Over bought or over sold state ka Introduction
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over bought or over sold state ka Introduction
    Financial market me jab bhi hum kisi indicator ka istemal karte hen to us k leye hum market me aik khas value ka intekhab karte hen k agar indicator ki values in position se uper ya nechahy ho jaye to us waqat is ko overbought ya oversold qarar deya jata hai. Agar RSI indicator dekhen to hum dekhte hen to hum k jab bhi market me 70% prices ko cross ho jati to us waqat is price ko overbought tasar kia jata hai, jis ka matlab hota hai k market ne resistance level ko cross kar jata hai aur market me mazeed buy ka rujhan hai. Overbought jab bhi market me ho jaye mukhtalif indicators me to us k bad hamen market me mazeed market ki buy position k leye tayar hona chaheye.



    Oversold Situation kia hoti hy


    Oversold ka istemal bhi market mein bahut karte hain aur iska istemal Karke market ki downtrend direction ko acche tarike se confirm kar lete hain Kyunki oversold downtrend se related hote hain aur yah Iske bare mein complete information question karte hain kaise se traders market Mein downtrend ke signals ko confirm Karke downtrend Mein Apne sim trade open kar sakte hain aur is straight ke jariye se market Mein acchi success aur acchi earning Hasil kar sakte hain isliye Jo members market Mein overbought or oversold ka istemal karte hain to unhen market Mein relative strength index indicator Ka istemal Karna chahie Kyunki Jab aap is indicator ka istemal karte hain to use Waqt market mein au overbought aur oversold ki treading ko acche tarike se study kar sakte hain



    Overbought VS Oversold Trading Strategy


    Overbought situation me market ke moment uptrend Mein movement kar rahi hoti hai aur ismein price increase Hoti Hai To isko Ham over bout ka naam Dete Hain Hamen Iske bare mein complete information honi chahie Hamen Jyada Se Jyada over Bout Ko learn karna chahie Taki Ham overbout ko acche tarike se samajh sake account per practice karni chahie To Ham over bout se related complete information Hasil kar sakte hain demo account Hamen Iske bare mein acchi facility provide karta haiOver siold mein market ke movment downtrend Mein Hoti Hai market down traind mein moment Karti rahti hai over sold price decrease hoti hai over Bout Hamen bahut hi fi best facility provide karta hai over bath or over side donon hi market mein bahut jyada helpful Hote Hain yah market Mein Hamen uptrend aur downtrend ke signal provide Karte Hain Hamen ine donon ko acche tarike se samajhna chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Over bought or over sold state ka Introduction

    If oversold is when an asset is trading in the lower portion of its recent price range or is trading near lows based on fundamental data then overbought is the opposite .an overbought technical indicators reading appears when the price of an asset is trading in the upper portion of its recently price range

    اب آن لائن

    Working...
    X