Money Management kia hoti hy , Forex market main Ahmiyat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money Management kia hoti hy , Forex market main Ahmiyat
    Money Management kia hoti hy


    Money management is a crucial aspect of successful trading in the forex market. Traders who fail to manage their money properly risk losing their capital, no matter how skilled they are at analyzing market trends. This article explores the importance of money management in forex trading and provides some tips on how to manage your money effectively..Money management her business mai importance rakhi hai kiyu kay koi bhi business ho uss mai Monday management say he apnay business ko safe rakha jaa sakta hai aur phir usay grow bhi kia jaa sakta hai. Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai aur money management uss mai sub say important hai kiyu kay money management say he her trader apnay account kay balance ko achay tareekay say use kernay ki planning kerta hai. Her trader ko money management kerni chaiye aur koi bhi trade open kernay say pehlay apna account balance, equity, free margin aur margins ko zarur daikhna chaiye

    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	3
Size:	17.2 کلوبائٹ
ID:	12593654

    Money Management ki Tafseeli Wazahat


    Money management is the process of managing your trading capital to minimize risk and maximize profits. In the forex market, money management involves setting appropriate trade sizes, stop-loss levels, and profit targets to ensure that you don't lose more money than you can afford to lose.money management har trader key ley hi zarori hoti hay agar ham trading me money ko manage kar sakty hey to risk ko be reduce asani se kar sakty hey, traders ko proper money management ki training leni chaye esy bahot se traders hey jo key money management na karny ki waja se es business me fail ho jaty hey,

    Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	9
Size:	18.5 کلوبائٹ
ID:	12593655

    Money Management ki forex main Ahmiyat

    Money management is important in forex trading for several reasons. Firstly, it helps to minimize your risk of loss. By setting appropriate stop-loss levels, you can limit your losses to a predetermined amount. This is important because it helps to protect your trading capital and prevent you from losing all your money in a single trade.Long term mai traders ke kamyabi money management kay bahgir mumkin nai ho sakti hai. Traders ager achi money management kar sakty hon tu woh apny trading account ko kafi mehfooz rakh kar trading kar sakty hain. Iss liye jis trah say app nay suggest kiya hai ke traders kay liye bohot lazmi hai ke woh apni trading kay doran lot size apni greed kay mutabiq select na kiya Karin balky traders ko chaiye ke woh apny capital kay mutabiq apny liye aik short sa money mangement plan bana kar iss kay mutabiq trading Karin. aur trade mai lot size b apny money management plan kay mutabiq he set karny say trading account mehfooz rah sakta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Money Management kia hoti hy , Forex market main Ahmiyat

    Assalamu Alaikum dear Forex friends Forex trading market mein jab aap kam karte hain to aapko apna Kam acche nalej aur experience ke mutabik karna hota hai Kyunki Jab achcha knowledge aur experience hasil karte Hain To aapki working quality behtar Hoti Hai Aur Is Tarah aapko market Mein maximum advantages available hote Hain isiliye Kisi bhi Business mein successful hone ke liye aapko is business ke bare mein complete knowledge hasil karna jaruri Hota Hai aur is form per Ham apni post mein apna knowledge aur experience Baki members ke sath share Karke khud bhi fayda uthate hain aur dusron ko bhi mauka dete Hain.

    WHAT IS ENGULFING CANDLE STICK PATTERN?

    Dear forex friends forex trading market mein yeh ek trend reversal candlestick pattern hota hai is pattern mein Ham dekhte hain ki jab bhi market Kisi bhi train mein movement kar rahi hoti hai to market trend ko change karne ke liye kuchh candle se pattern banati hai aur isko samajh Kar Ham trading kar sakte hain market Kisi bhi support ya resistance per yah pattern banati hai aur uske bad down ya aap Hoti hai is pattern mein aapke pass ek chhoti candle hoti hai aur uske bad aap next candle bari banti hai



    TRADING STRATEGY:



    Dear forex friends forex trading market mein jab aap Engulfing candlestick pattern ke mutabik apni decision making Karte hain to aapko in tamam chezon ko samny rakhna hota hai.


    MARKET TREND:

    Dear friends pahle aapko market ke trend ko dekhna hota hai market ke stand mein moment kar rahi hai agar aap train mein ho to market ki Kisi bhi strong resistance per bearish in gulfing pattern banega aur agar down trend mein ho to market ke support per yah bullish engulfing pattern banta hai aur yah pattern trend reversal hota hai.

    ENGULFING CANDLE:


    Dear friends is pattern mein aapkoaapko ko engulfing candlestick ko find out karna hota hai is candle ki closing pichhali candle ke opening se about Hoti hai jab bhi market pichhali candle ko angul karegi aur bullish candle ke bad full banegi ya FIR Barish candle ke bad ful police candle banegi to isko ine gulfing candle kaha jata hai.

    ENTRY POINT:


    Dear friends entry point market ke reversal candle ki closing ke baad hota hai aap market ke retressment per trade open kar sakte hain ya FIR agali candle ki opening ke sath hi upgrade open kar sakte hain.

    STOP LOSS:


    Dear friends is pattern mein aapka stop last lagana bahut important hota hai kyunki isase aapka account sev hota hai aur wash hone se Bach jata hai isiliye stop loss ismein aapka last candle ke opening se thoda sa upar hota hai.

    TAKE PROFIT:


    Dear friends is pattern mein aap apna target risk reward reshu ke hisab se bhi Laga sakte hain iske sath aap apna target market ke next support your resistance k mutabik bhi Rakh sakte hain aap apni marji se kahin bhi iska target set kar sakte hain jitne bade time frame mein yah pattern banega iska itna hi jyada aapko target bhi mil sakta hai.

    Like tu banta hay ik🙏

    اب آن لائن

    Working...
    X