Technical anaylisis forex market main pairs ki upcoming moments ko predict karnay kay liay kafi importance rakhtay hain, inki waja say traders new situations ki waja say kay up ya down moments kay honay ki probability ko janchtay hain, trading main yeh aik important point consider kiay jatay hain,
Usage of technical anaylisis:
Technical anaylisis aik aisa frame work hota hay jis main traders price moments ko study kartay hain, is main past prices aur volumes ko use kar kay pairs ki future moments ko predict kia jata hay, market main trade kay liay fundamental aur technical analysis very crucial hain, kiun kay ham sirf fundamental ya technical ko independently use aur dusray ko ignore bhi nahi kar saktay, laikin fundamental factors market main use kartay waqat say asar karna shuru kar daitay hain jaisay hi koi event occur hota hay, jab kay aisi situations main bhi baz dafa technical indicator hamain market ko normal show kara rahay hotay hain, technical anaylisis main supply aur demands ko study kia jata hay ta kay market ya trend ki direction kay baray main guidance hasil ho sakay, agr technical anaylisis ki limitations aur benifits ko samajh lia jay to ye traders ko tools aur skills kay new sets provide kartay hain jo trading main boht helpful sabit hotay hain,
Advantages of using technical anaylisis and indicators:
Market ki prices technical anaylisis kay liay required sari information ko reflect kar rahi hoti hain, technical anaylisis main traders prices kay rhythem, flow aur price action kay trends ko janchtay hain, Technical anaylisis trader ko help kartay hain kay woh market orders ko set karain aur sath sath yeh stop loss ko bhi precisely set karnay main madad kartay hain, inki help ki waja say boht sari trading techniques scalping, day trading wagera appear hui hoti hain, technical analysts previous similar patterns ko follow kartay hain jo prices ki moments ko effect kartay hain aur ye believe kartay hain kay market aur patterns same behave karain gay jaisay pehlay kia gia tha, in analysis ki boht variety hoti hay is main say kuch indicator hotay hain kuch oscillator hotay hain, kuch volume ki base par aur kuch trend ki base par information provide kartay hain, trader us indicator ko choose kartay hain jis ko woh best understand kar saktay hain,
Misconception in technical anaylisis and indicators:
jab traders kay pas technical analysis ka data aata hay to trading kartay huay kai baar human interference say yeh sab invalid ho jata hay, jaisay kay technical indicator hamain bullish ka bata rahay hotay hain, technical anaylisis prices ki prediction say ziada probability keh saktay hain, is liay traders market ki future moments ko sahi tarah predict nhi kar saktay balkay aik general idea assume kar saktay hain, kiun kay market ki moment kisi bhi waqt change ho sakti hay, Technical analysis main indicators results aur price action confusing ho jatay hain, kiun kay dono kay result different hotay hain ya mil nahi pa rahay hotay aur divergence ki situations create kar daitay hain, isi waja say hamaray liay confusion create ho jati hay kay ham kis side per trade karain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим