CUP AND HANDLE PATTERN IN FOREX CHART DEFINITION Ek cup and handle Ek Bullish ke continuation yah chart ka pattern Hota Hai Jo consolidation periods ki maloomat karta hai chart pattern use Waqt bante Hain Jab Kisi AsseT ki price Ek common shape se milti julti hai Jaise Rectangle ,flag pennant Head and Shoulder cup and handle ki example hoti hain chart pattern Ke Two parts Hote Hain handle ki trading range se break out ek company ko Ishara karta hai Jaise hi Cup completed ho jata hai price Ek Taraf Tijarat karti hai Cup down Trend ke bad banta hai aur uske bad Upar ka trend Aata Hai handle cup se Samall Hona zaruri hai yah break out Barhe hue volume ke sath Hona chahie break out ke baad price ke target ka andaza cup ke right top se Cup Ke Niche Tak distance ki measuring Karke aur us Number Ko buy point mein Shamil Karke Lagaya Ja sakta hai CUP AND HANDLE OVERBOUGHT AND OVERSOLD CONDITION Cup and handle Mein Ek technical indicators hota hai jo overbought and over sold ko guide karta hai yah moving average se upar and niche Set volatility band ya channel per mushtamil Hota Hai ismein average Tru range set Kiya jata hai break out trading strategy hoti hai jo traders ke liye trend ki direction ki price ki movement Se fayda uthane Ke Liye istemal ki Jaati Hain Breakout is time Hota Hai Jab price resistance level se upar Jaati Hain Jab Ke support level se niche Jaati Hain handles Tamam financial markets ASseT ke lihaz se different hoti hain Jiski series Mein value per cup and handle ka determine Kiya Ja sakta hai cup and handle ko describe karne ke liye investors ko follow Karen CUP AND BREAKOUT Cup ko break out se good information Hasil Karke kamyabi ho sakti hai aur Achcha profit Hasil ho sakta hai aapko Forex form trading karne ke liye ek account banana chahie Jitna Jyada aapke pass knowledge Hoga utani aasani se aap work karne mein aasani kar sakte hain isko mid point ke naam se Jana jata hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим