Forex markeet se fighting krna.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Forex trading har kisi k liye asaan nahi he, Har newbie trading se continuously earn nahi ker sakta, waqt k saath saath jab wo experience hasil karta jata he pehle se behtar hota jata he. Forum Bonus se ham trade kar k kafi experience Gain....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      khayal me agar ap ko month ka bonus mil gya hai or ap next month k bonus ka wait kare to app ko aisa nhi karna chahiye balky ap ko posting k sath sath pehly waly bonus se trading start kaar deni chahiye ta k ap free na bethy or profit hasil kar saky or jab aap koo profit hasil ho jaye to ap ko sath sath withdraw karewa lena chahiye kyu kk yee risky business
      • #18 Collapse

        i agree with you... hamen forex mai market k sath fighting nahi karni chahye is se hamen hi nuqsaan hoga agr hamen market mai bar bar loss horha hai to hamen mazeed learning ki zarurat hai
        • #19 Collapse

          g brother ap na bulkul theak kaha ha ager ap ko ak bar loss hoia ha to hum ko chia ka hum tread zada lot ke na open kary apny balace ko pory kerny ka leya is leya kam lot sa tread open kery to acha ha humary leya
          • #20 Collapse

            forex say logo ko fighting market achai forex good for you people can doing this working in home forex great job for us people like it
            • #21 Collapse

              G han bilkul sahe bat ha,dear hamen forex ke market men kabhe bhe fighting nhn krne chaie,agr market men fighting krengy to onmen hamen loss ho ga,to hamen apna kam apne mehnat say and apne emandari say krna chaie,ya boht he acha online business ha is ke market men hamen fighting kabhe bhe nhn krne chaie.
              • #22 Collapse

                bhai meri nazar main wo shaks bewaqof hai jo market say fighting kery ... hamay aisa kabi nai kerna chahea hamara ulta nuksaan hai.. baat new ya old ki nai hai k kon fighting kerta hain zaida ... hamay kerni hi nai chahea pakka loss hoga .. kyunky hamari galati pey hamara loss hota or hamay bardash kerna chahea
                 
                • #23 Collapse

                  main ya samjta ho k forex ki market se hum kabi bhi fight nahi kar skta hain kyun k forex ki market world k circumstance se chalti hai aur world k circumstance k bara mein hum analysis he kar skta hain other wise kase ko kuch pata nahi hota hain k market kas tarf move kara gy.
                  • #24 Collapse

                    Forex market se kabi fighting nahi karni chahiye. Agar kisi trade main loss ho jaey to us kab badla nahi lena chahiye kun k aisa na ho k jo loss ho chuka wo to khair hai us se ziyada nuqsan na ho jaey.
                    • #25 Collapse

                      foreign exchange sy combating karn to be able to mmkn hi there nhi haya aor nas hi there koi aisa kr skta haya keh who industry sy bht kuch easly hasail kr of all ga .will be principal bht mhnt ki zarorat haya phir ja kr bht kuch hasil hata haya.
                      • #26 Collapse

                        Kuch log loss hony kay Forex market se zid laga lety hain or apni trading ko totally destroy kar dety hain aisa karna bohat mhnt ki zarorat ha phir ja kr bht kuch hasil hota ha . agar ap asa nahi karoegy toh market apko hamesha harata rahy ga . . .
                        • #27 Collapse

                          bahi jan Kuch log loss hony kay forex market se zid laga lety hain or apni trading ko totally destroy kar dety hain aisa karna bohat ghalat hai or is se ulta nuqsan hi hota hai. Market kisi ka khayal nahi karti kay koi profit me hai ya loss me hai. Forex market apny rules kay hisab se chalti rehti hai is liay humen in rules ko follow kar kay start lena chahiay.
                          • #28 Collapse

                            yes ap ne sahih farmaya main to aksar is trah krta hoon keh aaj order lagay agr order loss main ja rha he to phir dosre din uske ulat double order laga deta hoon jo k kafi mufeed sabit hota he.
                            • #29 Collapse

                              Forex market sy fight karna tau sara sar bewaqoofi hy, Forex market koi hamari jageer thori he hy ka hum Forex market sy fight kryn gy, Jo Forex market sy fighting consider kar ka trading krty hyn wo hamesha loss he krty hyn, Forex trading Forex market ka mutabiq krna chaeye na ka apny zehan k motabiq,Jab market aap ko achi dekhahee dy tau tab he aap trade enter kryn otherwise best time ka wait kryn, so fight with Forex is not better for traders.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                totally agree with you new comers loss dekhte hi ghabra jate hai or phr us ko recover karne ki koshish me or loss kar behte hai or phr is forum pe aa k for ex ulta seedha bolte hai un ko chaye wo patience rakhe or achi training k sath market me utre .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X