Parabolic SAR Indicator in Forex:
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Parabolic SAR Indicator in Forex:
    Introduction:

    Assalamualaikum I hope you all are fine and doing well on forex trading. Aj ki post mein Parabolic SAR Indicator key bary mein knowledge share krein gy.



    Parabolic SAR Indicator Kia hay:
    Forex members Parabolic Stop And Reverse aek trend following indicator hay. Ju kay price reversal ko maloom karny kay leay use kiya jaata hay.. Agar koi trader Parabolic SAR ko sahi tarha sy use karna jaanta hay. Tu ess sy traders ko trend ke simt ka idea hota hay. Aur yeah matket main entry aur exit points kay liey hlep karta ha. Es ka sath sath yeah trailing stops ko place karny main bhe madad karta hay. Dear members is main dekh sakty hain ky jis point par SAR dosri side par banna start hoty hain to is baat ka means hota hay. ky trend tabdeel ho raha hay. Aur yeah wakt behtareen hota hay. ky apni long positions ko close kar diya jaay. Oper aap dekh sakty hain. ky uptrend kesy khatam hua jab neechy waly dots sy collide hwa. Jsa. ky baki tamam indicators ko money management sy use karty hain. is indicator k signal ko bhi bhout carefully use kiya jey tb hi hmy achy advantages hasil ho sakty hain.

    Click image for larger version

Name:	ParabolicSAR-5c54a06946e0fb00013fae11.png
Views:	5
Size:	63.6 کلوبائٹ
ID:	12593827



    Difference of Parabolic:

    SAR ko dekhny kay leay chart par ap ko series of dots ya dashes nazar aain ge. yeah • ya dashes aapko price action kay oper ya neechy trend kay mutabik nazar aain ge. Jab yeah dono cross karty hain. To es ka matlab hota hay. kay trend khatam hony kay imkanaat hain . Hum apni positions ko band kar sakty hain.


    Analysis:

    Dear Forex members Jo series of dots aapko chart per nazar aaty hain. Wo chartbpe price sy thora neechy kahsoos fasly par hoty hain. Jab market uptrend main hoti hay. Asi tarha jab market downtrend main hoty hay. Tu dots aapko price action kay oper nazar aaty hain.

    Treading:

    Dear members Jesa kay humhain maloom hay. kay har trend ka end zaroor hota hay. R trend tabdeel hota hay. Jesy he marjet price reversal kay qareeb jaati hay. Parabolic SAR price action kay nazdeek chali jaati hay. Jab price action aur parabolic SAR kay darmiyaan gap km ho jaata hay.to es baat kay chances hoty hain kay trend badalny wala hay.

    Click image for larger version

Name:	ParabolicSARgoldZG.gif
Views:	8
Size:	19.8 کلوبائٹ
ID:	12593828



    Value of Parabolic:

    Dear Jesa ky ap uper dee hui tasveer main dekh sakty hain. kay jis point par SAR dosri side par banna start hoty hain. To es baat ka matlab hota hay. kay trend Chang ho raha hay. Aur yeah wakt behtareen hota hay. kay apni long positions ko close kar diya jaay. Oper aap dekh sakty hain. kay uptrend kesy khatam hua jab neechy waly dots sy collide hua. Aur jesa kay baki indicators ko money management sy use karty hain. Ess indicator k signal ko bhe dheyaan sy use kiya jaay.

    Explain:

    Market main jab ap kam karty hain . to apko ik achy experience ki zarorat hoti hay. Jab ap mukhtalif factors par study karty hain.. To ap ko bhot zyda advantages available hoty hain. Indicator ap ko bhoy zayda madad dety hain ap ko ik entery achi mail jati hyi. Parabolic indicator b ik esa indicator hay. jis ko ap easily apni trading main shamil kar k apni trading ko kamyab bana lety hain.Parabolic SAR indicator market k trend k mutabiq dots ki sorat me move karta hay. Jab bhi aik trend reversal hota hay. to us point pe indicator bhi apne dots chart k mutabiq shift karta hay. lekin yahan pe ye point note karna chaheye. k agar ye dots opposite trend me teen se ziada hone lagay to market se exit kar jayen. lekin short fake reversal signal se bachne k leye kam az kam teen dots tak ka intezar zaror karen.

    Click image for larger version

Name:	parabolic-sar.gif
Views:	3
Size:	11.2 کلوبائٹ
ID:	12593829
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Parabolic SAR Indicator in Forex:

    𝗪𝗵𝗮𝘁 𝗜𝘀 𝘁𝗵𝗲 𝗣𝗮𝗿𝗮𝗯𝗼𝗹𝗶𝗰 𝗦𝗔𝗥?

    Tajir Kisi Khaas Asasay Ki Mukhtasir Muddat Ki Raftaar Ki Passion Goyi Karne Ke Liye Aksar Parabolic Sar ,Jisay Parabolic Sar Stap Aur Rivers Bhi Kaha Jata Hai, istemaal Karte hain. Aik Tajir Aasani Se isharay Ko Shaamil Kar Sakta hai, Jisay Maroof tiknishan Jaye Wheels Wilder,Junior Ne Tijarti hikmat E Amli Main Tayyar Kya tha. Taakay Yeh faisla Karne Main Un Ki Madad Ki Ja Sakay Ke Stap Orders Kahan Karna hai. ( is isharay Ka Hisaab Kaafi Paicheeda hai Aur Amli tijarti Apply ke Nishan Ke dairay se bahar hai. )ᴘᴀʀᴀʙᴏʟɪᴄ sᴀʀ ᴋᴏ sᴀᴍᴀᴊʜᴀɪɴ
    Yeh isharay Ka Mafrooza Ke Aik Tajir Hamesha Kisi Position Main Poori Tarha Shaamil Hota hai is Ki Sab Se Dilchasp khususiyaat Main Se hai. is ki Wajah Se, Yeh Khaas Tor Par un Afraad Ke Liye Mutaliqa Hai jo Tijarti Nizaam Banatay hain Aur Aisay Tajir jo Market Main Paisay ko fa-aal Rakhna Chahtay hain .Asasa ki Raftaar Par Munhasir Hai, Parabolic sar Isharay Ko Asasay Ke Chart Par Basri Tor Par Dekhaya Jata Hai Jaisay Ke qeemat ke oopar ya Neechay Position Mein Nuqton Ki Aik Series. Jab Asasa Ka Rujhan Oopar ki Taraf Hota Hai, To Qeemat Ke Neechay Thora Sa Dot Rakha Jata Hai, Aur Jab Rujhan Neechay Ki Taraf Hota Hai, To Qeemat Ke Oopar Aik Dot Rakha Jata Hai .

    𝙈𝙖𝙧𝙠𝙚𝙩𝙨 𝙖𝙣𝙙 𝙩𝙝𝙚 𝙋𝙖𝙧𝙖𝙗𝙤𝙡𝙞𝙘 𝙎𝘼𝙍

    Jab Market Mein Aik Mustaqil Rujhan Hota Hai To Parabolic Sar Achi Karkardagi Ka Muzahira Karta Parabolic Sar Range Marketon Mein Agay Peechay Korray Maarny Ka Rujhan Rakhta Hai, jo Ghalat Tijarti Signal Peda Karta hai. Mojooda Rujhan Ki Taaqat Ke Ziyada Durust Andaza Ke Liye, Wilder ne Parabolic Sar Ko Ost Directional index ( adx ) Momentum Indicator Ke Candle stick Patterns Aur Moving Average Ko Bhi Taajiron Ke Hisaab Se Rakha Ja Sakta Hai. Misaal Ke Tor Par, 👇Click image for larger version

Name:	IMG_20230227_220443.png
Views:	1
Size:	18.1 کلوبائٹ
ID:	12453765Parabolic Sar Ke Zareya Tayyar Kardah Sale Signal Ki Aik Allag Tasdeeq Par Ghhor Kya Ja Sakta Hai Jab Qeemat Aik Ahem Harkat Pazeeri Ost Se Kam Ho Jati Hai .

    اب آن لائن

    Working...
    X