Introduction:-
Market Mein gravestone doji Ek bahut hi Achcha candlestick pattern hota hai Jisko market Mein Maine Apni trading ke liye use karte hain market Mein Ja gravestone doji market Mein maujud candles ki opening or closing ko show karta hai Gravestone Doji candlestick pattern bearish reversal pattern hai yah petan market mein bahut jyada famous hai gravestone doji candlestick pattern ko market mein bahut jyada importance Di Jaati Hai because Graham stone duji candlestick pattern Ek bahut hi Achcha pattern hai Hamen gravestone doji gravestone doji candle ka Hi Ek pattern hai Hamen gravestone candlestick pattern ko acchi Tarah se study karna chahie. Yeh candlestick aapko humesha resistance level par he mil sakti hai jab market mein aik strong uptrend k baad reversal trend start hota hai tou usi time per aap ye market mein reversal trend se related indication k liye is candlestick ko exit kar sakte hain ye candlestick aapke liye bohat hi ziyada profitable sabit ho sakti hai Jab is candlestick pattern ko aap apni trading per apply kerty hain to aap aik strong downtrend ki taraf market Mein entry le kar apne profit ko maximize kar sakte hai.
Doji Candlesticks Pattern:
Doji candlesticks pattern Aik candle per moshtamil hota hai.Doji candlesticks pattern ko indecision Pattern kaha jata hai bcz is pattern mai sirf aik candle hoti hai jis ky both wicks long hoti hai aur is mai price ka open and close same hoti hai isko cross bhe keh jata hai. Is liye isko indecision pattern kaha jata hai bcz is pattern mai open aur close same hona hamen batata hai k seller aur buyer equal force rukhta hai aur current market trend k reversal batata hai jo long time ka hota hai.Doji candlesticks pattern hamasha up-trend k top per aur down-trend k bottom per banta hai. Ager yeh up-trend ky top per bana to yeh humen bullish trend ka bearish trend mai reversal ka signal deta hai. Aur ager yeh bearish trend k bottom mai bana to yeh long bearish trend ko long bullish trend mah reverse ker deta hai.
Trading With Gravestone Doji:
Gravestone doji candle k banna k bad trader short term aur long term ki trade man entry leta han lakin is candle ko ager dosra kisi technical analysis sa confirmation ker len to iski trade zayda secure hoti ha, iska liye some time trader volume ko b check ker k confirmation ki koshish kerta hain. Gravestone doji candle market main sellers ki dilchaspi battati hai, is waja se ye area trading k leye perfect hai. Market main entry karnne se pehle Gravestone doji candle ka timeframe aur position ziadda aham hai, aggar long timeframes par ye candle bantti hai, aur prices bhi top trend par trade kar rahi ho to ye position confirmation candle k baad sell k leye thek raheegi. Confirmation candle ka bearish honna zarorri hai, q k ye trend reversal ka kaam kartti hai. Stop Loss pattern k sab se top position ya Gravestone doji candle k top side se aik do pips below pe set karen, jo prices k leye resistance level ka kaam karega.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим