Commodity Channel Index
Dear friends Commodity channel index bhi other indicators ki terha best indicator hai ky agar ham iska proper knowledge rakhty hain tou ham is indicator sy market main trade open kerny ky liay bahot achi indication hasil ker lety hain jis sy ham market main sell ya buy ki trade enter ker sakty hain agar ham same indicator ko use ker ky trade kerna chahty hain tou yeh indicator bhi other indicators ki terha moving average based hota hai ky market main current position aur moving average ky combination sy market main trade open kerny ky liay indication hasil kerty hain aur usi per trade open ker lety hain
CCI crossover With MA (Moving Average)
Agar ham sirf moving averages per trade kerty hain tou bhi hamain CCI indicator ko sath mila ker use kerny sy market main trade open kerny ky liay best indications milti hain aur agar ham sirf is indicator ko use kerty hain tou hamain itni achi indication nehi milti ya tou hamain market ki current movement ky mutabiq same CCI indicator main moving average sy mutabiq sell aur buy ki indication hasil ker ky trade open kerna hoti hai ya phir ham other indicators jo moving average based hoty hain unky sath mila ker use kerny sy hi acha indication hasil hoti hai aur ham is per trade open ker lety hain jis sy hamari trade main profit hasil hony ky chances increase ho jaty hain lehaza hamain pehly yeh pata hona chahiay ky CCI indicator ko read kis terha kerna hai aur best trading ky liay indication kis terha hasil kerny hai ky ham is per trade open kerain aur successful trade ho saky
Analysis Using CCI
Is ko ham indices aur ETFs wagera k liay successfuly use kartay hain, amtor par CCI mojooda keemat ko aik average ma certain price level par measure karta ha, jb prices apni average sa barh jati hain to CCI b nisbatan ziada ho jata ha aur jb average prices km ho jati hain to CCI b low ho jata ha, is tarah CCI over bought ya over sell ko identify karnay k liay use hota ha.
Trading Strategy with CCS
CCI simple moving average aur mean deviation ko calculate karnay k liay b use hota ha, jb CCI negative ya zero ki taraf sa 100 ki taraf jata ha to ye is baat ka ishara hota ha k price uptrend ma janay wali ha, is tarah ki situation ma traders ko prices ma pullback ka pata chalta ha, aur CCI ma buying ka signal mil jata ha, isi trah downtrend k liay jb CCI 100 sa zero ki traaf ata ha is sa prices km honay ki indication milti ha, ye indicator overbought ya oversold ki talash ma traders k liay help provide karta ha, is k zariay bullish aur bearish divergance ko detect karnay k liay b prediction ki ja sakti hain aur momentum shifting ka pata lagaya ja sakta hy.
Facts and Figures
Basically ye aik bht useful indicator ha jo hmain mufed trading karnay bht support karta ha hmain ia ko use karna seekhna chaiay ta k achay faislay kar sakain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим