Forex markeet se fighting krna.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    forex market say kon fight ker skta hai market may hamara koi akhtiyar nai yeh apni merzi say chalti hai so is say fight kerna bohot bawkoofi hai and ho skta hai is may banda loss b ker jay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      kabhi kabhi aesa hota hay lakin agar hamay khud pr yaqeen hay or hum ak good trader hay to hum again trade kr kay apnay loss ko recover kr saktay hay ais ma koe harj nhi hay business ma to loss atay rehtay hay ais ka matlab yeh to nhi ha keh ap business hi choor day ais ma koe tention wali baat nhi hay
      • #168 Collapse

        g haan sometimes to mind bohat kharab ho jata hai market ko dekh dekh k aur samajh nahi aati k hum kya karen aur main to aise time mein zeyada tar relax ho kar beth jata hoon k market sahi position pe aa jaye
        • #169 Collapse

          ya hmara experience ay ka ap forex market sa faght kar ka mean ka loss ko bachany ka leya market main moner deposit kar ka ap market sa feight ne kar sakty as leya loss ko control karhn................
          • #170 Collapse

            yeah woh time hota hain jis mein apko apna mind sahe sy use krna hota hain q k 1 tarf apko apna lost recover krna hota hain aur profit bhe gain krna hain tu apko trading hazir dimagh k sath krny hogy
            • #171 Collapse

              ji nahi bhi ji ap0 forex market kai sath fitghinting nahi kr skty q kai yae market hai market ko ghusa aya to yae hamary sath aisa bihave krian gi kai hum sab khuch bhool jia gai
              • #172 Collapse

                je han appne sahi kah forex ke sath fighting ka matlab app mazeet loss kerana hai kyun ke jab hum ko loss hota hai to hum zada profit ke liye jalbazi kerte hain take appne loss ko cover kersakin or yahi bari mistake kerte hgain hum
                • #173 Collapse

                  g bilkul bhai jan ap kabhi bhi ye na samjho k aap agr forex ko chor do gy to forex ko kici bhi qisam ka koi nuqsaan hoga nhi nhi yaar aap foreex se ho forex aap se nhi hai es liye dont think like that
                  • #174 Collapse

                    ji han bilkul forex market se kbhi fighting ni krni chahiye q k yahan market kb down ho kb up ho kch pta ni hai hamain bht sambhal kr trading krni chahiye aur is ko pori tarah samajh kr market k hisab se trade lagani chahiye market hamaray mutabiq kbhi ni chalti balkay hamain patience k sath market k hisab se chalna hota hai ta k hamain loss na ho fighting krnay se jzt loss hi hoga.......
                    Last edited by ; 26-06-2014, 09:21 PM.
                    • #175 Collapse

                      Forex is a good profitable business.forex market se zid laga lety hain or apni trading ko totally destroy kar dety hain aisa karna bohat ghalat hai or is se ulta nuqsan hi hota hai. Market kisi ka khayal nahi karti kay koi profit me hai ya loss me hai. Forex market apny rules kay hisab se chalti rehti hai is liay humen in rules ko follow kar kay start lena chahiay. good luck.............................................. ......................
                      • #176 Collapse

                        han main to samjhti hun kay ye cheez apnay hi paon per kuLhara marnay kay braber hay is liay main bhi ye hi kahub gi kay kabhi bhi Forex say koi bhi person fight ka na sochy warna bara loss hota hay.
                        • #177 Collapse

                          mai ye samjta hon jo trader forex market se fighting karna chata hai to wo boht bara pagal hai ku k market se kabi fighting nai ki ja sakti is liye trader ko chaye k emotion ko control mai rakhe or fighting ka na soche.
                          • #178 Collapse

                            sir forex sy ham fight ak he sort my kr sakty hy or wo profit gain kr k for example agr hamy loss ho jata hy to hamy dil chota ni krna chaeay balky hamy trading continue rakhni chaeay or bary ahtiyat sy trading krni chaeay or profit gain krna ho ga tb he ham forex sy lr sakty hy .
                            • #179 Collapse

                              well mai khabi bhi isko fighting ka naam nahi deta hun isko mai kehta hun ye apko ek learning process hai jo apko sikahta hai ke kiya sahi hai aur kiya galat aur yehi nuksaan apko ek din barda adhmi bhi banayega..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                yes dear hume market ke sath fight nai karni chaiye agar hume loss ho jaye to hume apni mistakes se learn karna chaiye na ke hume ziyada invest ke sasth phir trading karni chaiye jan bojh kar is se humara hi nuqsaan hai hume ziyada loss ho jaye ga jis ko hum suffer nai kar sake ge

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X