what is bullish mat hold candle stick pattern
bullish mat hold candle stick pattern forex market mein aik trend continuation candle stick pattern hota hey jes mein forex market mein 5 candle stick aik gap kay sath open ho jate hein or yeh forex market mein es bat ko zahair karta hey keh sabqa trend jare rahay ga
yeh forex market mein increase hotay hovay teen candle stick par moshtamel hota hey bullish mat hold candle stick pattern stock or index market mein bhe paya jata hey yeh aik ghair mamole candle stick pattern hota hey es ley es ko forex market mein day trader swing trader estamal kartay hein
![Click image for larger version
Name: zxzxdd2.JPG
Views: 1
Size: 23.5 کلوبائٹ
ID: 12593991](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12593991&d=1677581591)
identification bullish mat hold candle stick pattern
forex market mein pehle candle stick aik bullish candle stick h ge jes ke body to wick ratio zyada jabkeh dosree candle stick forex market mein aik gap up kay sath open ho sakte hey start mein price nechay ko close ho jay ge es ka size pehle candle stick kay competition mein chota h ga
tesare or chothe candle stick bearish hon ge en candle stick size bhe dosree candle stick jaisa he ho ga
5 candle stick aik bare bullish candle stick he ho ge or yeh es pattern mein pechle tamam candle stick par close ho jata hey
Bullish Mat hold candle stick ko samajhna
yeh candle stick pattern rally base or rally supply or demand say melta julta hey
ay price action ko samjhnay kay ley price ko read karna chihay main es pattern ko asany say samjhnay kay ley teen step mein divide karta hon
phase 1
pehle bullish candle stick buyer ke bullish ke raftar ko zahair karte hey or es bat ko zahair karte hey keh buyer bullish ko control kar rahay hein or price time kay sath increase ho rehe hey yeh es bat ko zahair karte hey keh buyer control mein hein
phase 2
agle teen candle stick wapce ke nmaindge karte hein or es bat ko zahair karte hein keh aik retracement wave tashkeel pa jay ge chote candle stick wapce ka step dekhate hein
phase 3
step 3 mein aik bullish candle stick ban jay ge jo keh tamam pechle peak ko break kar kay aik new highs par lay kar jay ge

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим