confluence in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    confluence in forex trading
    what is confluence in forex trading


    confluence forex trading kay ley addition he hota hey or forex market mein excellent technical tool kay tor par estamal keya ja sakta hey forex market ko filter karnay kay ley ap es trading tool ka estamal kar saktay hein mesal kay tor par RSI tool overbought kay tor par estamal keya ja sakta hey hallat ko identify karnay kay ley ager ap bearish candle stick pattern ko identify karnay kay ley mehnaay say kam kartay hein bearish trend reversal janay ka imkan barah jata hey yahan par candle stick pattern ka indicator shamel hey
    trading strategy aik imkani game hey ap forex market mein trading strategy kam jeet or risk o reward ratio lay saktay hein ya ap har jain es ka matlab yeh nahi hota hey keh ap koi r strategy ka estamal kar saktay hein ap indicatr ka estamal kartay hovay majodah strategy ko behtar bana saktay hein


    confluence work in forex trading


    indicator forex trading ke strategy ke confirmation bohut zyada help full hotay hein forex market mein indicator ko shamel karnay kay ley ap ko proce action or technical indicator ka estamal karna chihay apni trading strategy ko samjhna chihay bad mein es kay motabaq indicator ko shamel karna chihay
    tahum mere ray mein price action kay indicator ko shamel karna zaroore hey ap modarja zail technical tool or indicator ko shamel kar saktay hein
    candle stick pattern
    Fibonacci golden tool
    key levels
    S&D zones
    chart pattern
    yeh forex market mein 5 mashhor sungom hein es ka matlab yeh nahi hey keh main aik he trading set up kay ley 5 sungom ka estamal karon ga yeh forex market mein trading ke sorat e hall par depend karta hey kai dafa shadeed marke kay hallat or oljhan ke wajah say ap ko trading set up ko behtar karnay kay ley r winning kay imkanat ko increase karnay kay ley es ko shamel karnay ke zaroorat hote hey Click image for larger version

Name:	wewrrt.JPG
Views:	1
Size:	42.2 کلوبائٹ
ID:	12594418
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: confluence in forex trading

    In forex trading, confluence refers to the coming together of two or more technical indicators or other factors that suggest a potential trading opportunity. It is the point at which multiple signals or indicators line up to confirm a potential trade.
    Confluence can be a powerful tool in forex trading because it provides traders with additional confirmation that a trade is likely to be profitable. When multiple factors point in the same direction, it increases the likelihood that the trade will be successful.
    For example, if a trader sees that a trendline and a moving average are both pointing in the same direction, this is a confluence of signals that suggests a high probability of a successful trade. On the other hand, if the trendline is pointing up and the moving average is pointing down, there is no confluence, and the trader may want to wait for additional signals before making a trade.
    In summary, confluence is a term used in forex trading to describe the convergence of multiple indicators, technical analysis tools or other factors that suggest a potential trading opportunity.
    • #3 Collapse

      Re: confluence in forex trading

      what is confluence in foreign exchange trading


      confluence foreign exchange buying and selling kay ley addition he hota howdy or foreign exchange market mein top notch technical device kay tor par estamal keya ja sakta whats up foreign exchange market ko filter karnay kay ley ap es buying and selling device ka estamal kar saktay hein mesal kay tor par RSI device overbought kay tor par estamal keya ja sakta hi there hallat ko become aware of karnay kay ley ager ap bearish candle stick sample ko perceive karnay kay ley mehnaay say kam kartay hein bearish vogue reversal janay ka imkan barah jata hello yahan par candle stick sample ka indicator shamel heytrading method aik imkani sport howdy ap foreign exchange market mein buying and selling method kam jeet or danger o reward ratio lay saktay hein ya ap har jain es ka matlab yeh nahi hota hi there keh ap koi r method ka estamal kar saktay hein ap indicatr ka estamal kartay hovay majodah method ko behtar bana saktay hein

      confluence work in foreign exchange trading




      indicator foreign exchange buying and selling ke method ke affirmation bohut zyada assist full hotay hein foreign exchange market mein indicator ko shamel karnay kay ley ap ko proce motion or technical indicator ka estamal karna chihay apni buying and selling approach ko samjhna chihay horrific mein es kay motabaq indicator ko shamel karna chihaytahum mere ray mein rate motion kay indicator ko shamel karna zaroore good day ap modarja zail technical device or indicator ko shamel kar saktay hein




      chart pattern



      yeh foreign exchange market mein 5 mashhor sungom hein es ka matlab yeh nahi whats up keh most important aik he buying and selling set up kay ley 5 sungom ka estamal karon ga yeh forex market mein buying and selling ke sorat e corridor par rely karta good day kai dafa shadeed marke kay hallat or oljhan ke wajah say ap ko buying and selling set up ko behtar karnay kay ley r triumphing kay imkanat ko expand karnay kay ley es ko shamel karnay ke zaroorat hote hiya
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: confluence in forex trading

