How to identify trend strength
forex market mein trend ke strength ko identify karnay kay ley chart par price kay aik paimana hota hey or raftar trend ke raftar ko live effect karte hey
trend ke strength ka tayon karnay kay live tool ka estamal kar saktay hein Fibonacci tool or candle stick pattern ka estamal kar saktay hein or forex mein chand strategies ke wazahat kartay hein ap forex market mein trend ke strength k identify kar saken gay ap baray trend ka tayon karnay or weakness kay ley identify kar saken gay keh forex market mein pehlay bara trend reversal janay walla hey
kunkeh bohut say technical indicator jes mein lagging indicator shamel hota hey forex market ke sahi paishan goi nahi kar patay hein jes mein price action tool bhe shamel keya ja sakta hey
How to determine trend strength
price action trading mein trend ke weakness ya trend ya market mein anay wallay trend ko reversal janay kay ley asan ho jata hey
Fibonacci tool ka estamal
by analysis candle stick pattern
forex market mein dono method mozon hotay hein ap forex market mein en method par amal kar saken gay aik time aay ga jab ap en tools ka sahi estamal kar saken gay chonkeh ap forex chart ko daikh kar kay en tools ke madad say trend ke identification kar saktay hein weakness ko identify kar saktay hein
Fibonacci tool weakness determine
Fibonacci tool aik aisa tool hey jo keh weakness ko determines karta hey j keh forex market mein natural number ka estamal kartay hovay imkani price level ka tayon karta hey yeh method Fibonacci level 38% 50% 61.1% or 78% shamel keya ja sakta hey
aik or cheez samjhni chihay woh aik market chart par 2 wave hote hey impulsive or retracement wave shamel hote hey market mein aik effective wave kay bad aik retracement wave ban jay ge retracement wave kay bad impulsive wave ban jay ge
78% Fibonacci retracement weak trend
ager price retrace ho jate hey to trend strength weak ho jate hey price pechlay trend ko jare rakhnay kay kabel nahi ho sakti hey
50 - 61.8% Fibonacci retracement Moderate trend
moderate trend mein ager price 50-61.8% par wapes aa jate hey to yeh forex market mein aik strong trend ko identify karte hey es bat ko zahair karta hey keh seller/buyer ka trend jare rahay ga
[U]38% Fibonacci retracement[strong trend/U]
ager price 38% Fibonacci retracement par wapes aa jay to yeh aik strong eshara hota hey trend bohut zyada strong ho jata hey or price mei pechala trend jare rahay ga

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим