Hammer Candlestick
Dear basically Hammer profit me close hony wali aik candlestick Hy Forex trading mein commodities chart pairs mein dekha ja sakta hai jis mein kafi sare pairs ki movement aisi hoti hai mostly gold ya crude oil mein aise Hi mistakes Milne ko Mil sakti hai jis se aap ko Forex trading mein asani se samjha ja sakta aur asani se aap is mein kamyabi hasil kar sakte hain is liye aapko hamesha chahie to Forex trading working karne ke liye mehnat lagan aur interest working ko understand karte rahen ye patterns ko smjhna basically aap ko best profit dene ke liye aik expert trick Hy.
Hanging Man Candlestick
Dear hanging man mostly loss mein close hone wali candle hoti hai jo Forex trading main aapvko acha profit de sakti hai is liye aap ko chahie ki isko bhi understand karna itna difficult nahin hota ya mostly gold ya crude oil mein is tarah ki candlesticks aapvko mil sakti hai jiske liye aap ko lazmi chahie ke Forex trading mein best working karte rahen aur market ko aap ko properly watch karna hota hai jis se aapko formation Kay dauran hi pata chal sakta hai jis se aap acha profit Le sakte hain ya Forex trading ke basics candlesticks hoti hai jin ke understanding har trader ke liye bahut important hai.
Shape / Body of Hanging Man Candlestick
Hanging Man ki body small hoti hay aur ye market key open aur close price ki wazahat karta hay, hanging man candle ki body red ho gi to es ka matlab ye ho key ye candle market key lower price me close howa hay aur body green ho gi to higher price me ye candle close hota hay, time frame key mutabeq hi hanging man key legs se open price aur close price ka anadaza hota hay
Importance of Hanging Man Candlestick
Hanging Man candle stick pattern main aik bohat zyaada ahm candle samjhi jaati hay jiss ke wajah yeh hay kay yeh aik trend reversal kee identification hoti hay jahan per bhi hanging man candle nazar aaye wahan say trend reverse hota hay ager bullish trend hay to bearish main convert ho jaaye ga or ager bearish hay toh bullish main convert ho jaaye ga hanging man uss candle ko kaha jaata hay jis ka long shadow ho or candle ka shadow iss kee body kay neechay ho to uss ko hanging man kaha jata hay lekin yeh uptrend main downtrend main iss ka inverse q kay downtrend main ager shadow neechay ho to pin bar kehlaati hay.
Trading Strategy with Hanging Man Candlestick
Bullish candle main jab market k support level pe bany ya phr jab market down aati ha to phr bany to phr confirm up movement karti ha is ley humy is ko dakh k foran buy ki entry lagani chae ha ta k humy ziada sy ziada profit ho or loss bilkal bi na ho or is k alawa humy stop loss zaror istamal karna chae ha ta k humara account wash na ho
Bearish candle resistance level pe banti ha ya phr jab market up movement karti ha or wahan pe ye candle banati ha to phr wahan sy market down aati ha is ley humy both soch samj k trading karni ho ge ta k hum kamyab ho sakeny or humy loss na ho hum ache earning kar sakeny or ache trade open kar k ache earning kar saken.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим