Information about Death Cross and Golden Cross ?
Assalam o Alikum Dosto Umeed krta hu ap sb loog khariyat sy hungy oor apni trading life ko enjoy kr rhy hungy
Agar aaap successful trading chahtey hein too aap aapni trading koo behtar bnaany key liey technical analysis koo seekhna zaroore hae. Trading mein 2 types kie trading hoti hae aiek long term trading aur aiek short term trading. Short term trading kay liye hum market aur chart koo check krtey hein aur uss kay bad trends koo zeahan mein rkhty hoay technical analysis kie bases py hum trading kr kay hum acha profit kar skty haie. jab kh long term trading meinn hmain bhot ziada baton kaa khyal rkhna hotaa hae technical analysis aur fundamental analysis dono zrori hojaty hae aur uss kay ilawa kuch aur terms bhee zrori hoti hain. Aaj mein aaap key saath technical analysis mein aapko golden cross aur death cross k baarey mien details batoun ga.
Importance of GOLDEN CROSS In Forex Market?
Dear forex forum members jabb market meinn fifty period kie moving average two hundred period kie moving average koo nichey sey aty howy cross krty hae too es cross koo hum golden cross kahtey hein aur es meinn long pips ban jati haie.
Golden Cross Long term trading kay liye use hoti hae esliye es mai aksar trader koo two two weeks bhee wait krna hotaa hae lakin ye is liye importance rkhti ha kay ye long pips kay sth sth trader koo buy trade bhee deti ha aur km az kam hundred pips kie trade deti hae es mai trade time too time ziada lgta hae jab kh simple planning aur stretegy kay sath trader koo acha profit mil jata hae lakin uss kay liye waith krna padhta hae q kh yi long term trading stretegy hoti hain.
Importance of DEATH CROSS In Forex Market?
Dear death cross forex market mein golden cross kay bilkul opposite hoti hae es mein jab fifthy period kie moving average two hundred period kie moving average koo uper sy down kie trf cross krti hae too is cross koo hum DEATH CROSS kehty hein aur yi bhee auk long term trading hoti hain.
Dear DEATH CROSS bhee aik long term trading hae lakin yehi always golden cross kay opposite hoti hain, Golden cross meinn aik cross bnta hae so trader koo buy trade deta hae lakin is mai jo cross banta hae wo SELL TRADE deta hae baqi es kie bhee stretegy wohi ha jo golden cross kie hae es mai trader indicators koo follow kr kay Sell lgaty hein aur phr intizaar krna hae best entry kay liye.
I hope this information will helpfull for All of us

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим