Bearish Breakaway Candlestick Pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bearish Breakaway Candlestick Pattern
    Assalamu Alaikum Dosto!


    Bearish Breakaway Candlestick Pattern


    Bearish breakaway candlestick pattern price chart par ziada buying k baad resistance level par banta hai, jahan se price iss pattern k mutabiq reversal ho jate hen. Ye pattern prices k top ya uptrend ko bullish trend main badale ka aik strong indication deta hai. Pattern main investor assets k prices ko upward push karne k baad market main dilchaspi kam kar lete hen, jiss se prices top level se rebound ho jate hen. Pattern k aghaz main prices ziada bullish strong reaction deti hai, lekin baad wali candles k small bullish real body uptrend ki kamzori zahir karti hai, jiss se market main sellers active hona shoro ho jate hen, aur trend downtrend reversal ka sabab bante hen. Breakaway (bullish & bearish) pattern ko Greg Morris ne takhleeq kia hai.

    Click image for larger version

Name:	breakaway-pattern-bearish-green-red-square-bearish-reversal-japanese-candlestick-pattern-multipl.jpg
Views:	2
Size:	37.8 کلوبائٹ
ID:	12593897

    Candles Formation


    Bearish breakaway candlestick pattern ka shumar panch candlesticks par mushtamil pattern main hota hai, jiss main pehli chaar candles sabeqa ya market k maojoda trend k mutabiq bullish candles hoti hai, jab k last wali candle aik bearish candle hoti hai, jo k trend reversal ka zarya banti hai. Pattern main shamil candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;

    Click image for larger version

Name:	images (98).png
Views:	18
Size:	4.6 کلوبائٹ
ID:	12593898

    1. First Candle: Bearish Breakaway candlestick pattern ki pehli candle aik strong real body wali bullish candle hoti hai, jiss ka close open se ooper hota hai. Ye candle long real body main hoti hai, jiss main pattern ki real body shadow k muqabele main ziada hoti hai. Ye candle prices k mojoda bullish trend ki akasi hoti hai.

    2. Second Candle: Bearish Breakaway candlestick pattern ki dosri candle aik small real body wali hoti hai, jo k pehli candle se ooper gap main banti hai. Ye candle wese to ziada tar bullish hi hoti hai, lekin zarori nahi hai, k aisa hi ho. Pattern ki dosri candle umoman pehli candle k top par banti hai.

    3. Third Candle: Bearish Breakaway candlestick pattern ki teesi candle bhi dosri candle ki tarah small real body main hoti hai. Ye candle bullish aur bearish dono tarah se ho sakti hai, lekin aksar ye dosri candle k inverse main banti hai. Ye candle dosri candle k upper ya parallel main banti hai.

    4. Fourth Candle: Bearish Breakaway candlestick pattern ki fourth candle aik ziada tar dosri candle ki tarah hoti hai, jo k same small real body wali candle hoti hai. Ye candle teesri candle k upper par banti hai, lekin aksar ye bullish candle hoti hai, jo k zarori nahi hai, q k ye bearish bhi ho sakti hai.

    5. Fifth Candle: Bearish Breakaway candlestick pattern ki akhari candle aik bearish candle hoti hai, jo k strong real body main banti hai. Ye candle prices main sellers ki mazboti ki akasi karti hai. Ye candle fourth candle k baad banti hai, jo k teeno small real body wali candles ko cover karne k baad pehli aur dosri candle k darmeyan wae gap main close hoti hai. Bearish candle ki strong real body se bullish ka trend khatam ho jata hai, aur market sellers k control main a jata hai.

    Explanation

    Bearish breakaway candlestick pattern high prices area main banne wala aik bearish trend reversal pattern hai, jo k dekhne main ladder top candlestick pattern se mushabehat rakhta hai. Pattern panch candles par mushtamil hota hai, jiss main shamil pehli aur last candles long real body wali candles hoti hai, lekin color main aik dosre se mukhtalef hoti hai. Pehli candle aik long real body wali bullish candle hoti hai, jiss k baad aik teen small real body wali bullish candle hoti hai, lekin zarrori nahi hai, q k in mein se kuch bearish bhi ho sakti hai, jo k pehli candle se nechay gap main banti hai. Ye teeno small candles size main taqreeban same hoti hai, jo ziada tar Spinning top candles hoti hai. Pattern ki last candle aik bari real body wali bearish candle hoti hai, jo k small candles k baad khul kar pehli candle k top wale gap main close hoti hai. Ye candle market main sellers ki strong reaction ki waja se banti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (97).png
Views:	4
Size:	14.5 کلوبائٹ
ID:	12593896

    Trading

    Bearish breakaway candlestick pattern main banne wali pehli bullish candles aik to strong hoti hai, dosra ye candle agle din ki candles ko ooper pusha karti hai, jiss se market par bulls ka strong control show hota hai. Lekin pattern ki baad wali teen small candles ziada strong reaction na dene ki waja se prices ko mazzeed ooper jane ki bajaye hold kar deti hai, aur yahan par bears ki market main wapasi ho jati hai, jo aik long real body wali bullish candle banati hai. Pattern par trading se pehle aik confirmation candle h ka hona zarori hai, jo k real body main bearish honi chaheye aur last candle k bottom par close honi chaheye. CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator par value overbought zone main honi chaheye. Stop Loss pattern k sab se upper position ya teesri small candle k top price se two pips above set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (99).jpeg
Views:	12
Size:	32.3 کلوبائٹ
ID:	12593895
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bearish Breakaway Candlestick Pattern

    Bearish break way patteren aik paanch candlestick patteren hai jo taizi ke rujhan ke douran hota hai aur mumkina rujhan ke ulat jane ka ishara deta hai. yeh aik nadir namona hai, lekin jab yeh zahir hota hai, to yeh aik mazboot ishara ho sakta hai ke bail market par apni girift kho rahay hain .

    Click image for larger version

Name:	images (96).png
Views:	26
Size:	9.2 کلوبائٹ
ID:	12453827

    Bearish Break Way Patteren Characteristics.
    • Pehli candlestick lambi safaid ( blush ) candle stuck hai, jo aik mazboot oopar ki taraf rujhan ki nishandahi karti hai .
    • Doosri candlestick bhi aik safaid mom batii hai, lekin yeh pehli se choti hai aur is ka asli jism chhota hai .
    • Teesra candlestick aik choti si kaali ( bearish ) candle stuck hai jo doosri safaid mom batii ke oopar oopar jati hai .
    • Chothi candlestick aik siyah shama hai jis ka asli jism teesri candle stuck se lamba hota hai aur doosri safaid shama ke neechay band hota hai .
    • Panchwin candlestick aik siyah candle stuck hai jis ka asli jism lamba hota hai aur pehli safaid mom batii ke neechay band hota hai, jo rujhan ko tabdeel karne ki tasdeeq karta hai .


    Click image for larger version

Name:	images (98).png
Views:	18
Size:	4.6 کلوبائٹ
ID:	12453828

    Patterns Indications.

    Bearish Breakaway patteren is baat ki nishandahi karta hai ke bail market par apna control kho rahay hain, aur reechh qabza kar rahay hain. patteren ziyada qabil aetmaad ho sakta hai agar yeh taweel taizi ke rujhan ke baad hota hai, aur patteren ki tashkeel ke douran hajam barh jata hai. jab yeh patteren hota hai to tajir mukhtasir pozishnon mein daakhil honay ya lambi pozishnon par munafe lainay ke khwahan ho saktay hain .

    bearish break way candle stuck patteren aik bearish reversal patteren hai jo taizi ke rujhan ke douran zahir hota hai. yeh aik lambi bearish candle stuck par mushtamil hoti hai jis ke baad choti blush candle stuck ki aik series hoti hai jo pichli bearish candle stuck ke sath choti ya overlap nahi hoti. patteren ko aik mazboot signal samjha jata hai ke taizi ka rujhan kamzor ho raha hai aur mandi ke rujhan ki pairwi ka imkaan hai .

    Click image for larger version

Name:	images (98).png
Views:	18
Size:	4.6 کلوبائٹ
ID:	12453828

    Benifits of Bearish Breakaway Candlestick patteren.

    mazboot signal : bearish break way patteren aik mazboot signal hai jo rujhan mein numaya tabdeeli ki nishandahi kar sakta hai. jo tajir is patteren ki jald shanakht karne ke qabil hotay hain woh usay mukhtasir pozishnon mein daakhil honay aur anay walay mandi ke rujhan se mumkina tor par faida uthany ke liye istemaal kar satke hain .
    • #3 Collapse

