How many types of Analysis
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How many types of Analysis
    How many types of Analysis


    Forex trading me analysis bohut zarori hai. Analysis hamare trading k leye bohut hi ziada aham hn, q k is se hi hum apne trading kamyab bana sakte hn. Forex trading me teen tarah se analysis hoti hai. Aik technical analysis, dosri fundamental analysis aur teesri sentimental analysis hai.
    Hello Friends,forex ak online bussiness hai jise start karne se pahle hamin is ke kuch anlysis ko dekhna zarori hota hai ager hum un analysis ko watch kar k is main kam nahin karte tou hum ko achi tarah se jan nahin skte aur hum market main achi trades nahin kar skte hain.In analysis main sab se pahle fundamantal analysis aate hain jin main ap ko market main aane wali har news ko dekhna parta hai aur tamam currency pairs ko dekhna parta hai k kis currency main kya process chal rha hai un currencies ki mulk ke halat kaise hain aur currency up hai ya down hai us k bad ap ka fundamental analysis pore hote hain.us ke bad dosry number pe aate hain techniqal analysis jis main hamain market ki movement aur technical issues ko sekha jata hai jis main foe example market ki trend power aur candle stick etc aate hain in sab ko follow kar k ak analysis ko techniqal anlysis kahte hain.Technical analysis main mazeed ye bhi hai k market kis positio per hai aur aane wali position kya hai.Ager hum in analyis pe kam karte hain tou hamain loss k chances buhat hote hain isi liye pahle ak stretigy banayn jiss main sare analysis ko dalain apni steretigy ko check karin jahn per defect ho wahan per sdahih karin aur us k bad trade karin.ap ko chahiye k pahly apne analysis ko test karin damo per phe bad main real main trade karin.Walekum assalam dear jab Ham Forex trading Mein kam Karte Hain To Ham ismein dekhte hain ki hamare pass analysis ke liye different 3 type Hoti Hai Jiski mutabik kam Apne message kar sakte hain aur in per apni train Laga sakte hain dear jab Ham acche tarike se analysis ke bare mein apni information aur apne learning ko complete Karenge to uska Hamen Jyada fayda Hoga Kyunki Jab aap koi bhi trade Lagate Hain To usse pahle aapko Apne analysis perform karne hote hain aur uske mutabik aapko trade Lagana hoti hai agar aap without any analysis koi bhi trade lagaenge To Aise aap ko nuksan ho sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	54741_1610620477_stats.jpg
Views:	1
Size:	27.8 کلوبائٹ
ID:	12594115

    Technical Analysis

    Forex trading me hum technical analysis ko forex trading me technical tools ki madad se hi saranjam dete hen. Technical analysis aam tawar par technical aur pair ki mythological behavior ko dekh kar ki jati hai aur is me calender years se bhi help le jati hai. Foeex trading me technical analysis ki bohut ziada ahmeyat hai aur aam tawar par technical analysis currency pairs par apply ki jati hai. Q k currency pair trading aur economical calendar me apan up down behavior ko change karte rehte hen. Technical analysis ko aam tawar par short term trading ki leye istemal kia jat hai aur is k bare faide hen, sab se bara faida ye hai k ye analysis hamen bohut jaldi results deta hai. Hamara result jo currency pair ka ata hai wo taqreeban bohut positive hota hai lekin is ka aik negative point hai k ye aik to long term trading k leye thek bhi nahi hai aur nahi ye commodities pe ki ja sakti hai.
    ccareer be bana sakty han hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar aik cote se galti be kar dety hain to hamra loss ho jata hain hamy is mai care full ho kar trading karne chaey pher h hum kam kar ky earning gain kar saky gy hum is mai analysis ke types ko samj kar sihk kar istmal kar ky kamj karty hain to hm 100 percent kamayebe hasial kar saky gy hum is mai part timebe kam kar sakty hain hum is ma full time be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam karty hain to harma loss hain hum is mai loss sy sabk hasial kar ky work karty hain to hamy pasia muly gy hum is mai mahnet nahi kary gy to hamy kuch be hasal nahi ho ga agar hm greedy ban ky work karty hain to harma apna he nuqsan ho jata hain hamy is mai moslty fundamental analysis ko use karna chaye so hum pasia kama skay gy forex aik online or kabe be band na hony wala adcha business hain hum is mai pasia invest kar ky trading kar sakty hain or hum bonus py be trading kar sakty hain or analysis ko use kar sakty hain

    Click image for larger version

Name:	investing-9-5bfc2b2c4cedfd0026c10705.jpg
Views:	2
Size:	54.9 کلوبائٹ
ID:	12594116

    Fundamental trading

    News trading se murad market me kisi bhi economical, political ya social news se jo badlao market me hota hai wo news trading kehlati hai. News trading ko forex Trading ki terminologies me fundamental analysis bhi kaha jata hai. News trading ka market pe bara asar hota hai aur baaz awqat ye hamari technical analysis par bhi asar andaz hoti hai. Forex trading me news trading se bohut badlao ata hai. News trading ka sab se bara faida ka faida long term trading me hota hai aur is ka result bhi taqreeban 100% positive ata hai. Lekin is k leye account bhi bara aur sabar bhi ziada hona chaheye. Negative points ye hen k news trading sari currency pe aur jmhar waqat asar andaz nahi hoti. Dosra ye long term trading k leye hai aur is se short term traders ye scalpers faida hasil nahi kar sakte.News Trading se murad market main ksi bhi economical political ya social news se joh badlao market main hota hai wo news trading kehlati hai news trading ko forex trading ki terminologies mein fundamental analysis bhi kaha jata hai news trading ka market pay bara asar hota hai or baaz awqt yue hamri technical anaylsis par bhi asar andaz hoti hai forex trading mein news trading se bohut badlao ata hai news tradingn ka sab se bara faida ka fiada long term trading mein hota hai or is ka result bhi taqreeban 100% positive ata hai lekin is k liye account bhi bara or sabar bhi ziada hona cahhye negative point ye hein k news trading sari currency py or har wqt asar andaz nahi hoti dusra ye long term tradinng k liyye hai or is se short term traders ye scalpers faida hasil nahi kar sqty.


    Click image for larger version

Name:	3609549.jpg
Views:	1
Size:	45.3 کلوبائٹ
ID:	12594119

    Sentimental Analysis

    Forex trading me agar hum technical analysis aur fundamental analysis ko yakja karke kaam karen to ye hamare pas sentimental analysis ban jati hai. Kabhi kabhi hamare pas market me aisi situation ho jati hai k technical analysis bhi strong hoti hai aur fundamental analysis bhi strong hoti hai, is waja se hamen market k dono pehlowon ko dekhna hota hai. Jab hum dono side (technical analysis aur fundamental analysis) ko dekhte hen aur is ka jo result ata hai to wo hamare pas sentimental analysis ban jati hai. Sentimental analysis sab se strong hoti hai agar is me technical analysis aur fundamental analysis dono akhate ho jate hen.Forex Trading mein agar hum technical analysis or fundamental analysis ko yaqjan karky kaam karen toh ye hamray pass sentimental analysis ban jati hai kabhi hamjra pass market main aise situation ho jati hai kk technical analyssi bhi strong hoti hai or fundamental anaylsis bhi strong hoti hai is waja se hamein market k dono pehlowon ko dekhna hota hai ja hum dono side ko dkehty hain or is ka joh result ata hai toh wo hamry pass sentimental analysis ban jati hai sentimental analysis sab se strong hoti hai agar is mein technical analysis or fundamental anaylsis dono aghty ho jaty hain. Forex trading ke market Mein anuvad Kijiye type bahut jyada important hoti hai lekin yah type bahut jyada difficult bhi hoti hai lekin market Mein yah bahut jyada work Karti Hai is sentiment analysis ko expert aur professional traders hi Apne kam Mein use karte hain aur isko Apne kam Mein use Karke Se Achcha profit bhi Hasil kar lete hain.

    Trade analysis man trader ki market price k current aur past k trend ko compare kia jata ha, jis sa trader market ki future movement ko predict kerta ha. Jis sa trader ko trade active kerna sa profit hota ha. Lakin ager trader trade analysis nahe kerta to wo market trend ko sahe kabi b predict nahe kerta , q k market smajhna gambling ki terha nahe ha k trader directly bagair market ko watch kia guess ker le ga asa possible nahe ha. Trading aur Gambling man Trade analysis he main difference ha. Gambling k ander log directly ak guess lagata han aur bit lagata han jis man success man profit aur failur per sara loss hota ha, lakin trading man ager trader ko market ko anlyse kerna ki achi skills han, to kamyabi k sath trade ker sakta han.

    Click image for larger version

Name:	sentiment-analysis-challenges.jpg
Views:	1
Size:	64.3 کلوبائٹ
ID:	12594121
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: How many types of Analysis

    There are several types of analysis, including:

    1. Descriptive analysis: This type of analysis involves summarizing and describing data through statistical measures such as mean, median, and mode.
    2. Exploratory analysis: This type of analysis involves discovering patterns, relationships, and trends in data that were previously unknown.
    3. Inferential analysis: This type of analysis involves using statistical methods to draw conclusions and make predictions about a population based on a sample of data.
    4. Predictive analysis: This type of analysis involves using historical data to make predictions about future outcomes.
    5. Prescriptive analysis: This type of analysis involves identifying the best course of action to achieve a desired outcome based on data and constraints.
    6. Diagnostic analysis: This type of analysis involves identifying the cause of a problem or issue based on data.
    7. Comparative analysis: This type of analysis involves comparing data from different sources or over different time periods to identify similarities, differences, or trends.
    8. Qualitative analysis: This type of analysis involves analyzing non-numerical data such as text, images, or videos to identify patterns and themes.

    اب آن لائن

    Working...
    X