What Is Fibonacci Indicator:
Dear forex members ajj hum jis topic per bat karna chahety hai wo hai Fibonacci indicator. Fibonacci indicator main basically hum nay Bearish aur Bullish trend par Fibonacci tool use Karna hota hai to is ke lye hum down point say up point par aur up point se down point par Fibonacci line draw karain gay yeh jo dotted line hain is par ap double click kar ke bhi modify kar saktay hain agar ghalat point par fibo set ho jaye to aap isko sahi kar sakty hain hum is ko daily time frame aur H4 par bhi use kar saktay hain. forex trading market me kisi trade k leye support and resistance level ko bhi malom karte hen. Is k elawa forex trading market me Fibonacci Entrancement indicator ko hum market me kisi trade ki entry aur exit point k leye bhi istemal karte hen. Forex trading market me hum Fibonacci Retracement indicator ko long term entry k leye istemal karte hen aur is indicator ki madad se hum market me bari bari lot k leye ziada bare margin se trading karte hain.Fibonacci retracement Indicators ki important details aao kay sath share krny lga hun forex students Fibonacci retracement indicator aapko ya information provide krta hai, kay jab market aik trend main apni movement krti hai, tu us main definitely ismain retracement zaroor hoti hai.
How To Use And Draw Fibonacci Indicator:
Fibonacci retracement indicator ko aaply krny ka aik specific time hota hai. Jab market mein aik strong Uptrend and downtrend kay immediately bad market main thori see retracement zaroor hoti hai, tu us time per aap ya indicator aaply kar sakhty hain. Ya indicator aapko us time per ya notification deta hai kay market na kitny level tk apni retracement complete krni hai. Is ko achi tarah study karna important hota hai. Us kay bad market phr apna trend continues krti hai. fibonacci indicator ko draw karnay kay liay hmain price range ma two extreme points select karnay hotay hain jaisay high point aur low point, is trah uptrend ma low point 1 ya 100% hota ha aur high point 0% aur downtrend ma 0% low point jb k 1 ya 100% high point hota ha, fibonacci retracement tool overall prices k trends ko janchnay k liay useful nhi hotay bl k large trends reversal ma support aur resistance levels ko predict karnay k liay mufeed hain, traders inko entry point k liay ya stoploss levels aur take profit levels ko janchnay k liay use kartay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим