Definition of Bearish Pin Bar Candlestick Pattren:

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Definition of Bearish Pin Bar Candlestick Pattren:
    Dear forex member Bearish Pin bar candlestick 1 long upper tail ke sath short body ki candlestick pattern banti hai candle ki open aur close price Ek dusre ke kareeb Hona chahie yah candle Dekhne Mein doji candle Ki Tarah Lagti Hai Lekin doji candle se different Hoti Hai Kyunki doji candles take Mein body Banti hi nahin hai aur ismein short body Hoti Hai bearish pin bar ki ek long upper Tel is baat ka Ishara Karti Hai Ki Ab Jahan se price reject ho gai hai is vajah se vah dusre simit Mein Apne trend ko continue Karti Hai is main trend ki simit change Nahin Hoti Hai balki Jo candles Ek Din Bahar banti hai uski Tail ke reversal trend start hota hai donon Tarah Ke candles mein ho sakti hai but market aur price ke Jyada upper area Mein hone ki vajah se yah Bearish trend reversal ke liye Jyada famous candles hain.



    Identification:

    Dear forex member Bearish pin bar candle price ke top Mein kam supply aur zyada demand ke natije mein vajud mein Aati Hai yah candle ek strong reversal ke liye Jaani jaati hai jo ki upward side mein kisi bhi color ki real body mein ho sakti hai candles ki formation darja zail Tara se ho sakti hain.



    Explanation And Chart In Analysis:

    Dear forex member Bearish Pin bar candlestick price chart per mostly top ya bottom price per Najar aati hai aur Aksar ISI position price reversal Ho Jaati Hai yah candle Ek Sipahi ki condition Mein Najar Aati Hai Jab Bhi Kisi strong news ki vajah se price Tezi ke sath aap world rise karne ke bad Wapas Apne Lohar open price ke kareeb ja kar clos Hoti Hai To yah candle Ek long upper Shadow ke sath Hoti Hai Jiske Lower side per Ek Small real body Hoti Hai candle ke lower side per Small wick Banane se candle ki performance per Koi Asar Nahin pahrty hai lekin zyada Lamba Shadow banne se candle ki natural Ho jaayen gi real body ka color Kisi bhi Khas pattern Ka Hona Jaruri Nahin Hai Lekin is Candle ke uper price Mein Hona zyada important hai Dekhne Mein yah candle top price per banne wali shooting star candle ki hi Tarah hoti hai.



    Dear forex member Bearish pin bar candlestick pattern price ke top mein zyada bullish pressure pahrne per banti hai jisse ek Small real body ki candle ke upper side per Ek Lamba Saya hota hai jo ki candle ke real body se takriban dugna ya usse Bhi zyada banta hai yah candle ek strong generate Karti Hai Jis per confirmation ke bad Sell ki entry ki Ja sakti hai confirmation candles ka real body Mein Hona important Hai Jab Kehu candle Banane se yah candle trading ke liye invalid Ho Jaati Hai CCI, RSI indicator aur oscillator per value over bought zone Mein trade Karni chahie jisse confirmation Aur Bhi zyada mustahikam hoti hai.

    Conclusion:

    Dear forex member Bearish pin bar candlestick pattern Agar price ke top Mein banti hai to yah bullish ya bearish donon Mein Se Jis color mein bhi Ban Jaaye ye Bullish ya bearish candles hi tasawar ki Jaati Hai Kyunki yah point trend reversal ki position ho sakti hai candle ke liye price ke position zaruri hai color Nahin Hai agar aap is patterns ko acchi tarike se samajhkar trading karte hain to aapko bahut hi fayda Milta hai aur aap is market Mein Achcha profit banaa sakte hain isliye aapko Koshish Karna Hogi kya aap ismein acche se entry Le Taki aapko ismein fayda mile.

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Definition of Bearish Pin Bar Candlestick Pattren:

    Candles Ki Kitni Iqsam Hoti Hain

    Dear friends hum agr trading ma candlesticks ki bat krain tu Candles kafi iqsam ki hoti hai or candles ko samaj kar kaam karnay se kafi faida hasil kiya ja skta ha aur is say hum loss se ya account ko zero hony say bhi khud ko bachaya ja sakta ha to humen is main mehnat se kaam karna chahye aur jo bhi*candle stick*use kar rahay hain us main humen market ko mukhtalif timeframes ma check karna chahiye or achi tarha check karny kay bad hi koi bhi step leni chahiye our is cheez ki humen wesay offline ya demo par bhi practice kartay rehna chahiye kyun kay is se humen hi faida hota hai or humari earning main bhi kafi had tak izafa hota hai or humen market ko check karna ya achi tarha market ko analyse karnay k baad trade lagani bhi aa jati ha to humen is main khaas tur par jo bhi trade lagani ho woh jald baazi main nahi lagani chahiye balkay soch samajh kar or market ko achi tarha observe karnay k saath saath current trends ko bhi check kartay huay kaam karna chahiye. Candlesticks ki chand mashoor iqsaam ye hain
    Bearish candlesticks
    Bullish candlesticks
    Morning Star candlesticks
    Harami candlesticks
    Hammer and inverted hammer candle
    Three White Soldiers candle
    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	9
Size:	43.9 کلوبائٹ
ID:	12456166

    Bullish*candlestick:

    Dear traders aisi*candlestick*js main market ka trend qimtoon main increament show kar rha ho os ko ap bullish*candlestick*keh sakhtay hain ye ek useful pattern hota ha.

    Bearish*candlestick:

    Yah*candlestick*ap ko market ma trends ko technically analys krtay hoy price main down trend show krti ha jis say ap idea lga sakhty hain kay price km hony kay chances hain.

    Doji*Candlestick:

    Dear friends yeh bhi ak ahm*candlestick*hai js ki further kuch iqsaam hain ya market ma ap ko reversal trend btati hay is ka size bhi kafi km hota ha likn es*candlestick*ka shadows ni hota.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Definition of Bearish Pin Bar Candlestick Pattren:

      Thus a bearish pin bar signals is one that has a long upper tail showing rejection that price with the implication that price will fall in the near term A bullish pin bar signal has a long lower tail showing rejection of lower price with the implication that price will rise in the near term

      اب آن لائن

      Working...
      X