Rising Sun Candlestick In Forex Trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Rising Sun Candlestick In Forex Trading
    Rising Sun Candlestick In Forex Trading

    Riaing sun candle stick aik taizi se reversal patteren hai jisay ghair mulki currency ki tijarat mein mumkina kharidari ke mawaqay ki nishandahi karne ke liye istemaal kya ja sakta hai.

    Yeh pattern is waqt bantaa hai jab aik lambi bearish candle ke baad aik choti blush candle aati hai, jo pichli candle ke lo se neechay khulti hai aur –apne wast point ke oopar band hojati hai. tajir aksar taweel kami ke rujhan ke baad rising sun candle stuck patteren ko talaash karte hain, kyunkay yeh market mein mumkina ulat phair ka ishara day sakta hai.

    Taham, kisi bhi takneeki tajzia ke alay ki terhan, signal ki tasdeeq ke liye patteren ko dosray isharay aur tajzia ki techniques ke sath mil kar istemaal karna zaroori hai. rising sun candle stuck ke ilawa, bohat se dosray candle stuck patteren hain jinhein traders forex trading mein istemaal karte hain, jaisay himr, doji, aur Engulfing pattern har patteren ki apni munfarid khususiyaat hain aur usay market ke mukhtalif halaat aur mumkina tijarti mawaqay ki nishandahi karne ke liye istemaal kya ja sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (12).png
Views:	1
Size:	4.5 کلوبائٹ
ID:	12594488

    How we identify the Rising Sun

    Rising sun candlestick pattern ki shanakht karne ke liye, taajiron ko darj zail khususiyaat ko talaash karne ki zaroorat hai .

    Patteren ka aaghaz aik lambi bearish candle se hona chahiye jo market mein farokht ke mazboot dabao ki nishandahi karti hai.

    Doosri candle aik choti blush candle honi chahiye jo pichli candle ke lo se neechay khulti hai aur apne wast point ke oopar band hoti hai. pichlle bearish candle ke muqablay mein blush Candle ki body nisbatan choti honi chahiye, jo saylng pressure ke kamzor honay ki nishandahi karti hai. patteren ko taweel kami ke rujhan ke baad hona chahiye aur market mein mumkina tabdeeli ka ishara dena chahiye.

    Yeh note karna zaroori hai ke rising sun patteren ki tasdeeq deegar takneeki tajzia tools aur isharay se honi chahiye taakay ghalat signals se bacha ja sakay.

    Tajir apni tijarat ko muaser tareeqay se munazzam karne ke liye stap loss orders aur rissk managment taknik ka bhi istemaal kar satke hain .

    Click image for larger version

Name:	CDLPIERCING.png
Views:	1
Size:	6.9 کلوبائٹ
ID:	12594487

    Key Points

    Forex trading mein rising sun candle stuck patteren ke baray mein yaad rakhnay ke liye kuch ahem nakaat yeh hain.

    Rising sun pattern aik taizi se ulatnay wala patteren hai jo taweel kami ke baad mumkina kharidari ke mauqa ka ishara day sakta hai.
    Pattern aik lambi bearish candle par mushtamil hota hai jis ke baad aik choti blush candle hoti hai jo pichli candle ke lo se neechay khulti hai aur apne wast point ke oopar band hoti hai. taajiron ko signal ki tasdeeq ke liye deegar takneeki tajzia ke alaat aur isharay ke sath rising sun patteren ka istemaal karna chahiye.

    Tijarat ko muaser tareeqay se munazzam karne ke liye stop las orders aur rissk managment taknik ka istemaal kya jana chahiye. candle stuck ke bohat se dosray patteren hain jo traders forex trading mein istemaal karte hain, aur har patteren ki apni munfarid khususiyaat aur appli kishnz hotay hain.

    Click image for larger version

Name:	images (8).jpeg
Views:	1
Size:	68.4 کلوبائٹ
ID:	12594486
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Rising Sun Candlestick In Forex Trading

    WHAT IS A RISING SUN CANDLESTICK PATTREN :




    Rising sun ak bearish to bullish trend reversal candlestick pattern ha ya rising sun pattern jasa he banata ha to ya stock ke price ko lower sa upwards ke janab reversal karta hua la kar ata ha. Ya rising sun pattern jab banay ga to is sa phakay market ke price lower ke traf strongly ja rahi ho ge or stock ke price lower ke traf jati hoi long downtrend ko bana rahi ho ge or jo ya rising sun pattern ho ga ya market ma is downtrend ka bottom sa open ho ga or ya jasa hi banay ga to ya market ma jo downtrend ho ga is ko end kar da ga or market downtrend sa reversal hoti hoi upwards ke traf jay ge or ya jo rising sun pattern ho ga ya lower ma two candles sa ak specific sequence ma bana ho ga jo ka market ko higher ke traf reversal kar raha ho ga. Is rising sun pattern ka huma is ka name sa hi pata chal jata ha jasa hi sun rise hoti ha yo sun lower sa upwards ke traf jata ha or same is pattern ma bhi is trha sa hota ha jab ya sun rising pattern banta ha to ya market ko higher ke traf la kar jata ha. Ya jo rising sun pattern ho ga ya lower ma support level ka near ma banay ga or ya jab support level ka near ma banay ga to ya market ka higher ke traf reversal ma ak strong strength ko bana raha ho ga or market ko higher ke traf push kar raha ho ga.