      Re: Bearish Breakaway Candlestick Pattern

      The Bearish Breakaway Candlestick Pattern is a bearish reversal pattern that occurs during an uptrend. It consists of five candles, with the first candle being a long bullish candle, followed by a series of smaller candles that create a gap between the first candle and the last candle, which is a long bearish candle.The pattern is characterized by the following features:
      The first candle is a long bullish candle, indicating a strong uptrend.
      The second, third, and fourth candles are small-bodied candles that create a gap between the first and last candles.
      The fifth candle is a long bearish candle that closes below the low of the first candle, indicating a strong bearish reversal.
      The volume should increase during the formation of the pattern, confirming the reversal.
      The Bearish Breakaway Candlestick Pattern suggests that the bulls have lost control of the market, and the bears have taken over. It is a sign of a trend reversal from bullish to bearish, and traders may take it as a sell signal or an indication to take profits on long positions.
      However, traders should always consider other factors, such as support and resistance levels, trend lines, and other technical indicators, to confirm the validity of the pattern and make informed
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Bearish Breakaway Candlestick Pattern



        Why Bearish breaks in market?
        Basically resistance level pr he par banta hai, jahan se price iss pattern k mutabiq reversal ho jate hen. Ye pattern prices k top ya uptrend ko bullish trend main badale ka aik strong indication deta hai. Pattern main investor assets k prices ko upward push karne les aik to strong hoti hai, dosra ye candle agle din ki candles ko ooper pusha karti hai, jiss se market par bulls ka strong control show hota hai. Lekin pattern ki baad wali teen small candles ziada strong reaction candle k karti hai. Ye candle fourth candle k baad banti hai, jo k teeno small real body wali candles ko co real body wali bullish candle hoti hai, jiss ka close open se ooper hota hai. Ye candle long real body main hoti hai, jiss na dene ki waja se prices ko mazzeed ooper jane ki bajaye hold kar deti hai, aur yahan par bears bottom par close honi chaheye. CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator pk baad market main dilchaspi kam kar lete hen, jiss se prices top level se rebound ho jate hen. Pattern k aghaz main prices ziada bullish strong reaction deti hai, lekin baad wali candles k small bullish real body uptrend ki kamzori zahir karti hai, jiss se market main sellers active hona shoro ho jate hen, aur trend downtrend reversal ka sabab bante hain




        How we understand the bearish break away pattern?
        Aik bearish trend reversal pattern hai, jo k dekhne main ladder top candlestick pattern se mushabehat rakhta hai. Pattern panch candles par mushtamil hota hai, jiss main shamil pehli aur last candles long real body wali candles hoti hai, lekin color main mein se kuch bearish bhi ho sakti hai, jo k pehli candle se nechay gap main banti hai. Ye teeno small candles size main taqreeban same hoti hai, jo ziada tar Spinning top candles hoti hai. Pattern ki last candle aik bar hai, jiss main pehli chaar candles sabeqa ya market k maojoda trend k mutabiq bullish candles aik dosre se mukhtalef hoti hai. Pehli candle aik long real body wali bullish candle hoti hai hai, jab k last wali candle aik bearish candle hoti hai, jo k trend reversal ka zarya banti hai. Pattern main shamil candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;i real body wali bearish candle hoti hai, jo k small candles k baad khul kar pehli candle k top wale gap main close hoti hai.



        Impacts of news on market
        pattern ki akhari candle aik bearish candle hoti hai, jo k strong real body main banti hai. Ye candle prices main sellers ki mazboti ki akasi ki market main wapasi ho jati hai, jo aik long real body wali bullish candle banati hai. Pattern par trading se pehle aik confirmation candle h ka hona zarori hai, jo k real body main bearish honi chaheye aur last main pattern ki real body shadow k muqabele main ziada hoti hai. Ye candle prices k mojoda bullish tren small candles ziada strong reaction candle k karti hai. Ye candle fourth candle k baad banti hai, jo k teeno small real body wali candles ko co real body wali bullish candle hoti hai, jiss ka close open se ooper hota d ki akasi hoti hai.ver karne k baad pehli aur dosri candle k darmeyan wae gap main close h, jiss k baad aik teen small real body wali bullish candle hoti hai, lekin zarrori nahi hai, q k in hoti oti hai. Bearish candle ki strong real body se bullish ka trend khatam ho jata hai, aur market sellers k control main a jata hai.

        اب آن لائن

        Working...
        X