Information for using and applying MACD indicator for successful trade
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Information for using and applying MACD indicator for successful trade
    Moving Average Convergence Divergence aik simple oscillating trend aur momentum indicator ha jis ko Gerald Apple na develop kia tha, yeh indicator market trend ki identification aur market trend ki confirmation kay liay hota hay jab tak ham chart main MACD indicator ko use nahi kartay trend ko agar identify kar bhi lain to is ki confirmation na honay ki waja say market trend kisi bhi point say reverse ho sakti hay

    Guidelines in MACD indicator for traders:

    Click image for larger version

Name:	MACDbasicsQQQQ.gif
Views:	12
Size:	22.0 کلوبائٹ
ID:	12593605

    yeh two exponential moving average ka difference calculate kar kay unki convergence aur divergence ko show karta hay, market trend ko traders price ki moving average say hi confirm kar saktay hain, yeh indicator two lines ki surat ma plott kia jata hay, jo zero say above aur below fluctuate karti hain, iski upper aur lower limit nhi hoti jis ki waja say yeh overbought aur oversold conditions ko show nhi karta yeh aik effective momentum indicator hay, market bullish ya bearish trend me change honay ka andaza MACD trading indicator say hi lagaya ja sakta hay, is ki base par traders timely apni trade ko adjust kar saktay hain,

    Process for calculating value of MACD Indicator:


    Click image for larger version

Name:	images - 2021-12-07T214557.086.jpeg
Views:	16
Size:	43.9 کلوبائٹ
ID:	12593606

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20211208_1827100.jpg
Views:	2
Size:	30.1 کلوبائٹ
ID:	12593607

    MACD indicator ko follow kartay huay traders is kay signals ko follow bhi kartay hain aur market main sale order bhi place kartay hain, is Indicator say traders iski end current aur start price ki confirmation kartay hain, is ki calculation main aik standard EMA shorter period ki closing price k liay 12 days EMA aur 26 day EMA use karta ha aur faster EMA ko slower aur longer EMA say subtract kia jata ha, MACD histogram two EMA kay difference ko represent karta hay aur jab MACD signal line say above hota hay to histogram positive aur jab signal line kay below hota hay to histogram negative hota hay,

    techniques for trade using MACD indicator:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20211208_1827101.jpg
Views:	3
Size:	27.7 کلوبائٹ
ID:	12593608

    MACD Indicator same stochastic oscillator ki tarah working karta hay, yeh Indicator ki line ki crossover same hoti hay jab price ki changing hoti hay, MACD Indicator ka use traders kay liay entry aur exit kay crossover kay sath confirm karta hay, jis say market main entry kay liay boht hi perfect idea milta hay jis ko follow kar kay traders market main enter hotay hain, MACD ki positive value show karti ha kay faster moving EMA shorter period EMA say longer above hota hay, is tarah yeh bullish market ki indication hoti hay, isi tarah negative MACD ki value yeh show karti hay kay faster moving shorter period EMA longer period EMA say below hay, yeh bearish market ki indication hoti hay, jab negative values increase karti hain to ye downside momentum kay increase honay ko show karta ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Information for using and applying MACD indicator for successful trade

    asslam o alaikum kaya hal hai sab ka kaise hain sab umed karta hon sab khiriyat se honge aj hum parhain ge aap macd isharay ko muaser tareeqay se kaisay istemaal karte hain ?
    jab macd zero line se oopar jata hai to khareedain – ya aik mukhtasir tijarat band karen – aur jab macd sifar line se neechay ho jaye to farokht karen – ya lambi position band karen. is hikmat e amli ki takheeri noiyat ki wajah se, usay taiz, katay baazaaron mein ahthyat ke sath istemaal kya jana chahiye kyunkay isharay aksar bohat der se pahunchte hain .
    macd tijarat mein kis terhan madad karta hai ?
    kamyaab tijarat ke liye macd isharay istemaal karne aur laago karne ke liye maloomat ke liye tasweerai nateeja
    moving average knorjns divergence ( macd ) aik trained following momentum indicative hai jo security ki qeemat ke do mutharrak ost ke darmiyan talluq ko zahir karta hai. traders macd ka istemaal is baat ki nishandahi karne ke liye karte hain ke kab taizi ya mandi ki raftaar ziyada hoti hai taakay tijarat ke dakhlay aur kharji raastoon ki nishandahi ki ja sakay .
    macd isharay ke liye behtareen settings kya hain ?
    kamyaab tijarat ke liye macd isharay istemaal karne aur laago karne ke liye maloomat ke liye tasweerai nateeja
    macd ke liye mayaari tarteeb 12- aur 26- period emas ke darmiyan farq hai. ziyada hsasit ke khwahan chaar test aik mukhtasir qaleel mudti moving average aur taweel mudti moving average aazma satke hain. macd ( 5, 35, 5 ) macd ( 12, 26, 9 ) se ziyada hassas hai aur hafta waar chart ke liye behtar ho sakta hai .

    اب آن لائن

    Working...
    X