Pivot points
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pivot points
    Pivot points

    What is a pivot points
    point aik takneeki tajzia isharay, ya hisabaat hain, jo mukhtalif time faremon par market ke majmoi rujhan ka taayun karne ke liye istemaal hotay hain. Pivot point bazat khud sirf intra day high aur lo ki ost aur pichlle tijarti din se ikhtitami qeemat hai. aglay din, pivot point ke oopar trading jari taizi ke jazbaat ki nishandahi karti hai, jabkay povit point ke neechay trading mandi ke jazbaat ki nishandahi karti hai. Povit point isharay ki bunyaad hai, lekin is mein deegar support aur rizstns levels bhi shaamil hain jo povit point calculations ki bunyaad par paish kiye jatay hain. yeh tamam sthin taajiron ko yeh dekhnay mein madad karti hain ke qeemat kahan support ya muzahmat ka tajurbah kar sakti hai. isi terhan, agar qeemat un sthon se guzarti hai to is se tajir ko maloom hota hai ke qeemat is simt mein chal rahi hai .
    Click image for larger version

Name:	images (5).png
Views:	6
Size:	5.3 کلوبائٹ
ID:	12593803
    How to calculate the pivot points

    point indicator ko chart mein shaamil kya ja sakta hai, aur levels ka khud bakhud hisaab lagaya jaye ga aur dekhaya jaye ga. yahan yeh hai ke un ka khud hisaab kitaab kaisay karen, is baat ko zehen mein rakhtay hue ke pivot points bunyadi tor par din ke tajir istemaal karte hain aur yeh pichlle tijarti din se ziyada, kam aur qareeb par mabni hotay hain. agar budh ki subah hai to budh ke tijarti din ke liye pivot point ki sthin bananay ke liye mangal se buland, kam, aur band ka istemaal karen. market ke band honay ke baad, ya aglay din khilnay se pehlay, din ki bulandi aur kam, neez haliya pichlle tijarti din ki bandish talaash karen. onche, neechi, aur qareebi ko jama karen aur phir teen se taqseem karen. is qeemat ko chart par p ke bator nishaan zad karen. p maloom honay ke baad, s1, s2, r1, aur r2 ka hisaab lagayen. un hisabaat mein aala aur pust pichlle tijarti din se hain .



    Click image for larger version

Name:	download (27).png
Views:	5
Size:	10.5 کلوبائٹ
ID:	12593804

    Pivot points vs febonacci retraisment

    Pivot points aur febonacci retraisment ya extension dono hi mumkina support aur muzahmati ilaqon ko nishaan zad karne ke liye ufuqi lakerain khenchte hain. Febonaci retraisment mufeed hai kyunkay usay kisi bhi do ahem qeemat points ke darmiyan khincha ja sakta hai, jaisay ke aik aala aur kam. is ke baad yeh un do points ke darmiyan level banaye ga. 1 febonaci retraisment aur extension levels ko chart par kisi bhi qeemat point ko jor kar banaya ja sakta hai. sthon ka intikhab karne ke baad, muntakhib kardah qeemat ki had ke feesad par lakerain khenchi jati hain .



  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pivot points

    what is pivot point
    dear forec memebrs pivot point ka matlab hy ek best place par bar bar market ka move kr jana jesy kay ap market me tading kar kay wait krty hian kay kis point par aor kab market me changing hogi dear memebrs apko chaiy kay sab say phly apna focus trade par karen and pivot points ko mind me rakh kay tade karen jab bhi ap is trah trade krengy ap asani ky sath successful hojayngy dear memebrs apko chahiy kay hamesha strong kam karen aor trading kat duran zyada say zyada un points par focus kren jis sya yeh lagy kay marekt abb reverse hony wali hay jab ap is trah krengy to apa sani kay sath successful hojayngy jo memebrs yahanpar is trah ka kam karty hain wo asani kay sath kamyab hojaty hain isi liay apko bhiu chhaiy kay strong kam karen and daily bae par market ko use karen agar apky pass real account nahi hy to ap demo account ko bhi use kar sakty hain
    Click image for larger version

Name:	pivot points chart-636374476671821117.png
Views:	4
Size:	36.4 کلوبائٹ
ID:	12453756
    identify pivot points
    pivot points kio jab ap identify kartry hain to long term ki trading ko focus kar dety hain ji say asani kay sath market ko analyxe kia jaskta hy dear memebrs apko chiay kay sa say pehly analyse kaen yh pivot ponits hian ya market break down agar ap market me zyada sekhna chhaty hain to apko use karna chhaiyt sab say demo account kew kay demo account par ap trading sekhty hain kay trading kesy karni hy kha sya karni hy jab bhi ap trading krengy to ap asani kay sath successful hongy jo members yaha par kam karty hain zyada dair kam karty hain unko chahiy kay strong kam karen and soch samjh kay kam karen ap asani kay sath successful hongy isi liay hameen chhaiy kay hamesha behtren kam karen aor market ko hamesha judge kren
    Click image for larger version