    FORMATION OF RISING SUN CANDLESTICK PATTERN :




    Rising sun candlestick pattern ke formation two candles sa mil kar hoti ha or is ki ya jo formation hoti ha ya market ma lower ke traf ak specific sequence ma hoti ha. Jab ya rising sun pattern ban raha hota ha to is sa phalay ak downtrend chal raha hota ha or stock ke price strongly lower ja rahi hoti ha or jo is rising sun pattern ke first candle banti ha ya is strong downtrend ka lower ma banti ha ya jo first candle hoti ha ya ak long real body bearish ke candle hoti ha jo ka is ma start ma ban kar previous downtrend ko follow karta hua stock ke price ko lower ma la kar jati ha or ya jo first candle hoti ha ya red ya black colour ke banti ha jo ka market ke price ko lower ma la jata hua new lower point ko bana rahi hoti ha or ya fully long real body sa bani hoti ha or is rising sun pattern ke is first bearish ke candle ka close hona ka bad ak small lower ka gap ata ha jo ka market ko lower la kar jata ha or is lower gap ka low sa is pattern ke second candle open hoti ha or jo ya second candle hoti ha ya ak long bullish ke candle banti ha jo ka market ko lower sa higher ke traf reversal karti ha ya second candle green ya white colour ke hoti ha jo ka stock ko higher ke traf reversal karta hua la kar jati ha or ya last second candle ko is pattern ke first candle ka middle sa high ma market ko lay jay ge.




    TRADING WITH RISING SUN CANDLESTICK PATTERN :




    Is rising sun candlestick pattern ma traders ko market ke price ka bearish sa bullish ke janab reversal ho kar jana ka signal mila ga jab ya rising sun pattern banay ga to is pattern sa phalay market ma bear ka control ho ga or ya jo bear ho ga ya stock ke price ko lower ke traf push karta hua la kar ja raha ho ga or lower ke traf la jata hua strong downtrend ko bana raha ho ga or jasa hi ya rising sun pattern banay ga to is ke jo first candle ho ge ya huma market ka lower jana ka bata rahi ho ge or ya jo first candle ho ge ya fully bear ka control sa bani ho ge or ya market ko lower ke traf la ja rahi ho ge or high bear ka pressure ka bata rahi ho ge or is pattern ke first candle close ho gebor lower ke traf jo small shadow banay ga ya bhi bear ka pressure sa hi banay ga or stock ke price ko lower la kar jay ga magar jasa hi is rising sun pattern ke second candle open ho ge to jo bear ka control ho ga ya second candle os ko lost kar da ge or market ma bull ka control a jay ga or ya bull a kar market ko higher ke janab reversal kar da ga or jo is rising sun pattern ke second candle banay ge ya fully bull ka control sa banay ge or market ka higher ke reversal ka signal da rahi ho ge or traders is rising sun pattern ka complete hona ka bad is ke first candle ka higher sa buy ke trade ko enter karay ga or is ka stop loss second candle ka lower ma set karay ga.

    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Rising Sun Candlestick In Forex Trading

      Rising wedge chart pattern:

      Dear Friends Rising wedge chart pattern rising wedge sa hame ya samjh arhi hai ka ek chezz upar se necha ki taraf arhi ho bilkul isi tarah ya chart pattern I kam karta ha isa bnana ke lie hama 2 support or 2 resistance ki zarurat parti ha ham support or resitance line wick to body ya wick to wick bhi bna sakta hain suppose krein market upar jari ha or retrace krt ha fir market dobara sa direction ma jati hai or dobara sa retrace krti ha isi doran ham ek line support pe lagai gy downtrend sa uptrend or ek line resistance pa lagaye ga curved is tarah ham ya rising wedge ko bana lain ga agr koi bi candle rising wedge upr crossing da jae to ya pattern invalid hojay ga.

      Click image for larger version

Name:	rising 1.png
Views:	2
Size:	9.9 کلوبائٹ
ID:	12454525

      Importance of Rising wedge chart pattern:

      Dear Friends trading me agar aap apne technical analysis ko complete karna chahte hain, to ismein apko market mein falling wedges aur rising wedge isko carefully study karna hota hai. Otherwise ap successful trading nahin kar sakte hain kyun ki agar ap market mein completely profitable trading karne ke liye technical analysis ko complete karte Hain, to usmy apko different voh jisko carefully focus karna hota hai.

      Explanation of Rising wedge chart pattern:

      Dear forex members wedges ki bohot zyada importance hoti hai aur ismein aapko bohot achi entry mil sakhti hai Dear member Forex trading mein jab aap different important candlestick pattern ko carefully focus karte Hain, to definitely isliye apko bohot zyada advantages available ho sakte hain Technical analysis ko complete karna chahte hain to ismein aapko Wedge kay concept ko achi tarah focus karna hota hai Forex trading market main aapko hamesha different important candlestick pattern ko carefully study karke inko apni trading main include karna hota hai, otherwise aap successful trading nahin kar sakte hain Junior members ke liye aaj main candlestick pattern mein included ek bahut hi famous topic, jisko aap falling wedge candlestick pattern or rising wedge candlestick pattern ke naam se jante Hain, is related kuch important aur valuable information ap se share karna chahta hu.

      Click image for larger version

Name:	rising 3.png
Views:	1
Size:	8.8 کلوبائٹ
ID:	12454526

      اب آن لائن

      Working...
      X