        Assalam o alaikum guys,
        Forex trading Mein Confluence refer karti hai multiple technical indicators ki maujudgi ko jismein analysis tools ek hi signal ko confirm kar rahe Hote Hain yani ke bahut Sare indicators Apne analysis ke natije mein ek hi signal ko confirm kar rahe Hote Hain is Surat a HAL mein Samne Aane Wala signal bahut hi jyada strong Hota Hai, Misal ke Taur per Agar Ek trader donon moving average ko analyse Karta Hai Ek currency pair per aur donon indicators bullish signal hi confirm kar rahe Hote Hain to is condition ko Confluence of signal kah sakte hain Confluence of signal ek strong indication from karta hai jo kimaton ki Upar Ki Jaane moment per mabni hota hai bilkul ISI Tarah Agar Ek trader donon Sports aur resistance levels aur Char pattern ko analyse karta hai aur Tamam indicator Ek break out ki taraf Ishara kar rahe Hote Hain to yah Confluence ki ek dusri Misal hai, traders Confluence ko apni trades mein directions ki Nishan Dehi karne ke liye istemal kar sakte hain Kyunki yah Ek bahut hi Zyada possibility of outcome ko suggest Karte Hain, To Ham yah jaruri hai ki Confluence bhi dusre Tamam Forex trading terms Ki Tarah mukmmal guaranteed Tarika Nahin Hai aur traders ko chahie ki vah Hamesha proper management strategy aur dusre factors ko Jaisa ke news events aur mukhtalif economic data ko Dekhte Hue trading decisions Le skty hain.
        Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	1
Size:	33.3 کلوبائٹ
ID:	12454550
        WORKING OF CONFLUENCE :

        Dosto Confluence Forex trading mein Is Tarah kam Karti Hai Ki multiple technical indicators aur analysis tools particular trading session or strategy ko ek hi direction Mein Lekar Ja Rahe Hote hyn, Misal ke Taur per Agar Ek trader consider karta hai ki ek long position currency pair per donon moving average aur RSI yani ke relative strength index donon Paris signals provide kar rahe hain to is Baat Ko Jyada acchi Tarah confirm kiya Ja sakta hai ki Jyada probability Usi Simat Mein Hogi because Tamam indicators RSI aur moving average Usi simt Ishara kar rahi hain, overall complements Ek valuable tool ho sakta hai status ke liye jisse vah ek confirmation ke tahat apne trading decisions ko mukmmal karte hue Ek Acha profit earn kar sakte hain.

        MERITS :
        HIGHER PROBABILITY OF SUCCESS: doston Jaisa ki Ham Jante Hain Ki Jab multiple indicators aur analysis tools ek hi line Mein sem signal ya direction de rahe Hote Hain to yah ek strong nukta Samjha Ja sakta hai ki agar Ham use side per Sahi trade open Karte Hain To is Baat ke bahut jyada chances hain ki Ham kamyabi se profit hi earn Karenge.

        BETTER RISK MANAGEMENT : multiple indicators ko use karne se aur analysis ke mukhtalif tarikon ko apnate hue Ham Jyada acchi Tarah market ko samajhte hue profitable trade Anjam de sakte hain.
        OBJECTIVE DECISION MAKING:, Confluence trading pattern ke istemal se rules for indicators ko follow karte hue trader objective decisions data ke hisab se bahut acche tarike se Anjam dete Hue aur emotion ko trading ke dauran radd karte hue Ek acchi trading strategy banate Hue Ek profitable trade kar sakte hain.

        VERSATLITY: complements trading pattern ko various financial mom last mein use Kiya Ja sakta hai Jaisa ki stock fore x or physical commodity issues me.

        DEMERITS :

        COMPLEXITY: baaz okat Confluence trading pattern data or technical knowledge ko complexity Ka Shikar kar deta hai Jiske Liye huge experience chahie hota hai aur isko implement karna efectivly possible Nahin rahata.
        FALSE SIGNALS: is kism ke pattern mein bahut Sare indicators use Hote Hain lekin is baat ki Fir Bhi gunjaish rahti hai ke Jo signal is tarike se Hamen provide ho raha hai vah fals signal per mbni Ho Jiski vajah se huge losses bhi dekhne Ko Mil sakte hain.

        OVERANALYSIS: is kism ke pattern per analysis ke natije Mein Aksar Dekha Gaya Hai Ke traders bahut jyada focused Ho Jaate Hain jisse analysis ka Amal paralysis mein tabdil ho jata hai aur trader under pressure ho jata hai aur Sahi trading decisions Nahin Le pata Aur khauf ki vajah se acche mavake Waste kar deta hai.

        CONCLUSIONS :

        Doston Jaisa ki Humne Upar Di Gai information mein samjha hai k Confluence trading pattern multiple technical analysis or indicators ko milakar Ek result ke Taur per Behtar trading opportunity frahm karta hai jisse ham trading mein jyada success Behtar risk management aur acche trading decision Le paate Hain Ta ham Yahan per Hamen Kuchh mushkilat ka Samna bhi karna padta hai jismein legging indicator false signal aur complexity kabil e zikar hain, Baaz aukat aisa hota hai ki is pattern ko istemal karte hue traders over thinking ki situation Mein Chale Jaate Hain aur Sahi decision Lene se kasir Ho Jaate Hain.

        اب آن لائن

        Working...
        X