Name:	pivot-point-calculated.png
Views:	9
Size:	38.9 کلوبائٹ
ID:	12453757
    how to calculate pivot point
    pivot point ko agar calculate krna chahty hain to apko chaiy kay breraks ko aor support ko analyse karna chahiy dear members apko chaiy kay pivot pointd ko sajhen demo account ko samjhen aor soch samjh kay trade lain sab say phly pivot points ko analyse karen aor trade pay focusr rakehn jab bi ap market ko analyse karengy to yahan apko jo bhi points nazar ayngy samespace me to unko ap pivot points ka name bhi day sakty hain dear memebrs demno account ka use karen practice karen is trah ap asani kaysath demo say sekh lengy kis trah ka kia jata hy aor ap asani kay sath successful hojayngy
    Click image for larger version

Name:	USDJPY-Pivot-Points-Price-Action.png
Views:	5
Size:	73.8 کلوبائٹ
ID:	12453758
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      جواب: Pivot points

      Pivot point:-
      Click image for larger version

Name:	what-are-pivot-points.png
Views:	1
Size:	64.7 کلوبائٹ
ID:	12453860
      Forex trading me pivot point se murad wo point jis pe aik trend rukh jata hai, aur us point tak market ki price pohunchne k bad bar bar wapis ati hai. Jab bhi aik continue trend forex trading market me chahay wo upward side pe ho ya downward side pe aik khas position ko touch karne k bad reverse ho jata hai aur us k bad trend reversal ho jata hai forex trading ka pivot point hota hai. Is point pe market ki prices pohunch to jati hai lekin is point ko break up nahi karti hai. Forex trading me jab bhi ye point break ho jata hai to ye pivot point nahi rehta hai. Pivot point se trend reversal ho jata hai. Forex trading me aksar hum indicators pe dekhte hen k wo mukhtalif qisam ki resistance aur support levels ko show karti hai jis se trends wapis ati hai. Pivot point hamare risestance aur support levels ka wo last point hota hai ji se trend ne return back karna hota hai.
      Click image for larger version

Name:	forex-pivot-signals.png
Views:	1
Size:	35.8 کلوبائٹ
ID:	12453861
      Pivot point Importance:-

      Forex trading me jab bhi hum dekhte hen k market me ki contentious trend aik point ko touch to karti hai lekin us ko break nahi kar pa rahi hoti hai to ye point hanara pivot point hota hai. Forex trading k analysis me aksar hum support aur resistance level ko jab maloom karte hen to us point ko pivot point bhi kahte hen q k ye point aksar break nahi ho pati hai agar is pe koi fundamental anasir asar andaz na ho jaye. Lekin agar ye point breakup ho jati hai to ye na to pivot point rehta hai aur na hi is position se trend wapis hota hai.
      Click image for larger version

Name:	forex-pivot-trading.png
Views:	1
Size:	27.4 کلوبائٹ
ID:	12453859
      Pivot points and their usage:-

      Forex trading ma hamy pata hai k ham market ki support or resistance ko samaj kar trade karyn to profit ko hasil karna bhot easy ho jata hai. But agr ham market ki support or resistance ko ignorr kar deyn to hamary lae profit ko hasil kar pana bhot mushkil ho jata hai. Pivot points ma ham market ki support or resistance ko mazeed smaller points ma divide kar lety hain jis k bad hamy market ko smajnay ma or b asani hoti hai. Agr ham market ko samajy gy ni or tokky sy trade ma in hony ki khosis karyn gy to hamy etna loss ho ga k account bacha pana he mushkil ho jata hai. Forex trading ma pivot point ko draw karna ah jae to trader ko bhot asani hoti hai or wo asy entery point hasil kar leta hai jo har trader ko hasil ni hoty. So ham ye keh sakty hain k hamy apni trades ko pivot points k sath manage karna chahe or es base par he trade ko open or exit karna chahe.
      Click image for larger version

Name:	Pivot-Point-High-Low-Trading-Strategy-02.png
Views:	2
Size:	64.1 کلوبائٹ
ID:	12453857
      Profit:-

      In adjustments levels per yah support levels per jakar market dobara return leti hai. market pivot point per pahunch aati hai lekin use point ko breakout nahin kar sakti to yah point hamara pivot point kahlata hai isliye dear members hamen chahie ki Ham trading skills aur learning per focus Karen good knowledge of good experience ke sath good trading Karen Taki Ham apni trading co profitable banaa sake.
      Click image for larger version

Name:	Pivot-Points-with-Shooting-Star-Reversal-Pattern-4.png
Views:	1
Size:	52.7 کلوبائٹ
ID:	12453855

      اب آن لائن

      Working...
      X