Forex markeet se fighting krna.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    forex market ek online trading market hey is market main puri duniyaa say loog trading karty hen or harr kisi trader k apny analysis hoty hen or apny apny experience ke base par trading ke jati hey is liay har trader ko apny experience ke base par fighting karnui hoti hey profit gain karny k liay..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      ji han bilkul ye sirf risky or loss wala kam hai ager market musalsil apko loss de rahi hai to apko chahye k thora rest karein trade me or apni strategy ko strong banai jazbati na hojayen or ap sochen k ap galtian kia kar rahy hain un pe focus karo achi planning karo os se ziada pher he ap kamiyab ho sakty ho ager lalach ya jazbati ho k nahi rukt to loss hai ye apka
      • #48 Collapse

        fighting ka yeah matlab nai kay app zeada trade lagao..balkay aap tahmul mijejai say be fighting kar saktay.oar hamesha kam trade karay.zeada slefish na banay
        • #49 Collapse

          g han ap ny bohat achi baat ki hai forex trading mia new trader ko kabhi bhi market sy fight ni karni chahiya agar new trader ko loss ho gya hai to usy chahiya k wo apni ghaltion sy sabak seekhy or next time bari lot na lagey k wo ya sochy k us ka loss recover ho jy ga is sy usy bobara loss ho jy ga forex trading mai hamy loss sy bachny k lia demo account mai ziada sy ziada hard working karni chahiya ta k ham is mai loss sy bach saky or is mai earning kar saky
          • #50 Collapse

            han g forex market se fighting karna to bilkul fazul hai ap apni grip hi market mein itni zayda kar lo
            ke ap is mein zayda se zayda earn kar sko larne ka koi faida ni
            • #51 Collapse

              ziada lot ki trading se ap kay loss kay chances ziada ho jatay hain islye ap ko chahye kay ziada lot ki trades se parhaiz karain aur small trades kay sath hi satisifie rahain best of luck
              • #52 Collapse

                Bilkul dear apki bath sehi hai forex ki market se fighting karne se apko kush hasil nehi hoga loss ki alaba so apko is market se fight karne ki waja apko is market ko achi se analysis karke trade karna chayee
                • #53 Collapse

                  dear forex market ke sath hum kabi bee fighting nahi kar sakty ,. agar hum ghuse me aakar forex market se fighting karengy to hum majbooran greedy lots lagayengy. to os me bee loss hamara hee hoga . es liye hame forex market se fighting ke bajaye clever hokar trading karna chahye .
                  • #54 Collapse

                    han g aap ny bilkul theek kha hy. jab loss hota hy to insan ya smjhta hy k usy trend ki simat malum ho gai hy or vo bary lot size sy b trading kry to usy ka loss b cover ho jay ga or profit b ho jay gi but hota is k braks hy
                    • #55 Collapse

                      yes you say right my brother, keh market ke sath fighting krna sahi nahi hain aur fighting se loss hi huta han is ke elawa kuch hasil nahi huta hain ye new trader hi krty hainn ziada profit ke chaker aker ziada loss kr bethty hain aur aur hewy lot lga kr phir loss krty hain yani keh fighting shoro kr daty hain isi liye hamy khayal karn chahiye.
                      • #56 Collapse

                        bhai shahid ap ka mashwara durst ho lekan agar kissi ko nuqsaan ho raha ho or us ki trade loss mein chali jaye to woh apna loss kese poora kre agar woh or koi trade na lagaye to mere khiyaal se trade na lgana masley ka hal nahi hai balke durst trade lgana masley ka hal hai
                        • #57 Collapse

                          dosto main to kehta hun ke phle kum amount lga ke demo or experience gain krle agr loss bi hota hai to kam hoga or fighting bi nai hogi bht zada ke chkr m ak bra loss kr bethtey hai or phr fighting krte hai market ke sath ....
                          • #58 Collapse

                            new trader ko us wqt tak trade nae lagani chaheay jb tak un kay pass ek acha experince and knwoledge na ho jb tak yeh 2ono ap kay pass nae ho gy ap trade nae laga saktay agar lagain gy to los he ho ga ics leyay pehlay mehnat karain phr work
                            • #59 Collapse

                              ya hmara experience ay ka ap forex market sa faght kar ka mean ka loss ko bachany ka leya market main moner deposit kar ka ap market sa feight ne kar sakty as leya loss ko control karhn
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Kuch log loss hony kay forex market se zid laga lety hain or apni trading ko totally destroy kar dety hain aisa karna bohat ghalat hai or is se ulta nuqsan hi hota hai. Market kisi ka khayal nahi karti kay koi profit me hai ya loss me hai. Forex market apny rules kay hisab se chalti rehti hai is liay humen in rules ko follow kar kay start lena chahiay.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X