,is trah INSHALLAH ap stress free hojaoge
                    • #115 Collapse

                      Jab hum trade karne k liye market open karate hai tho hum stress iss liye lete hai k hume market k bare ma ilam nahe hote aur jo log purany trader hote hai jin ko market ki knowledge hote hai wo bilkul stress ma nahe ate aur kole dimagh se trade karte hai
                      • #116 Collapse

                        my dear friend iss ki kiya waja hoti hain jis ki waja se aap duran tradig stress main a jaty ho aik tu aap achi tarah se forex trading ki learning or practice k baad trade nahi krty ho second aap big risk k sath trade krty ho ye main reason bhi hai stress main any ki or jub aap iss tarah se trade kro gy tu aap kuch nahi daikho gy bus loss ko daikhty huye he trades open krty jao
                        :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                        • #117 Collapse

                          ic mai aap ko jab tak koi preshani na hu ap door rehtey hyn stress sey or aap koshish karen k aap fresh mind rahen ta k ic mai aap ko loss na hu ic mai khof ko mind sey nikal k trading karen
                           
                          • #118 Collapse

                            humy stress se door rehna chahiye khas tor per yaha trading kartay hue q k yeh buhat risky bussiness hae yaha halka sa mind ko kisi aur side per la k janay se loss ho sakta hae so hamain chahiye k apna mind fresh rakhain aur easy ho kar tasalli se trade karain.
                            • #119 Collapse

                              mre bhai forex me trading k waqt ap blkul fresh mind hojaen mre bhai aur phr ja kr ap trding krne bethy agr kisi qism ki b tensn lynge to mre bhai ulta apko loss hoga aur phr apko aur gusa ayega mre bhai jo k sai ni hoga mre bhai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                ASallam o Alekum , dear brother forex trading kartey wakt stree hota hai agar mujhey tou mein forex trading thori dair k liye choor kar , apney garden mein chala jata hoon,gardening ka shooq bhi hai, zehin fresh ho jata hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X