Economic policies.
There are two policies
1 . Fiscal policy
2. Monetary policy
1.Fiscal policy, fiscal policy kya hoti hai iske tahat budget banta hai. Aur fiscal policy ko government banati hai. Aur definitely aapko pata hai ki Jo budget hota Hai. Usmein pure 1 sal Ka Jo fis clear hota Hai . Usmein Pura uski spending aur earning adjust ki jaati Hai. Ke use pure sal mein government Paisa kaise kamaegi. Mostly tax related hote Hain tax se kamati Hai government aur pher usko spend kaise karti hai. Government ki spending salaries economy pure budget ko kis Tarah adjust karna hai yah fiscal policy ke under hota Hai. Kyunki fiscal policy ko government banati hai.
2 .Monetary policy, monetary policy Central Bank banata hai. Aur hamara Jo focus forex trading mein hota Hai Ham monetary policy ko bahut close se monitor karte Hain. Kyon monitor karte hain yah main aapko batane ja raha hun. Monetary policy jo hai Central Bank yah batata Hai Ki ke aage course off action kya hoga. Ke aage usne kya kya ekdamat lene hain. Un ekdamat mein kia kia hota Hai ab vah Central Bank bhi ho sakta hai currency board bhi ho sakta hai ya koi regulatory commity bhi ho sakti hai. Ine donon policies ko forex trading mein Kafi istemal Kiya jata hai. Jaisa ki monitor karta hai ki market mein kya analysis ho raha hai aur aage kya hone wala hai aur news bhi is se banti Hain. Aur jisko Ham fundamental impact kahate Hain..
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим