Dark cover cloud candlesticks in forex trading .
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dark cover cloud candlesticks in forex trading .
    Explanation:

    Dark Cover Cloud Candlestick Pattern per trading k related bhot acha knowledge share kia ha, man b apka sath is important pattern per trading k related apna knowledge share kerta hon. Dark cloud candlesticks pattern mai two candlestickts ka set hota hai. First candle bullish jab k dosri Bearish candles jo bullish k close sa oper gap sa open ho ker kam sa kam 50% of bullish candle tak ya mid of bullish candle tak close deti hai.Yeh i bearish Revesal candlesticks pattern hai Yeh candlestickts Pattern long bullish trend sa momentum ko bearish trend man strongly covert kerta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (76).jpeg
Views:	20
Size:	19.2 کلوبائٹ
ID:	12593892



    Dark Cloud Cover Pattern:


    Dark cover cloud candlesticks pattern mai two candlesticks ka set hota hai. first candle bullish jab k dosri bearish candles jo bullish k close sa oper gap sa open ho ker kam sa kam 50% of bullish candle tak ya mid of bullish candle tak close deti hai. Dark cloud cover pattern aik bearish trend reversal pattern hai jo price ki top ya bullish trend resistance level ke pass paya jata hai dark cloud cover candle stick pattern 2 candles per mushtamil hota hai jismein pahli candle ek white ya green color ki candle hoti hai jo ki price ko oper ke traf per push Karti hai yah candle hamesha real body mein strong rahti hai jo ki bullish trend ki aakhiri candle Hoti hai iske bad banney wali candle aur bearish trend ki candle hoti hai jo price ko niche ki taraf push karti hai jo ki real body mein black ya red color mein banti hai yah candle price ko mazeed upward jaane se rokati hai jiski vajah se price niche ki taraf girna Shuru ho jaati hai.

    Click image for larger version

Name:	images (37).png
Views:	18
Size:	5.7 کلوبائٹ
ID:	12593893



    Take Profit And Stop-Loss :


    Dear jab aap is pattern per trading kar rahe hote hain to ismein aap proper calculation karne ke bad ismein take profit aur stop loss ki limit set kar sakte hain agar aap take profit set karna chahte hain to aap pahle support level per iski limit ko fix kar sakte hain. Isi tarah Stop-loss lagany kay liye bhi apko iski sell wali candlestick kay uper limit fix kr leni cheye. Stop loss ko is pattern man recent swing k high per place kerta han aur take profit ko recent support /reistance per place kerta han.
    Click image for larger version

Name:	dark-cloud-cover_body_zoomedindarkcloudcoverGBPUSD.png
Views:	87
Size:	7.1 کلوبائٹ
ID:	12593894
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Dark cover cloud candlesticks in forex trading .

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Dark Cloud Cover Candlestick Pattern


    Dark cloud cover candlestick pattern aik bearish trend reversal pattern hai, jo price chart par do candles se mel kar banta hai. Pattern main shamil pehli candles bullish hoti hai, issi waja se pattern k leye prices ka pehle se high area ya bullish trend main hona zarori hai. Two days candles ki accuracy single day pattern se behtar hota hai, q k iss main aik candle thori bohut confirmation bhi deti hai. Jab bhi market main buyers prices ko aik khas level tak ooper push karte hen, to yahan par trend reversal k imkanat ziada hote hen, ye trend confirmation aksar kuch pattern se confirm ho jati hai, jiss main dark cloud cover pattern bhi shamil hai.

    Click image for larger version

Name:	images (9).jpeg
Views:	36
Size:	9.1 کلوبائٹ
ID:	12453804

    Candles Formation


    Dark cloud cover candlestick pattern prices k uptrend ya higher par low demand ki waja se banta hai, jahan par trend reversal k ziada imkanat hote hen. Pattern main shamil candles mukhtalif pattern ki yanni bearish aur bullish hoti hen, jiss ki formation darjazzel tarah se hoti hai;

    Click image for larger version

Name:	images (4).jpeg
Views:	11
Size:	22.9 کلوبائٹ
ID:	12453807

    1. First Candle: Dark cloud cover candlestick pattern ki pehli candle aik bullish candle hoti hai, jo k prices ko uptrend ya bullish trend ki akasi karti hai. Ye candle bullish trend ko mazeed ooper ki taraf push karti hai, aur market main high demand ko zahir karti hai. Ye candle aik normal real body wali candle hoti hai.

    2. Second Candle: Dark cloud cover candlestick pattern ki dosri candle aik bearish candle hoti hai. Ye candle pehli candle k top par gap main open hoti hai, jab k close ussi candle k real body k midpoint se thora sa nechay hoti hai. Pattern k bearish candle ko lazmi bullish candle k center point aur open price k darmeyan close hona chaheye, Ye candle bullish trend k khatme ka bahis banti hai.

    Explanation

    Dark cloud cover candlestick pattern prices main bullish trend k dowran ban kar prices ko mazeed ooper jane se rok leti hai. Ye pattern aik strong trend reversal ka signal deti hai. Pattern two days candles par mushtamil hai, jiss ki pehli candle aik strong bullish candle hoti hai, jo k prices k bullish ya up trend ki alamat hoti hai. Pattern ki dosri candle aik bearish candle hoti hai, aur iss candle ka open price pehli candle se gap main hota hai. Pattern ki dosri candle pehli candle k prices ko ooper jane se rokh deti hai, jiss se prices ka mazeed up-rise stop ho jata hai. Pattern ki dosri candle ka open pehli candle k close se top par gap main hota hai, jab k close pehli candle k real body main darmeyan se thora sa nechay hota hai.

    Click image for larger version

Name:	images (8).jpeg
Views:	41
Size:	11.4 کلوبائٹ
ID:	12453803

    Trading

    Dark cloud cover candlestick pattern prices k top main banne ki waja se aik bearish signal genrate karta hai, jiss par market main sell ki entry ki ja sakti hai. Pattern par trade enter karne se pattern ki dosri candle aik confirmation candle ki zarorat parti hai, jo k real body main aik bearish candle honi chaheye, aur dosri candle k bottom par close bhi honi chaheye. Pattern ki confirmation CCI, RSI, MACD indicator aur stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jiss ki value overbought zone main honi chaheye. Pattern k baad bullish candle se pattern invalid tasawar kia jayega. Pattern ka Stop Loss sab se higher ya dosri candle k open price se two pips above par set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (17).png
Views:	98
Size:	16.2 کلوبائٹ
ID:	12453802
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Dark cover cloud candlesticks in forex trading .

      Assalamu alaikum I hope you aap thik honge aur Market mein sahi kam kar rahe honge aapko pata hi hai ke Forex hamare liye ek bahut hi achcha business hai jismein Ham proper tarike se kam karenge to Ham bahut aasani se kamyab ho sakte hain market mein koi bhi baat hai usko Ham mukammal time de to hamen usmein se test mil sakti hai agar Ham ismein without knowledge ke kam karenge to Ham kamyab Nahin ho sakte hain kamyabi ke liye aapko jyada se jyada market mein work karna hota hai mehnat ke sath kam karna hota hai to hi Ham ismein kamyab ho sakte hain regular market ko follow Karen technical analysis aur fundamental analysis ko office mein follow karke kam karenge to aapko bahut hi aasani se ismein kamyabi milegi yah hamare liye important business hai.

      What is the dark cloud candle pattern

      Market ko jab aap samajh ke kam karte hain to aapko market mein success milati hai market mein bahut se channel stick hote hain jinko samjhana important hota hai market FIR hi hamen sacchai deti hai aapko pata hai ki market mein regular kam Karen to Ham bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain market hamesha usi bande ko success deti hai Jo market mein proper study Karke market ko follow karke kam karta hai vahi ismein aasani se kamyab ho sakta hai.

      Dark cloud candle stick pattern is mn phaly candle bullish Hoti h ur second candle bearish Hoti ha market aap ko success degi to aapko kamyabi milegi vahi Banda regular kam karta hai jo market ko samajhta hai market mein hamen candle ko follow karke kam karna hota hai to uske bad hi hamen ismein success milati hai market ko hamen chart mn dekhna important h.

      Click image for larger version

Name:	images (41).jpeg
Views:	11
Size:	23.1 کلوبائٹ
ID:	12453805

      Trading Explanation

      Hamen ismein extra work nahin karna hota hai kyunki agar Ham ismein extra work karenge to hamen kamyabi Nahin milegi market mein aap samajh ke kam karen to aapko kamyabi bhi milati hai aur aap ismein bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain koi bhi work hai usmein Ham jab tak experience lekar kam karenge to hamen kamyabi milegi agar Ham usmein without experience ke kam karenge to Ham kamyab Nahin ho sakte hain aapko pata hi hai ki market mein hamen regular kam karna hota hai basically market ka knowledge le ke kam karna hota hai to Ham bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain regular market ko follow karen to aapko kamyabi milegi demo account hamari practis ke liye ek behtarin online account hai ismein hamen work karte rahana important h

      Click image for larger version

Name:	images (57).png
Views:	84
Size:	5.9 کلوبائٹ
ID:	12453806
      :1f60d: hard work :1f60d:

      اب آن لائن

      Working...
      X